• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ek baar deedaar kr lo mera mere chehre se kafan hata kr… . . . . aye jaan…. . . . . . Wo aankhe band ho gayi h jinhe tum rulaya krte the… Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum To Ji Lenge Har Haal Me Aye Khuda Tu Unhe Sada Khush Rakhna.. Nazuk Hain Wo Kaliyon Ki Tarah Unke Daaman Ko Kaanto Se Dur Rakhna..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Ki Aanch Se To Patthar Bhi Pighal Jata Hai, Sache Dil Se Sath De To Naseeb Bhi Badal Jata Hai, Pyaar Ki Rahon Par Mil Jaye Sacha Hamsafar, To Kitna Bhi Gira Hua Insaan Bhi Sambhal Jata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • PYAR KYA THA YEH NAHI PATA,PYAR KYA HAI YEH BHI NAHI PATA,BAS ITANA JANTE HAI KI WOH HUMSE DOOR HAI,MAGAR PHIR BHI UNKA NAAM HAMARE JEENE KA SAHARA HAI.....! neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Ho Subah or Sham Ki Tarah, . Tum Ho Khushiyo Ke Paigam Ki Tarah, . TumKo Mene Kab Bhulaya, . Tum to Yad Rhte Ho Muje Mere Naam Ki Tarah.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jhuthi sachi aas pe jina kab tak aakhir kab tak may ke jagah khun-e-dil pina kab tak aakhir kab tak socha hai ab par utarenge ya takra kar dub marenge tufanon ke zad pe safina kab tak aakhir kab tak ek mahine ke wade par saal guzra phir bhi na aaye wade ka ye ek mahina kab tak aakhir kab tak samane duniya bhar ke gham hain aur idhar ik tanaha hum hain saikadon pathar ik aaina kab tak aakhir kab tak
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कश्मीर की जनता को भारतीय सेना के एक जवान का सन्देश- "तुम्हारी नफरत पर भी लुटा दी ज़िन्दगी हमने; सोचो अगर तुम मोहब्बत करते तो हम क्या करते।"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Me Jo Hum Chahte Hai Wo Aasani Se Nahi Milta.! LEKIN Zindgi Ka Sach Ye Hai Ki.. Hum Bhi Wohi Chahte Hai, Jo Aasan Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yahi bahut hai ke dil us ko dhund laya hai kisi ke sath sahi wo nazar to aaya hai karun shikayaten takata rahun ke pyar karun gaye bahar ke surat wo laut aaya hai wo samane tha magar ye yaqin na aata tha wo aap hai ke meri khvahishon ka saya hai azab hup ke kaise hain barishen kya hain fasil-e-jism giri jab to hosh aaya hai main kya karunga agar wo na mil saka ‘amjad’ abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Vo 2ston Ki Mehfil, Vo Muskratey Pal, Dil Sey Judaa Nhi Apnaa Beetaa Hua Kal, Kabhi Zindgi Guzrti Thi Wqt Bitaney Mein, Aaj Wqt Guzarta Hai Zindgi Bitaney Mein..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rawish rawish hain golon ki tarah naqash e qadam PublishedDecember 20, 2012|By admin| (No Ratings Yet) Rawish rawish hain golon ki tarah naqash e qadam, Wo log kon the jo hum se pesh tar ae.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai ek din dost dusre din rakeeb hote hai iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq kar deta hai bekrar Bhar deta hai pathar ke dil me pyar, Kyu nahi milti zindagi ki ye bahar swee2 Kyunki ishq ka dusra naam hai intezar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • masti ke phir aa gaye zamane aabad hue sharab khane har phul chaman mein zar-ba-kaf hai bante hain bahar ne khazane sab hans pade khil-khila ke gunche cheda jo latifa saba ne sar-sabz hua nihal-e-gam bhi paida wo asar kiya hawa ne rindon ne p??? kar pila di waiz ke na chal sake bahane kar dunga main har vali ko maikhvar taufiq jo di mujhe khuda ne hum ne to nisar kar diya dil ab jane wo shokh ya na jane begana-e-mai kiya hai mujh ko saqi ke nigah-e-ashna ne
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • suna hoga bohat tum ne …. kahiN aankhoN ki rim jhim ka kahin palkoN ki shabnam ka… parha hoga bohat tumne …. kahiN lehjay ki barish ka kahiN sagar ke aansoo ka… magar tum ne kabhi humdam … kahin daikhay? kahin parkhay? kisi tehreer ke aansoo??…!! mujhe teri judaai ne … yehi mairaaj bakhshi hai… ke main jo lafz likhta hooN … woh saray lafz rotay hain ke main jo harf bunta hooN … woh saray bain kartay hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Din Hamari Ankho Ne Bhi Thak Kar Humse Keh Diya.. Ki Khwaab Wo Dekha Karo Jo Poora Ho.. Qki . . . Roz Roz Humse Rooya Nahi Jaata.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Socha tha chain se soyenge kabar me, Par yaha bhi teri yaad satati hai, Palken to zamane se band hai, Lekin aankhe aaj bhi tere sapne sajati hai ....#SK
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lehrein Jaane Kya Soch Ke Kinare Se Takraati Hai, Takraati Hai Fir Jaane Kyon Loat Jaati Hain Kinaaro Se Wafa Karti Hai Kya Woh Yaa Fir Loat Ke Saagar Se Wafaa Nibhaati Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dooriyan bahut hain par itna samajh lo, Paas rehkar hi koi rishta khaas nhi hota, Tum dil ke pas itne ho, ki dur rehkar bhi Humein dooriyoon ka ehsaas nhi hota..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS