• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Itna Toot K Chahoon Main UsKo K Meri Chahat Ko UsKi Zarorat Si Ker Day Koi Choo Na Paye Apne Khyalat Mein Bhi UsKo Har Ek K Zehan Mein UsKi Hifazat Si Ker Day Band Aankh Mein Bhi Dekh Paon UsKo Meri Nazar Ko Aisi Ijazat Si Ker Day Rakhon Ga Khayal UsKa Umer Bhar Bas Ab Wo Apnay Aap Ko Meri Amanat Ker De...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bheeg jaati hain palkein tanhayi mein, darte hain koi jaan na le. Pasand karte hain tez barsaat mein chalna, kahi rote hue ko koi pehchaan na le.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hm to aapki yaado main jiya karte hain, aapki har muskan dil main sama lete hain, krte hain hum aapko kitana pyar Ye dil ki baat hum dil main hi chupa lete hain. k.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haqikat me na sahi, par kabhi mere sapno me utar ke dekh, un har sapno ko jannat sa khubsurat saaja denge hum. Jhuta hi sahi par kabhi I LOVE YOU to kehke dekh, tere liye apna jaan bhi kurban kar denge hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushboo ki tarah meri sanson me Rehena Laho banke meri Anshuon me Rehena Dosti hoti hai Ristoon ki Anmol Gehena Isiliye dosti ko kabhi alvida na kehena
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • बिन मेरेे रह ही जाएंंगी काेई ना कोई कमी‚ तुम जिन्दगी को जितनी मर्जी संंवारनें की काेेशिश् कर लोǃ
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai Na Sunu Jis Din Teri Bate Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Aawaz Usay Sunai nahi deti, Ab to door tak koi Umeed bhi Dikhai nahi deti… Ehsas Usay Aur Sab Logon ka hai, Bus meri hi Tanhai Usay Dikhai nahi deti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo aati hai mere kabr pe apne aashiq k saath. Kon khta hai dafnane k baad jalaya nahi jata. @mit........
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Fir Teri Yaad Ne Rulaa Diya, Kitne Akele Hain Hum Ye Ehsaas Dila Diya, Do Lafz Kehne Ka Saleeka Nahi Tha Mujhe Aur, Teri Judaai Ne Shayar Mujhe Bana Diya.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ko Dil Ka Deewana Pasand Hai Kisi Ko Dil Ka Nazrana Pasand Hai Auron Ki Pasand To Hume Pata Nahi Hume To Apka Muskurana Pasand Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazre MiLe Ek Zamana Ho Gya, Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gya, Wo To Chale Gaye Humse Door, Lekin Mushkil Is DiL Ko Samjana Ho Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phool Ki Shuruvat Kali Se Hoti Hai, Zaindagi Ki Shuruvat Dost Se Hoti Hai,dost Ki Shuruvat Apno Se Hoti Hai,aur Apno Ki Shuruvat Aapse Hoti Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wafa ka naam na lo yaron, Wafa dil ko dukhati hai, Sach to yeh hai ki....... Wafaa ka naam lene se, Phir ek bewafaa ki yaad aati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Dharkanoo Ko Ik Lamha Saber Nahi Shayd K Us Ko Ab Meri Kader Nahi Her Safer Mein Mera Kabhi Hamsafer Tha Woh Ab Safer To Hai Mager Wo Hamsafer Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhee Tum Miloo Kabhee Hum Mulakato Kaa Yeh Silsila Yuhi Chaltaa Rahe Yuhi Muskurate Raho Tum Aur Ye Hasin Pal Ka Safar Yuhi Chalta Rahe Shaam Ho Tandi Hawa Chale Tumhari Kushbu Hum Yuhi Mehsus Karte Rahe Raat Ho Chandini Ka Intezaar Na Rahe Subah Ho To Roshni Ka Nazar Na Rahe Tum Ho Sirf Tum Tumhare Siva Humhe Kisi Ki Etbaar Hi Na Rahe…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Ki Tadap Ko Dikaya Nahi Jata Dil Ki Aag Ko Bujaya Nahi Jata Lakh Bewafa Ho Sanam, Phir Bhi Zindagi Ka Pehla Pyar Bhulaya Nahi Jata..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • You May Be Out Of My NAZAR, But You Not Out Of My DIL, You May Be Out Of My Reach, But You Not Out Of My SOCH, I May Be KUCH BHI NAHI 2 You, But UR Always Be SAB KUCH 2 Me!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye kaali raat ka andhera Ab toh aa bhi ja savera Main fir se ho gaya hu akela Dil ke har kone mein Ab toh bas hai tera hi basera.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jalakar Mere Yaar Ne Mujhko Apne Haatho Ko Seka Hai, Kise Pata Chalegi Halat Meri, Kya Kisine Seene Me Utarkar Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS