Mujhe Dard-E-Ishq Ka Maza Malum Hai...
Dard-De-Dil Ki Inteha Malum Hai..
Zindagi Me Kabhi Muskurane Ki Dua NaDena...
Mujhe Pal Bhar Muskurane Ki Saza Malum Hai...
Utha hua har hath dua ke liye nahi hota,
Jhuka hua har parda hawa ke liye nahi hota,
Apni galtiyon se bhi chirag bhuj jate hai aksar,
Kasoor hawa ka har baar nahi hota
Sweet
Hum unke husn me is kader kho jaate hai
Unko bataane me jamaane lag jaate hai
Ek vo hai jo palke uthaate hai
Aur ek hi najar me sab kuchh keh jaate hai...
Nas Nas Main Tera Pyar
Besa Hai, Khayalo Main Tera
Chehra Rehta Hai, Meri Dua
Le Aayege Tujhe Ek Din Paas
Mere, Mere Aankho Se Girta
Har Aansoo Ye Kehta Hai..!!
Kahte hai hatho ki lakire adhuri hoto
kismat mein mohhbat nahi hoti.
Par sach to ye hai ki hatho mein ho koi
pyara hath to lakiro ki bhi jarurat nhi hoti.
Rishta Hamara Is Jahan Me
Sabse Pyara Ho. Jaise
Zindagi Ko Sansho Ka Sahara
Ho Yaad Rakhna Hme Us Pal
Me Bhi. Jab Ham Akele Ho
Aur Sara Jahan Tumhara Ho..
Mana Teri Nazron Ke Qabil Nahi Hain Hum
Use Jakar Pucho Jise Haasil Nahi Hain Hum
Mat Daro Dekh Kar Mere Hathon Par Lahu
Naam Likha Hai Tera Qatil Nahi Hain Hum…
Haal Apna Tumhein Batana Kya, :heart: Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya, :heart:Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi, Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya, Bekarari Hi Hai Judaai Mein, :heart: Gham Ki Baatein Tumhein Sunana Kya, :heart:Meri Chuppi Mein Teri Mohabbat Hai, Bewajaha Honthon Ko Hilana Kya.
:heart:हाल अपना तुम्हें बताना क्या, चीर के दिल तुम्हें दिखाना क्या, वही रोना है सदा का अब भी, :heart: दास्ताँ फिर वो ही दोहराना क्या, :heart:बेकरारी ही है जुदाई में, ग़म की बातें तुम्हें सुनना क्या, मेरी चुप्पी में तेरी मोहब्बत है, :heart: बेवजह होंठों को हिलाना क्या।
Garmiye hasrat ke nakam se jalte haihum chiragon ki tarah shaam se jalte hai…jab aata hai tera naam mere naam ke saath..naa jano kyon log hamare naam se jalte hai…
Koshish karo k koi tum se na ruthe,
zindagi me apno ka saath na chute,
Rishta koi b ho use aisa nibhao,
k us Rishtey ki Dor zindagi bhar na tute..youvi
Read Must..
Ek Sach Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kisi Ko
Kehta Hai Ki
"Mazak Tha Yaar"
.
.
Ek Feeling Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Mujhe Koi Farq
Nahi Padta"
.
.
Ek Dard Chupa Hota Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Its Ok"
.
.
Ek Zarurat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Mujhe Akela
Chhod Do"
.
.
Ek Gehri Bat Chupi Hoti Hai:"Jab Koi Kehta Hai
"Pata Nahi"
.
.
Ek Samundar Chupa Hota Hai
Bato Ka:"Jab Koi
"Khamosh Rehta hai'
Hit Like If You Agree ?? :(
Pyar Ki Ghadi Mein Kabhi "Petrol" Nahi Hota.
Pyar Ke Safar Mein Kabhi "Punchar Nahi Hota.
Pyar To Wo Ghadi Hai, Jism Tisra Koi
"Passenger" Nahi Hota...!
Ek Ajnabi Se Mujhe Itna Pyaar Kyon Hai,
Inkar Karne Par Chahat Ka Ikraar Kyon Hai,
Use Pana Nahi Meri Taqdeer Mein Shayad,
Phir Har Mod Pe Usi Ka Intezaar Kyon Hai.!
k.k
Yeh mousam yeh mast nazarey
Piyar karo to in se karo
Kartey hain yeh tum ko isharey
… Pyaar karo to in se karo
Ethlati yeh shokh hawayeen
Bahti nadiya chanchal dhareen
Khilti kaliyan urtey badal
Sach mano yeh sab hain tumare
Jewanbhar k hain yeh saharey
Pyaar karo to in se karo
Kahti hain rangeen bahareen
Dil main pyaar k deep jala lo
Ban jao tum meet kisi k
Aur kisi ko apna bana lo
Phuloon main hain rang tumare
Pyaar karo to in se karo