• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Reet H Jaane Kaise Ye Zamane Ki Jo Saaza Mailta Hai. Yaha Dil Lagane Ki Na Baithana Kisi Ko Dil Mein Itna Ki Fir Dua Maagni Padhe Use Bhulane Ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • phool banker bango me khilna jante hai,gamo me bhi khush rahna jante hai.hamse mil kar log khush ho jate hai,kyoki dur rahker bhi ham dilo ko jitna jante hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lipat Jaao Ek Baar Fir Gale Hamare, Koi Deevar Na Rahe Beech Hamaare Tumhare, Lipat Jaati Jaroor Agar Jamane Ka Dar Na Hota, Bassa Leti Main Tumko Agar Seene Mein Ghar Hota,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khwahishon ko dabaana galat hai Rah-rah ke kisi ko sataana galat hai Dushman hain wo insaniyat ke Jo kahte hain dil lagana galat hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Nadiyan Nahi Aansu The Mere; Jinpar Woh Kashti Chalate Rahe; Manzil Mile Unhein Yeh Chahat Thi Meri; Isliye Hum Aansu Bahate Rahe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • meri ankhein rakh lo mujhe kuch khawab de do, jis mein tumhari jhalak ho aisi sharab de do, chalo choro sari batein ek baat maan jao, meri sari umer ley lo bus ek pal ka saath de do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • बता किस कोने में, सुखाऊँ तेरी यादें बरसात बाहर भी है, और भीतर भी है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wada h ye hmari mohabbat ki dastan khas rhegy, Aapki Surat hmesha dil k pass rhegy, Nhi bhulenge hum aapko or aapke pyar ko , Jab tak dil me ye dhadkan or ye saans rhegy....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek nazar dekh lu unko toh sukoon aa jaye Ek peher unse mil lu toh jaise jannat mil jaye Ek seher saath mile toh din hasin ho jaye Aur isi pal ke intezar mein ye dil fanna ho jaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Ummeed Tera Intezar Karte Hain. Hum Tumhe Paane Ki Dua Karte Hain. Milogi Ek Din Humse Kisi Mod Pe, Iss Umeed Se Hum Tanha Jiya Karte Hain.:(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ke dard ko chhupana kitna muskil hai. Toot K fir muskurana kitna muskil hai. Kisi ke sath door tak jao fir dekho. Akele laut ke aana kitna muskil hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Tuta,Use Tut Hi Jana Tha Kasur Mera ,Tujhe Chahna Tha Khud Ko Dard Dene Ka Shauk Hai Mujhe,Ye Zakham To Khana Hi Tha Parayon Se Ummid Kar Rahe The Hum Unhe To Duniya Main Kho Jana Hi Tha Kaise Koi Dabaye Apne Dil Ke Dard Ko Banake Ansu Use Chalak Jana Hi Tha Kisko Fursat Hai Sune Koi Meri Dastan Wo To Ek FasanaHai Use Chupana Hi Tha Shayad Mit Gaya Khushi Aur Gum Ka Fasla Apne Gum Ke Liye Hume, Muskrana Hi Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dilme Aane Ka Raasta To Hota Hai.. Lekin Dilse Jaane Ka Nahi.. Isliye Jab Koi Dilse Jata Hai To Dil Tod Kar Hi Jata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Saath The Ek Raasta Nazar Aata Tha Akasar Koi Saathi Paas Aake Haath Badhata Tha Bewajah Hi Hansi Ka Fuwaara Sa Nikal Jaata Tha Waqt Kya Hota Kisi Ko Samajh Na Aata Tha Hum Saath The Dil Aksar Machal Jaata Tha Bekaarari Karti Thi Ghaayal Awara Ban Jata Tha Raat Bhar Uske Khayalon Mei Bitata Tha Saamne Aati Thi Jab Kabhi To Nazrein Churata Tha Yuhin Har Pal Gujar Aata Jata Tha Naye Naye Armano Ko Jaga Jata Tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum To Apni Tanhaiyon Se Tang Aa Kar, Mohabbat Ki Talaash Me Nikle The Hamein To Mohabbat Bhi Aisi Mili , Jo Aur Tanha Kar Gayi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shikayat hame zindgi se nahi. Jee rahe hain magar khushise nahi. Dukh hi diya hai har kisi ne hame, Par naraj bhi hum kisi se nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat Pe Aitbar Kisko He, Mil Jaye Khushi Inkar Kisko He, Kuch Majburiya He Jindgi Me Dost, Warna Judai Se Pyar Kisko He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mehandi Wale Hath Hamein Dikha Ke Royi, Ab Mai Hun Kisi Aur Ki Ye Bata Ke Royi, Pahle Kahti Thi Ki Nahi Ji Sakti Tere Bin, Aur Wo Ye Baat Phir Se Dohra Ke Royi, Kaise Karun Uski Mohabbat Pe Shaq Yaroo, Bhari Mehefil Me Wo Mujhe Gale Laga Ke Royi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • unki yaad me hum rote rahe, webafa wo nikle badnaam hum hote rahe, pyar me madhosi ka alam to dekhiye, dhool cehre pe thi or hum aina dhote rahe........sooo saddd
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS