• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Nadaani Mein Hum Kise Apna Samajh Baithe, Jo Dikhaaya Us Bewafa Ne Sapna, Hum Haqeeqat Samajh Baithe Dekho Aaj Chhod Diya Hamein, Usne Eik Gair Ke Liye, Jise Hum Apna Humsafar Samajh Baithe…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Me ne Dil Ko Lakh Samjhaya K E Dil Unko Yaad Karna Chod De Par Dil Ke Har Kone Se Awaz Aai, Yahan To Har Sanss Main Who Base Hai To Kya Sanss Lena Chod De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum to hr baat ko khuda py chhor dete hain Tooty na dil kisi ka apna torr dete hain Main b insaan hoon pathar to nahin Jo log hr tufaan ko meri janib mor dete hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hava Ne Khola Pitara Khusbuon Ka, Udd Chala Jaadu Mahkate Geshuon Ka, Besabab Kuchh Bhi Nahin Hota Yahan Par, Koi Matlab Hai Machlate Jaaduon Ka, Chand Ko Soorat Pe Apni Naaj Hai Bhi, Kya Gunaah Bhala Bahkate Majnuon Ka, Chup Karao Virah Ke Maare Huon Ka, Asar Hi Dekha Kahan Gham Aansuon Ka, Farj Kal Ke Aaj Nibtana Hi Behtar, Dhire Dhire Ghatega Bal Baajuon Ka…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Tadpata Raha Or Woh Jane Lage, Sang Guzre Har Lamhe Yaad Aane Lage, Khamosh Nazro Se Dekha Jo Usne Mur kar, Yu Bhingi Palko Se Ham Bhi Muskurane Lage.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Armaano ki ginti to mujhe nahiaati, Par dil ka ek khayal apse kahdu, Agar pani ki har 1 boond pyarban jaye, To tohfe me apko saara samander de du..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Khuda Meri Mohabbat Mere Havaale Karde Tadap Rahi Hu Uske Bina Yeh Judaai Kam Karde Reham Kar Iss Chote Se Dil Pe Ya Khudaaya Uski Mohabbat Mere Naseeb Mein Karde..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "हम उनसे तो लड़ सकते हैं जो खुले आम दुश्मनी रखते हैं, ...पर उनका क्या करें जो साथ रहकर वार करते हैं" दीप
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Bhool Jao Ye Aapki Marzi. Magar Hum Apni Akhri Saans Tak Aapko Bhool Nahi Payenge. Wada Karte Hain Aapse Hum Mar Bhi Jaye To. Sabse Jayada Aapko Rulayenge.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Se Bichar Kar Benaam Ho Jao Gay Sodagaron K Haaton Neelam Ho Jao Gay Humain Acha Nahi Lagta Tera Har Ek Se Milna Har Kissi Se Milo Gay Tou Aam Ho Jao Gay
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabat ka kya he kbhi bhi ho jati he, Har kisi ki aankho me bas nami chod jati he, Humne ki mohabbat to haal hua aisa, Taaro ke beech ek shaam guzara ho jaisa.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaha dekhu samne nazaar ati ho tum, Pyaar ki parichayiyo se hamesha yaad ati ho tum, Mere Khwaboo ki duniya me rehti ho tum, Mere pass ake muskurati ho tum, Mohabat ki in raho me ake tadapati ho tum, Pyaar hume de kar door chali jati ho tum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Khamoshiyo Mein Bhi Fasana Dhundh Leti Hai Badi Shatir Hai Dunia Bas Bahana Dhundh Leti Hai Haqikat Jid Kiye Baithi Hai Chaknachur Karne Ko Magar Har Aankh Phir Sapna Suhana Dhundh Leti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hm Ishq may Itne Gumnaam ho gye... Tujhse milne ko subhah-Shym trp uthe... kal chota sa pegaam aaya der pr mere... pr kismt ko raas n aaya or hm phir juda ho gye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mehfil jab lagi thi yaaro ki, mujhko bhi bulawa aaya tha. . Kaise ,na jate hum?... Unki kasmein dekar jo bulwaya tha. . Jab kehne ko kuch kaha gaya, to khayal unka hi aaya tha. Fir akshr-akshr jod k maine,dil ka dard sunaya tha. Tab aansu uski yado k, na-na krte nikal gye. ;-( Jo smjhe wo khamosh rhe:-(, baaki WAH WAH krte nikl gye....!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • unki yaad me sb kuchh bhulaye baithe hai, chirag khusiyo k bujhaye baithe hain, hum to mrenge un ki baaho me, ye maut se shart lgaye baithe hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 1 Sal 12 mah 1 Mah K 4 Hafte 1 Hafte K 7 Din 1 Din K 24 Ghante 1 Ghante K 60 Minut 1 Minut K 60 Sec 1 Sec K Hazar Lamhe Har Lamhe MEri 1 Hi Dua K TUM KHUSH RAHO
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitni taklif he in kanto ki rahon me, Dil karta he sama javu pyar ki baho me, Kuch aisa jadu kar sanam tu muj par, Ke sabko nazar aavu teri nigaho me..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhari Yaado Ki Mehak In Hawaao Me Hai.. Pyar Hi Pyar Bikhra In Fizaao Me Hai.. Aisa Na Ho Ki Dooriyan Dard Ban Jaye.. Ab To Aa Jao Sanam Ki Intezaar In Nigaaho Me Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS