Geele Kagaz Ki Tarah Hai
Zindagi Apni, Koi Jalata
Bhi Nahi Aur Bahata Bhi Nahi,
Is Kadar Akele Hain Raahon
Me Dil Ki, Koi Satata Bhi
Nahi Aur Koi Manata Bhi Nahi.
Tujse Chahat, Tere Sapno Ki Hifazt Ki Hai,
Tere Hi Waste Apno Se Bagawt Ki Hai…..
Teri Masum Nigaho Ki Kasam,
Dil To Dil Meri Ruh Ne Bhi Tujse Mohbbat Ki Hai…
Kaise Samjhaun Main Apne Nadan Dil Ko,
Yeh Galti Se Aisi Himakat Kar Baitha,
Bahut Roka Maine Isko Aisa Karne Se,
Magar Na Jaane Kyun Mohabbat Kar Baitha…
Uski Hr Psnd Hamari Chahat ban gai,
Uski Muskurahat Hamari Rahat ban gai,
yahi Dua hai ki Wo Hmesha Khush rahe,
kyuki Usko Khush Dekhna Hamari Aadat ban gyi.
मेरी हर खुशी हर बात तेरी है,:kissing_heart: साँसों मे छुपी ये हयात तेरी हे,:heart_eyes: दो पल भी नही रह सकते तेरे बिन,:heartbeat: धड़कनो की धड़कती हर आवाज़ तेरी है..:sparkling_heart::kissing_heart:
"Insaan,
Ghar badalata h.
Libaas badalata h.
Rishte badalata h.
Dost badalata h.
Phir bhi pareshaan kyon rehta h. Kyon ki wo khud ko nahi badalata".
isiliye to Mirza Galib ne kaha tha:
"Umra bhar Ghalib yahi Bhool Karta raha, Dhool Chehre pe thi, aur Aina saaf karta raha."
"Fark Hota hai khuda aur Fakir me. Fark hota h kismat aur Lakir me, Agar kuch Chaho Aur na Mile, To samaj Lena ki kuch aur Accha Likha h Takdir me.
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
Marne wale ke saath har koi nahi marta
Arey… Marne ki baat to door rahi
Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta…
Pehle Kabhi Ye Yaden Ye Tanhai Na Thi
Kabhi Dil Pe Madhoshi Chayee Na Thi
Jane Kia Asar Ker Gaye Apki Batain
Warna Is Tarah Kabhi Yad Kisi Ki Aye Na Thi
Hawa Khusboo Yaar Ki Laao,
Dil Ko Hole Hole Sahlaao,
Pahado Par Bhor Ki Lali,
Jholiyan Kirano Se Bhar Laao,
Basti Mein Dholak Dhapli,
Sagun Wali Dhun Kuchh Gaao,
Sham Pul Par Baith Kar Socho,
Raat Hone Tak Utaar Aao,
Abhi Sajdhaj Kar Chalegi Woh,
Kahani Ko Fir Na Bhatkaao…
Bekhudi Ki Zindgi Ham Ziya
Nahi Karte, Zam Dusharo Se
Chhinkar Piya Nahi Karte
Unhen Mohabat Hai Hamse To
Aakar Ijahar Karen Picha Ham
Bhi Kisi Ka Kiya Nahi Karte.
Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh Mil
Na Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil
Dard Dil Ka Yun Roz Ubharta Hai
Na Mile Woh “Masroor” Dariye Se Toh Mil
Aasu Peene Ka Zikr Toh Woh Roz Karta Hai
Na Peeh Sake Usse Zaraa Maikhane Se Toh Mil
Tere Bina Tutkar Bikhar Jayenge
Tum Milgaye Toh Gulshan Ki Tarha
Khil Jayenge Tum Na Mile Toh
Hum Jiteji Mar Jayenge Tumhe
Paaliya Toh Markar Bhi Ji Jayenge
Aye Khudaa Agar Mujhe Fir Is Jahaan Me Laana
Mera Yaar Mujhe Todey Mujhe Wo Phool Banaana..
Ya Bana Dena Mujhe Uske Kamrey Ka Chiraag
Taanki Naseeb Ho Unke Ujaaley Ke Liye Jal Jaana..
Agar Na Bana Sake Tu Mujhe Wo Chiraag Ya Phool
To Kam Se Kam Bana Dena Uss Rastey Ki Dhool
Jis Rastey Se Hai ” RAJAN” Ki Jaan Ka Aana Jaana
Har taraf har jagah beshumar aadmi
Phir bhi tanhaiyon ka shikaar aadmi
Subah se shaam tak bojh dhota hua
Apni hi laash ka khud mazaar aadmi
Har taraf bhaagte daudhte raaste
Har taraf aadmi ka shikaar aadmi
Roz jeeta hua roz marta hua
Har naye din naya intezar aadmi
Zindagi ka mukkaddar safar dar safar
Aakhri saans tak bekaraar aadmi
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Khan....