क्रोध का अपना पुरा खानदान है ॥ क्या आपजानते है ??? :•~ क्रोध की एक लाडली बहन है – जिद ॥ :•~ क्रोध की पत्नी है – हिंसा ॥ :•~ क्रोध का बडा भाइ है -अहंकार ॥ :•~ क्रोध का बाप जिससे वह डरता है – भय ॥ :•~ क्रोध की बेटीया है – निंदा
Jab jab chali khusiyon ki hawayein….
Na jane kyo Tanhaiyon ke badalon negehra hai mjhe …
Jab mangi khusiya maine…
Kyo mili tanhaiyaa mjhe…
Maine kabi jaada na manga tjhse oh khudaa…
Phr kyo mayus hua har dum mai…
aaj tak phir raha hu mai khusiyon ki taalash mai..
ab toh yakin ho chala hai mjhe…
kushiyaa likhi hi nahi mere naseeb mai…
Kon aayega yahan koi na aaya hoga
mera daravaza hawaon ne hilaya hoga
dil-e-nadan na dhadak, ae dil-e-nadan na dhadak
koi khat leke padosi ke ghar aaya hoga
gul se lipati hui titali ko girakar dekho
aandhiyon tum ne drakhton ko giraya hoga
‘kaif’ parades mein mat yaad karo apna makan
ab ke barish mein use tod giraya hoga
Dil Apne Aap Dhadakta Hai, Dhadkaya Nahi Jata,
Ye Raaz-E-Mohabbat Har Ek Ko Bataya Nahi Jata,
Agar Ehsaas Ho To “Swee2” Mohabat Ko Kar Lo Mehsoos,
Yeh Woh Jazba Hai Jo Lafazon Mein Samjhaya Nahi Jata,...
Tumhari Yado Ki Mahak In
Hawaon Me Hai, Pyaar Hi Pyaar
Bikhra In Fizaon Me Hai,
Aisa Na Ki Duriya Dard Ban
Jaye, Ab To Aap K Aane Ka
ntejar In Nigaho Me Hai..
Is tarah hum unse wafa kar baithe,
Ki wo hamari bewafai ko saha bhi na paye,
Wo roye humse lipatkar kisi aur ke liye,
Aur hum unhe chup kara bhi na paye.
Zindagi Ne Kuch Sawalat Badal Daley.....!!
Waqt Ne Mere Haalaat Badal Daley.....!!
Main To Aj Bi Wohi Hun Jo Kal Tha.....!!
Bas Mere Liye Logo Ne Apne Khayalat Badal Daley..~~~!
Dunia kehti hai on kai pyaar nai onhai zindagi dai
di,
mujha toh mere pyar nai gham kai ilawah kuch
nahi diya,
Tum ne yeh kia kr diya,
mujhe rula diya,
is pathar se aansoo nikal diya,
Gham ka Khazana moo pr mar diya
oos ki mohabbat nai aik hi to tahzeeb sikhai hai,
‘AFREEN’
Roz rotay hoai so jatai hain magar shiqwa nahi kr
patai.
Meri Rooh Nikalne Wali Ho Gi
Meri Sans Bikharne Wali Ho Gi
Phir Daman Zindagi Ka Choote Ga
Dhaga Sans Ka Toote Ga
Phir Wapis Hum Na Ayen Ge
Phir Hum Se Koi Na Poche Ga
Phir Ankhon Mein Noor Na Ho Ga
Phir Dil Gham Se Choor Na Ho Ga
Us Pal Tum Hum Ko Thamo Ge
Hum Se Khushi Apni Maango Ge
Phir Hum Na Kuch B Bolein Ge
Ankhein B Na Kholein Ge
Us Pal Tum Ro Du Ge
HUM KO TUM KHO DU GE
Tere Pyar Ne Zindagi Se
Pehchaan Karai Hai, Mujhe
Wo Toofano Se Phir Lauta
Ke Laayi Hai, Bas Itni
Hi Dua Karte Hain Khuda
Se Ab Bujhe Na Yeh Shama
Kabhi Jo Humne Jalai Hai.
Ye bhi kya ehsaan kam hain dekhiye na aap ka
ho raha hai har taraf charcha hamara aap ka
chand mein to daag hai par aap mein wo bhi nahi
chaudhavi ke chand se bad kar hai chehara aap ka
ishq mein aise bhi hum dube hue hain aap ke
apne chehare pe sada hota hain dhoka aap ka
chand suraj dhup subah kahkashan tare shama
har ujale ne churaya hai ujala aap ka
Na Raha Karo Mere Sath tum!
Main Tanha Tanha Thek Hun!
Mujhe Chahton Se Dar Lagta Hai
Main Nafraton Main Hi Thek Hun
Mujhe Raston Main chhur Do
Mjhe Justju-e-ManzilNahi
Na Dikaao Mjh Ko Raste
Main Bhatka Hoa Thek Hun
Mere Dostu Mujhe Chhor Do
Naa Suljhao Meri Uljhnain!
Mujhe Adaavten Hi Pasand Hain
Mein Dushmanu Main Hio Thek
Hun
Mujhe Khushi Ki Koi Talab Nahi
Mujhe Apne Ghum Bhi Nawaz Do!
Mujhe Ansu Pina Pasand Hain
Main Ansuon Main Hi Thek Hun.