• Categories
  • Love Shayari SMS   18253
  • दीवानगी मे कुछ एसा कर जाएंगे। महोब्बत की सारी हदे पार कर जाएंगे। वादा है तुमसे, दिल बनकर तुम धड़कोगे और सांस बनकर हम आएँगे।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mera Tu Ranjishain Sari Mitane Ka Irada Tha Gale Us Shakhs Ko Phir Se Lgane Ka Irada Tha Chlo Acha Hoa Us Ne Muje Sahal Se Hi Lota Dya Warna Mera Tu Sari Kashtyan Jilane Ka Irada Tha Mcha Deti Hai Halchal Khaylon Main Teri Yaadain Warna Tuje Is Dil Se Bhulane Ka Irada Tha Bari Minnat Smjat Se Wo Mana Hai Jise Do Char Lafzon Mai Mnane Ka Irada Tha Agar Wera Shakhon Pe Prindon Ke Ghar No Hote Mohsin Tu Ab Sokhe Darkhton Ko Jilane Ka Irada Tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • tujhe paane ki is liye zid nahi karte ke tujhe khone ko dil nahi karta tu milti hai to is liye nazre nahi uthate ke phir nazrein hatane ko dil nahi karta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapno Ki Duniya Ajib Lagti Hain, Jhuthi Hi Sahi Par Har Kushi Nasib To Hoti Hain Beshak Aate Hain Sapne Kuch Pal Ke Liye. Par In Palo Me Jannat Kitni Karib Hoti Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kis liye itni saza detay ho., Kabi karty ho yaad to kabi bhula detay ho, Ajeeb teri mohabbat ka silsala Dekha, Kabi khushi to kabi apni yaadmay rula Dety ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapse nazrein to mila lein par ye to bataiye ki Aap mein aisa kya dekhein jo dekhte hi deewana banade Badi mushkil se militi hai zindagi sambhal ke rakhiye Kahin is shama ko hum parvana na banade
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majburi Me Jab Koi Juda Hota Hai, Zaruri Nhi K Wo Bewafa Hota Hai, Dekar Wo Apki Ankho Me Ansu, Akele Me Apse Bi Zyada Rota Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada"Hai Tumko Nhi Satayenge DIL"Nhi Kabhi Aapka Dukhayenge (Jab Tak jaan) Hai Sath Jhel Lo Yaar Jab MAR Jayenge To Khayalo Me Bhi Nhi Ayenge.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab zindgi samji to zindgi se dur the hum, Marna chaha per jinko majbur the hum, Har saza kabul ki humne sar jukakar, Kasur itna tha ki bekasur the hum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab Thi Raah Mein Teri, Fikre Beshikam Maula Har Qadam Tha Wirde Zubaan, Dam Hamadam Dam Maula Kab Hamare Bas Mein Thi Baria Bhi Is Dar Ki Aap Ne Bulaya To Aa Gaye Hain Hum Maula Jeeteji Na Bhulega Humko Tera Dastarkhan Nematein Do Aalam Ki Thi Jaha Baham Maula Tere Mehe Maabankar Chumkar Tera Sang-e-Dar Ho Gaye Hain Dunya Mein Hum Bhi Mohtaram Maula Aap Jisse Raazi Hon Wo Khushi Ataa Keeje Aur Bajuz Gham-e-Sarwar Ho Na Koi Gham Maula
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nafrat Ki Dhoop Me Barsat Se Pehle, Halaat Na Thay Aese Teri Mulaqat Se Pehle, Har Kisi Ko Hamdard Samajh Lete Thay, Hum Bhi Kitne Saada Thay Muhabbaton K Tajurbat Se Pehle.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Deewane ho gaye ham jinki yaad me, wo hum hi se begaane ho gaye, Shayad unhe talash hai ab naye pyaar ki kyunki unki nazar me hum purane ho gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Baaki Kuch Nhi Ab Zamaane Me, Zindagi Guzar Rahi H Tujhe Bhulane Me, Ab Kyu Yaad Aate Ho Itna Door Jane Ke Baad, Shayad Tu Khush H Mujhe Yun Rulane Me,...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Seene Se Jalan Mitaaye Nahi Mitt Ti.. Tasveer Teri Dilse Hataaye Nahi Hatt Ti.. Pyar Ki Aag Bhi Kya Kamal Cheez Hai.. Lag Jaye To Bujhaaye Nahi Bujh Ti..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sanu vich raste de chadd na jawin sanu dil cho tun kadd na jawin asi yaad ch teri mar jange tur jange asi chup karke har sah tere naa kar jange asi jitt lyi dunya sari,sanu pta nhi c sajjna ve asi jind tere ton har jange
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rab Kare Zindagi Me Aisa Mukaam Aaye...:purple_heart:

    :purple_heart:Meri Rooh Aur Jaan Aapke Kaam Aaye...

    Har Duaa Mein Bas Yahi Maangte Hain Rab Se...:purple_heart:

    :purple_heart:Ki Agle Janam Me Bhi Aapke Naam
    K Saath Mera Naam Aaye...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS , Love - Romantic SMS
  • Husn Aur Ishq Ki Adawat Mein Na Koi Haar Na Hi Jeet Hoti Thi Door Hote Toh Band Aankhon Se Ek Dooje Ki Deed Hoti Thi Quais-O-Laila Se Hum Mamasil The Aisi Chaahat Ki Reet Hoti Thi Jiski Hasti Hamari Jannat Thi Mah-e-Rukh Ek Haseen Hoti Thi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaado Me Na Dundo Hume, . Hum To Mann Me Bs Jayenge, . Tamanaa Ho Ager Milane Ki, . To Hath Rakhana Apne Seene Pe, . Hum Aapki Dhadkano Me Hi Mil Jayenge. . ~~"":: Jai Shree Krishna ::""~~
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rab Se Milunga To Aashiq Ki Tarah Shagird Wallah Ibadat Se Mohabbat Ki Tajjali Ki Hai Log Kehte Hain Ishq Karo Us Se Jis Se Haseen Koi Or Na Ho Shagird Main Apne “Rab” Sey Ishq Q Na Karun Ke Us Se Haseen To Jannat Bhi Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS