Hum Agar Aapse Mil Nahi Paatay
Esha Nahin Kay Aap Humeinyaad Nahin Aate
Mana Ka Jahaan Kay Sab Rishtey Nibahaye Nahin Jatey
Par Jo Bas Jatay Hai Dil Meinwo Bhulaye Nahin Jatay
Kitna bhi chaho na bhol paoge humein.....
Hum se jitna dur jao karib dil ke paoge Humein.....
Mita sakte ho to mita do yaade meri........
Magaar kya sapno se juda kar paoge humein.......
Naseeb Mein Tha, Maa Ki Mamta Ki Daolath
Tukhra Diya Tha Maine Us Daolath Ko
Aaj Us Daulat Ki Qimat Maloom Padi
Per
Bouth Der Ho Chuki
Sab Apni Maa Se Gale Miltey Hain
Kushi Kushi Se
Use Dekhti Hi Reh Jathi Hoon Mai
Aankon Mein Aanso Bharey…
Dil Tadap Uttha Hai
Aur Mujse Kehta Hai
Lo Tuje Yehi Saza Hai…
Ek muddat se hai chhupaye ashq
palko mein
Dil gam se hain bhara par roye
nehin
koi nahi jo puchhe ek baar
humse..”
"jaan jaag rahe ho kis ke liye?
abhi tak soye nehin?”
Chehre Se Naqaab Uska Hawaa Jab Udaa Gayi,
Aankho Ke Raaste Wo Mere Dil Mein Samaa Gayi,
Badnaam Ho Gaya Hu Itni Si Baat Par,
Jab Meri Taraf Dekh Kar Bas Wo Muskura Gayi…
Na tum mere na dil mera na jan-e-natavan meri
tasavvur mein bhi aa sakati nahi majaburiyan meri
na tum aaye na chain aaya na maut aai shab-e-vada
dil-e-muztar tha main tha aur thi betabiyan meri
abas nadaniyon par aap apni naz karte hain
abhi dekhi kahan hain aapane nadaniyan meri
ye manzil ye hasin manzil javani naam hai jisaka
yahan se aur aage badana ae umr-e-ravan meri
Hassi Sab Ko Do Par Muskurahat
Ek Ko Do, Gaal Sab Ko Do Par
Honth Sirf Ek Ko Do, Pyar Sab
Ko Do Par Dil Sirf Ek Ko Do..
Sab Ko Tumse Pyar Karne Do
Par Tum Sirf Ek Se Hi Pyar Karo!