• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Jo kbhi lot ke na ayenga vo vaqt he... jo dubara na milenga vo moka he... jo hame yaad na karega vo aap he aur jo aapko kbhi na bhul payege vo hum he...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lamha ther jaata hai saamne tumjo aate ho, Har pal tham sa jaata hai saamne jab tum aate ho. Jaane kyun khamosh ho jaate hain hum, Saamne tum jo aate ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "दुनियादारी से रूबरू हुआ तो पता चला...जिस्म में ज़मीर का होना... इतना ज़रूरी नही...जितना जेब में रूपया होना...!!!"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Mehfil Me Ujala Kijiye, Roz Pyar Bhara SMS Bheja Kijiye, Zindagi Khubsurat Banjayegi Janab, Apno Ke Liye Thoda Waqt Nikala Kijiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat K V Ajeeb Fasane Hote Hai...., Kuch Apne To Kuch Begane Hote Hai...., Dard To Har Dil Mein Hota Hai, Bas Kuch Diwaney K Aur Kuch Parwaney K Hote Hai......!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Karib Itna Raho Ki Risto Me Pyar Rahe, Dur Bhi Itna Raho Ki Aane Ka Intzar Rahe, Rakho Ummid Risto Ke Darimiaan Itni, Ki Tut Jaye Ummid Magar Riste Barkarar Rahe,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisiko kya hasil hoga mujhe yaad karne se ""ae-jaan"" main to ek aam insan hoon aur yahan to har kisiko khas ki talash hai. khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazre na hoti to nazara na hota, duniya main hasino ka guzara na hota, hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de, jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki yaadon ke sahare jee lete hain, Aapse milne ki khwaish liye jee lete hain, Jeene ko to jee sakte hain tere bagair hum, Mile agar aap to mar bhi sakte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Ab Neend Ki Talaash Nahi, Raaton Ko Jaagna Acha Lagta Hai Mujhe Nahi Malum Ke, Wo Meri Kismat Mein Hai Ya Nahi Magar Khuda Se Usey, Mangna Accha Lagta Hai, Pata Nahi Mujhe Haq Hai Yaa Nahi, Par Uski Parwah Karna Acha Lagta Hai Usey Chahna Sahi Hai Ya Nahi, Par Iss Ehsas Mein Jeena Acha Lagta Hai, Kabhi Hum Sath Honge Yaa Nahi, Par Yahi Khwaab Dekhna Acha Lagta Hai Wo Mera Ho Yaa Na Ho, Par Usey Apna Kahna Acha Lagta Hai .. !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi Karte Hum Zikare Mohabbat Ka Saare-Bazaar Nahi Karte Darta Hai Dil Unki Ruswai Se Aur Woh Soachte Hai Ki Hum Unse Pyaar Nahi Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kise Ko Kya Hasil Hoga Mujhe Yaad Karke "Dosto" . . Main To Aam Insaan Hu...... Aur Yaha Har Kise Ko Ek "Khass" Ke Talaash Ha.......!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • *** Karni Khuda se kuch fariyaad baaki hai, Hame unse kehni kuch baat abhi baaki hai, Maut aayegi to kehna ruk ja, abhi apne Dost se Mulakaat baaki hai.***.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Us k kadam jha pade main ne chom liye us k kadam jha pade main me chom liye woh bewafa meri ammi ko ja kar boli aap ka beta matti kha raha hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Itne Hasee Honge Eh Mere Dosto, Dil Ko Is Baat Ka Yakee Aata Nahi, Ab Toh Unko Paane Ki Chahat Ho Gayi, Unke Bina Ab Kuchh Bhata Nahi… by-Pranab ❤
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ki khwahish ko naam kya dun, pyar ka use paigam kya dun. Is dil me dard nahi yaaden haiuski, ab yaaden hi mujhe dard de to use ilzam kya dun…?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishte Khoon Ke Nahi Hote.. Rishte To Ehsaas Ke Hote Hain.. Agar Ehsaas Ho To Ajnaabi Bhi Apne.. Agar Ehsaas Na Ho To Apne Bhi Ajnaabi Hote Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS