• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Naakam Si Koshish Kiya Karte He, Hum Hai Ki Unse Pyar Kiya Karte He, Khuda Ne Taqdir Me Ek Tuta Tara Nahi Likha, Aur Hum Hai Ki Chand Ki Ummeed Kiya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हम सिर्फ इक तेरे दीदार की खातिर आते है गली में तेरी, वरना हमारे लिए पूरा शहर पडा है, आवारगी करने को………
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • छुप छुप कर तेरी सारी तस्वीरें देखता हूँ। . . बेशक तू ख़ूबसूरत आज भी है,पर चेहरे पर वो मुस्कान नहीं,जो मैं लाया करता था....!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dost Hi Nahi Meri Jan Ho Tum, Meri Har Dhadkan Mere Iman Ho Tum, Jinki Talash Thi Muje Janmo Se… Wahi Khubsurat Aarman Ho Tum…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Doori Ho To ahsaas hota hai, Dost ke bina jivan kitna udas hota hai Umar ho apki Sitaron jitani lambi, Aisa dost kahan kisi ke pass hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai, Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai, Tu Bewafa Hai Khel Mere Dil Se Jee Bhar Ke, Humein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab hui pyar ki barsat muje yad nahi, Khoof me doobi mulaqat muje yad nahi, Mai to madhosh tha itna uski yado me, Usne kab chod diya mera sath muje yad nahi,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Nahi Khwab Badlata Hai, Manzil Nahi Raasta Badlata Hai, Jazba Rakho Man Me Har Dam Jeetne Ka, Kyonki Kismat Badale Na Badale Par, Zindagi Me Sabka Waqt Jarur Badlata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Roz Naye Rang Mein Dhal Jaati Hai Kabhi Dushman To Kabhi Dost Nazar Aati Hai Kabhi Chaa Jaaye,Baras Jaaye,Ghata Beymausam Kabhii Ek Boond Ko Bhi Rooh Taras Jaati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sanam Teri Nafrat Me Wo Dam Nahi Jo Meri Chahat Ko Mita De Ye Mohabbat Hai Koi Khel Nahi Jo Aaj Hans Ke Khela Aur Kal Ro Ke Bhula De...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Le chala jan meri ruth ke jana tera aise aane se to behatar tha na aana tera apne dil ko bhi bataun na thikana tera sab ne jana jo pata ek ne jana tera tu jo ae zulf pareshan raha karati hai kis ke ujade hue dil mein hai thikana tera ye samajh kar tujhe ae maut laga rakha hai kam aata hai bure waqt mein aana tera apni aankhon mein bhi kaundh gai bijli si hum na samajhe ki ye aana hai ki jana tera ‘dag’ ko yun wo mitate hain ye farmate hain tu badal dal hua naam purana tera
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Buj Gaya Bhi To Kya Apne Dil Ke Diye Abh Na Roenge Hum Roshini Ke Liye Dil Ka Shisha Jo Tuta To Gam Kyu Kare Dard Kafi Hai Bus Zindagi Ke Liye! Hushain2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Me Mar Jau To Muje Jala Dena Usse Pahle Mere Dil ko Nikal Lena Muje Parwah Nhi Is Dil K Jal Jane Ki Muje Parwah Hai Is Dil Me Rahne Wale Ki !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Dhadkan Ko Dhadka Gya Koi, Mere Khwbon Ko Mehka Gya Koi, Hum To Aanjane Raaston Pe Chal Rhe Thi, Aachnak He Pyar Ka Matlab Sikha Gya Koi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har sapneko apni saanso me rakho, Har manzil ko apni baahon me rakho, Har jeet aapki hai, Bas apne lakshya ko apni nigahon me rakho.. Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Ik Phool Ko Uda Le Gayi Hawa Us Din Bahar Ko Mere Ghar Ka Pata Chala, Jab Utha Le Chale Hame Char Log Us Din Mere Yaar Ko Mere Pyaar Ka Pata Chala.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil ke he nahi jaan ke karib hai woh Har pal saath rehta hai apna nasib hai woh khushi ki leher ho ya ho gum ka saaya Dil ne har pal aapko sabse pass paaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Use Keh Do, Wo Mera Hai, Begana ho nhi sakta,,,,, Bahut NAYAB Hai, Uss Jesa Zamana ho nahi sakta.....,,,, Tumhare Baad koi Mousam Suhana ho nahi sakta..... Chupane se nhi Chupta, Dikhawe se nhi Dikhtaa,,,,, Ye Atish-E-IshQ Hai iss mE, Bahana ho nahi Sakta..... Tu Dil pe Naqsh ho jay, Nigahon me Sama Jaaye,,,,, K is DiL me Kisi kaa Phir se, Aana ho nhi sakta..... bahut Hein Chahne Wale, Tere Ham Ne Suna Hai Par,,,,, Koi B Doosra Hum saa, Dewana ho nhi sakta....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS