Kisi Ne Mujhse Pucha ki
Jab Tumhara DIL Toda Gaya To
Tumhe Dard Nahi Hua kya..??
.
Maine HANS K Jawab Diya Ki
Todne Wala Itna Khush Tha Ki
Main Apna Dard Hi Bhool Gaya....!!!
Ehsaan Kiya Usne Mujhe Pyaar Sikha kar,
Kya Hoti Hai Chahat Ye Mujh Ko Batakar,
Judai hi Hota Hai Pyaar Ka Asli Matlab,
Chhod Diya Mera Saath Bas Itna Batakar..
Pyar karne ke liye koi mabur nahi hota . Aur pyar me sab ko jakhma mile ye jaruri nahi hota . Log pyar kare ho jate hai bewfa . pyar kisi ko bhulaye ye jaruri nahi hota by laki
मुस्कुराना ही खुशी नहीहोती,
उमर बिताना ही ज़िंदगी नहीहोती,
खुद से भी ज़्यादा ख्यालरखना पड़ता है दोस्तों का.
क्यूँ क़ि दोस्त कहना हीदोस्ती नही होती.......
Zakhm Mera Hai Dard Mujhko Hota Hai..
Is Zamane Me Kaun Kis Ka Hota Hai..
Unhe Neend Nahi Aati Jo Mohabbat Karte Hain..
Aur
Jo Dil Ko Todte Hain Wahi Chain Se Soota Hai..!
Tumhari yaadon ki mehek in hawaon mein hai,
pyar hi pyar bikhra in fizao mein hai,
aisa na ho ki duriya dard ban jaye,
ab to aapka intezaar bus niaghon mein hai!!
हाल अपने दिल का,
मैं तुम्हें सुना नहीं पाती हूँ..
जो सोचती रहती हूँ हरपल,
होंठो तक ला नहीं पाती हूँ..
बेशक बहुत मोहब्बत है,
तुम्हारे लिए मेरे इस दिल में..
पर पता नहीं क्यों तुमको,
फिर भी मैं बता नहीं पाती हूँ..
Tuta hua dil kisi ke kam nahi aata,
bichade hue logo ka paigam nahi aata,
tum kabhi na bichadna mere dost,
kyoki DIL todne walo me tumhara naam nahi aata.
Tanhai ki hawa jism ki dawa ban gayi,
Duri unki meri chahat ki saza ban gayi.
Kaise bhulu unko 1 pal k liye
Jab yaad unki mere jeene ki wajah ban gayi..khan