Khamosh Teh Hum To Magroor Samaj Liya;
Chup Hai Hum To Majboor Samaj Liya;
Yehi Aap Ki Khushnasibi Hai Ke Hum Itne Qarib Hain;
Phir Bhi Aap Nay Door Samajh Liya!
Hushain2
चेहरों के लिए आईने कुर्बान किये हैं;
इस शौक में अपने बड़े नुकसान किये हैं;
महफ़िल में मुझे गालियाँ देकर है बहुत खुश;
जिस शख्स पर मैंने बड़े एहसान किये हैं।
In ankho se sapne churaya na karo,
humari dosti ko azmaya na karo,
tumhari ek hasi meri dil ki dhadkan hai,
unhe yu na ansuo mein gavaya kero.....By The Hunter
Mohabbat karli tumse bahot sochne ke baad,
Ab kisiko dekhna nahi tumhe dekhne ke baad,
Duniya chod denge tumhe paane ke baad,
Khuda maaf kare itna jhoot bolne ke baad!
Kabi Dusro Ke Nakaam Mohabbat Me Mile Dard Ko Dekhkar..
Hansa Karte Thay..
Aaj Khud Mohabbat Ke Dard Se Guzre..
To Ehsaas Ho Gaya..
Pehle List Padha Karte Thay Gam Se Marne Waalo Ki..
Aaj Usi List Me Apna Naam Bhi Aa Gaya..!
Na Khwabon Mein Dekha
Na Nazaaro Mein Dekha
Bas Hazaron Mein Ek Aap Hi Ko Dekha
Gham Dene Wale To Har Qadam Par Hain Yahan
Har Pal Khushi Dene Walon Mein Ek Aapko Dekha…
Sitam mat poochhiye kaise mera dildar karta hai
kabhi izhar karta hai kabhi inkar karta hai
Zubaan se haale dil izhare ulfat wo nahi karta
Nigaaho se ye lagta hai wo mujhse pyar karta hai.
Haqikat Ke Rahoo Me Sapne
Toot Jaate Hai, Mausam Badle
To Phool Bhi Murjha Jaate Hai,
Yaad Kiya Hai Dil Se Aap Ko,
Fir Mat Kehna Ke
Hum Aap Ko Bhul Jaate Hai..!