• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Sab ke hote hue bhi tanhai milti h, yaadon me bhi gam ki parchai milti h, jitni bhi dua karte h kisi ko pane ki utni hi jyada unse bewafai milti h.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab jab chali khusiyon ki hawayein…. Na jane kyo Tanhaiyon ke badalon negehra hai mjhe … Jab mangi khusiya maine… Kyo mili tanhaiyaa mjhe… Maine kabi jaada na manga tjhse oh khudaa… Phr kyo mayus hua har dum mai… aaj tak phir raha hu mai khusiyon ki taalash mai.. ab toh yakin ho chala hai mjhe… kushiyaa likhi hi nahi mere naseeb mai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yu Nazar Ki Baat Ki Aur Dil Chura Gaye Andhero Ke Saaye Mein Dhadkan Suna Gaye Hum To Samajhe Te Ajnabi Aapko swee2 Par Aap To Hume Apna Bana Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shiddat se hame talash thi jiski puri nahi thi magar aas thi jiski rehte they jo bas khyalo mein hamare na jane inn ankhon mein basi wo tasveer thi kiski
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tuje Jb Meri yad Ayegi Tere Mobile p Mere sms ki Barat Ayegi SMS to Hm kr Dege Tuje Lekin Iske paise Dene kya Teri SAS Ayegi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zndgi Hamari Sitam Ho Gayi, Khusi Na Jane Kaha Dafan Ho Gayi, Bahut Likha Khuda Ne Logo Ki Kismat.. Par Hamari Bari Aayi To Sihaayi Hi Khatam Ho Gayi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Intezaar Uska Hai Jiske Aane Ki Koi Aas Nahi.. Khusboo Us Phool Ka Hai Jo Mere Paas Nahi.. Maanzil Na Mil Saki Hume To Koi Baat Nahi.. Gam Bhi Usi Ka Diya Hua Hai Jise Mere Pyar Ka Ehsaas Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ग़म न कर ज़िंदगी बहुत बड़ी है; चाहत की महफ़िल तेरे लिए सजी है; बस एक बार मुस्कुरा कर तो देख; तक़दीर खुद तुझसे मिलने बाहर खड़ी है।.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दोस्ती उन से करो जो निभाना जानते हो, नफ़रत उन से करो जो भूलना जानते हो, ग़ुस्सा उन से करो जो मानना जनता हो, प्यार उनसे करो जो दिल लुटाना जनता हो..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Panahon Me Jo Aaya Ho Us Par Waar Kya Karna, Jo Dil Haara Hua Ho Us Pe Fir Adhikaar Kya Karna, Mohabbat Ka Maza To Doobne Ki Kashmakash Me Hai, Jo Maloom Ho Gehrai To Dariya Paar Kya Karna..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gehri Thi Raat Lekin Hum The Ke Soye Nahi Dard Bahut Tha Dil Mein Par Hum Roye Nahi Koi Nahi Hai Hamara Jo Puchhey Humse Jaag Rahe Ho Kisi Ke Liye Ya Kisi Ke Liye Soye Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • MahfiL Saji Thi Sms Ka Tha Daur, Sms Maine Kiya Sab Ne Kiya Shor, Paisa To Mera Gaya, Mgar Sub Kanjuso Ne Kaha.. 1aur., 1aur., 1aur.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Mausam Ko Kya Ho Gaya, Dost Mera Najane Kaha Kho Gaya, Hum To Unki Yaad Ka Intzar Karte Rahe, Par Lagta H Koi Or Unki Yaad Ka Haqdar Ho Gaya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aag Lagi Thi Mere Ghr Ko, Usne Pucha Kya Bacha Hai? Maine Kaha Ek Main Hi Bacha Hon, Usne Hans Kar Kaha To Phir Jala Hi Kya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kya mangu khuda se tumhe pane k bad. kiska karu intzar zindgi me tere aane k bad. kyun pyar me jaan luta deta hai log mujhe maloom hua tumhe apna banane k bad.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jera labo ko chu lu wo sham Aa jaye, Tere pyaar me Balma ke pegam Aa jaye, Ye zindagi to he teri Amanat...... Bas Meri naam k saath tere naam Aa jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "DO Pal ki zindagi yuhi beet jayegi, "Har raat ke bad nayi subah ayegi, "Agar khas logo ki yaad stayegi to, "kasam se apki yaad sabse pehle ayegi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS