• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • एक सुकून कि तालाश मे, ना जाने कितनी बेचैनियाँ पाल लीं... और लोग कहते हैं, हम बड़े हो गये और ज़िन्दगी संभाल ली...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Manaa Ki Mai Paiso Se Ameer Nhi Hu. Lekin Ye Baat To Sach H Ki Agar Koi Apna Samaj Le To Uska Har Gam Kharid Sakta Hu....!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jan kar bhi tum mujhe jan na paye, aaj tak tum mujhe pehchan na paye, khud hi ki hai bewafai hum ne, ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insaanon Ke Kandhe Par Insaan Jaa Raha Hai, Kafan Mein Lipte Armaan Jaa Raha Hai, Mohabbat Na Mili Jinhe Es Duniya Me, Wo Mohabbat Dhundhne Shamshaan Jaa Raha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitni Hasrat Thi Hume Unhe Dil Mein Basane Ki, Aaj Soch Ke Hi Aankho Se Paani Aa Jaate Hain, Log Milte Hain Aur Milkar Bichhad Jaate Hain, Hum Yaha Akele The Aur Akele Hi Reh Jaate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • True line Jab Hm ek hi mazak ko lekar bar bar has nhi skte to hm ek hi gum lekr bar bar kyo rote rahe So keep smiling forever
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Najneen Hushn Malin, Nakhraye Saaj Ho Tum, Dilkash Mohabbat Ka, Hasin Andaaj Ho Tum, Kyun Raaz Se Raaz Ka Raaz Ho Tum, Taj Nahin Mere Dil Ki MUMTAJ Ho Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barbaad Ho Gaye The Hum Duniya Ne Yun Humko Sataya Tha, Har Ek Mod Pe Hum Girte The Kisi Ne Bhi Na Humko Uthaya Tha, Tab Tune Hi Sanam Ek Umeed Ka Diya Jalaya Tha, Apne Har Ek Gham Ko Chupakar Mujhe Jeena Sikhaya Tha?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapka rishta mere suron ka saaz hai, Aap jaise apno par hamein naaz hai, Chahe kuch bhi ho jaaye zindagi mein, Ye rishta kal bhi waisa rahega jaisa aaj hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal Bhar Ke Liye Agar Wo Hamen Apna Bana Le, Aapne Zeevan Ka Agar Woh Sapna Bana Le, Phir Bhale Hi Wo Mera Dil Tod De, Bus Es Raat Ke Liye Woh Mujhe Sapna Bana Le.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise kah dun ki mulaqat nahi hoti hai roz milate hain magar baat nahi hoti hai aap lillah na dekha karen aaina kabhi dil ka aa jana badi baat nahi hoti hai chup ke rota hun teri yaad mein duniya bhar se kab meri aankh se barsat nahi hoti hai hal-e-dil puchane wale teri duniya mein kabhi din to hota hai magar raat nahi hoti hai jab bhi milate hain to kahate hain kaise ho “shakeel” is se aage to koi baat nahi hoti hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • AANKH LAG JAYE TO JO SAPNA HO VO TERA HO AANKH KHUL JAYE TO JO CHERA HO VO TERA HO MER BHI JAVU AGAR TO KOI GAM NAHI MAGAR KAFAN KE LIYE JO KAPDA HO AANCHAL VO TERA HO.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni KHAMOSH Zindagi Main Bulana Mujhko Apni HASEEN Khawab Ki TASVEER Banana Mujhko Main Jo POCHON Tumhara HAAL-E-DIL Tu Apni Har DHADKAN Ki AWAZ Sunana Mujhko
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gehri Khamoshi Se Dosti Yun Ho Gayi, Waqt Ki Raftaar Mei Har Khushi Kho Gayi, Bune Humne The Kuch Sapne Jo In Aankhon Se, Badkismati Ki Aandhi Aayi Sab Kuch Dho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haalat E Ghamo Ka Afsana Kaha Hai Mere Dil Ke Dard Ki Davaa Kaha Hai Bahut Zakhm Khaaye Hai Maine Zindagi Se Ab Kya Jeeye Masroor Mere Maut Ka Samaan Kaha Hai Roz Woh Hi Mulaqaate Bhi Achhi Nahin Lagti Koi Nayi Tasveer Ka Aaina Kaha Hai Sooraj Roz Dhalta Hai Apne Waqt Par Mere Chand Ka Ghar Kaha Hai Nikal Padta Hoon Bheed Mein Sabhi Ke Saath Aakhir Main Mera Raasta Kaha Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaane Kyu Khud Ko Mujhse Juda Kiya Usne.. Jo Na Karna Tha Wo Kiya Usne.. Yaad Karne Se Bhi Na Yaad Aau.. Aisa Mujhko Bhula Diya Usne.. Mai To Bas Waqt Ki Zarurat Hu.. Mujhko Aakhir Bata Diya Usne.. Apne Haatho Se Khud Hi Likh Ke Mujhe Sanam.. Jaane Fir Kyu Mita Diya Usne..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Aap Saamne Se Guzar Jaate Hain, Armaan Dil Ke Mere Ubhar Jaate Hain, Dekh Kar Aapki Pyari Surat Sehme Hue Phool Bhi Nikhar Jaate Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS