• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Jab Tak Tumko Meri Yaad Aayegi Tab Tak Mai Tumse Door Chali Jaungi.. Door Itna Ki Kabi Laut Ke Na Aaungi.. Jaan Se Jayada Chaahti Hu Tumhe.. Par Shayed Kabi Sabit Na Kar Paungi.. Mujhe Yaad Karke Kabi Ansoo Na Bahana.. Warna Naraaz Ho Jaungi.. Zndgi Me Hote Hain 7 Janam.. Waada Raha Baaki Ke 6 Janam Tumhare Saath Nibhaungi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Phir Usne Milne Ka Wada Kiya Tha, Ek Saath Jeene Merne Ka Irada Kiya Tha, Jo Door Ho Gaye Hamse To, Koi Majboori Hi Hogi. Warna Pyar To Yaaro Hamse, Usne Bhi Hadd Se Jyada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आदमी आदमी को क्या देगा, जो भी देगा वही खुदा देगा; जिंदगी को क़रीब से देखो, इसका चेहरा तुम्हें रुला देगा।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Kehta Hai Dunia Dosto Se Chalti Hai.. Koi Kehta Hai Dunia Mohabbat Se Chalti Hai.. Lekin Jab Humne Aazmaya To Paaya.. Ki Dunia To Bas Apna Matlab Nikaalne Ke Liye Chalti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise Kahun Ki Aapse Milne Ki Chahut Nahi, Beekrar Dil Ko Kabhi Bhi Rahat Nahi, Bhula Dete Aapko Magar Kya Krun, Aise Pyare Dost Ko Bhul Jane Ki Aadat Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab Apne Hain Fir Bhi Ek Kami Si Rehti Hai Hontho Pe Hasi Aankho Mein Nami Si Rehti Hai Kaise Bhula De Un Chahat Ke Lamho Ko Hum Jiske Hontho Pe Hasi Sirf Hami Se Rehti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zareee Zarree Mein Usi Ka Noor Hai, Jhak Khud Mein Woh Na Tujhse Door Hai, Ishq Hai Usse To Sab Se Ishq Kar Ishq Hai Usse To Sab Se Ishq Kar, Is Ibadat Ka Yehi Dastoor Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamesha der kar deta hun main har kaam karne mein Zaruri bat kahni ho, koi wada nibhana ho Use awaz deni ho, use wapas bulana ho Hamesha der kar deta hun main k k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Duri ke gham kuch aur siva ho ke rah gaye hum un se kya mile ke juda ho ke rah gaye khoye hue the der se wo meri yaad mein mujh par nazar padi to khafa ho ke rah gaye phir doston ko main ne pai mashq de diye jo tir mujh tak aaye khata ho ke rah gaye majabur ho ke mangi thi lutf-o-karam ke bhik lutf-o-karam bhi jor-o-jafa ho ke rah gaye ab kya raha tere liye ae ishq namurad ab wo bhi mubtila-e-vafa ho ke rah gaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt se lad kar jo apna naseeb badal de, insaan wahi jo apni taqdeer badal de. kal kya hoga kabhi na socho, kya pata kal waqt khud apni lakeer badal de.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shamim-e-zulf-e-yar aaye na aaye mere dil ko qarar aaye na aaye abhi aaya hai hosh yad-e-janan na tadapa, bar-bar aaye na aaye chirag-e-zindagani bujh raha hai wo jan-e-intazar aaye na aaye kiya jo tum ne apne dil se pucho hamara aitabar aaye na aaye nigah-e-ahal-e-gulshan kah rahi hai khizan jaye bahar aaye na aaye badhega karavan manzil-ba-manzil gubar-e-rahguzar aaye na aaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 3. बोतलें शराब की है अँखियाँ जनाब की लब थरथराते से पंखुड़ी गुलाब की । माशा अल्लाह नूर तेरा लागे कोहेनूर का करूँ तारीफ़ क्या इस हुस्न लाजवाब की। काली अंधियारी रातें जुल्फों की छाँव है कैसे ये गोरे -गोरे ,गोरी तेरे पाँव हैं । चाहत नहीं है इन्हें किसी भी ख़िताब की ,माशा अल्लाह नूर ......चंदा की चाँदनी सा चम-चम रूप हैचेहरे पे हरदम खिली -खिली धूपहै ।लाई कहाँ से छवि तुम आफ़ताब की, माशा अल्लाह नूर ...बैठो करीब थोडा दिल को करार दोचाहे ये दिल इसे जी भर के प्यार दोमस्ती लुटाओं जरा अपने श़बाब की,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mera Sanam Sirf Mera Hai.. Mere Dilme Uska Basera Hai.. Chahta Hai To Chahat Meri Hai.. Maangta Hai To Mohabbat Meri Hai.. Agar Wo Chand Sa Chamakta Hai.. To Wo Chand Sirf Mera Hai.. Agar Wo Kismat Ki Lakeer Hai.. To Wo Haath Sirf Mera Hai.. Sirf Mera Hai Sirf Mera Hai Sirf Mera Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai Diwane Hi To Hai Hum Tere Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Is Dillagi Me Hum Apna Dil Khoo Bethe.. Kal Tak Us Khuda Ke Thay Aaj Aapke Ho Bethe.. Pyar Suna To Tha Deewana Kar Deta Hai.. Aaj Khud Karke Hum Hosh Khoo Bethe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तेरे दर्द पर रोता हूँ आज भी, तू बेदर्द हो गयी ज़माने से, क्या कमी रह गयी मेरी मुहब्बत मे, ये जिन्दगी बीत न जाये सुलझाने मे|
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere khuwabon ki dunia or main tanha! Raat, samandar, chand, hawa or main tanha! Koi to kash mera bhi gham saaz baney! Mujh se sare log khafa or main tanha...iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS