• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tamanna Na Kabhi Adhuri Ho.. Jo Rahe Man Me Wo Sabhi Puri Ho.. Kya Mangu Aur Upar Wale Se.. Mile Tumko Wo Sari Khushiya Jo Tumhare Liye Zaruri Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mouhabat Ki Tabiyat May Yeah Kaisa Bachpana Qudrat Nay Rakha Hay Ke Yeah Jitnee Bhee Purrani Jitnee Bhee Mazboot Hu Jaye Issay Tayed-E-Taza Ki Zaroorat Phir Bhee Rehtee Hay Yaqeen Ki Akhri Hadoo“N Tak Nigahoon May Lehlahatee Hu Ankhoon May Chamaktee Hu Lahoo May Jagmagatee Hu Issay Izhaar Ke Lafzoon Ki Hajat Phir Bhee Rehteee Hay
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Poori Botal Na Sahi Ek Jaam To Ho Jaye Mulaqat Na Sahi Dua Salam ToHo Jaye Jin K SMS K Intzaar Me Ho Gaye Hum Beemar Un Ko Bukhaar Na Sahi Zukaam To Ho Jaye......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Roz Shaam K Waqt Suraj K Araam K Waqt Mil Jaae Saath Taira Hath Me Ley K Haath Tera Dur Kahin Tanhae Me Dunia Se Judae Me Apne Sung Bithaon Tujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain, Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain, Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain, Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain.. Khan.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • नाराज़ क्यों होते हो? चले जाएंगे तुम्हारी महफ़िल से .. .. लेकिन पहले मुझे मेरे दिल के टुकड़े तो उठा लेने दो !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi me maine hazar rang dekhe kabhi kisi ke badan pe to kabhi kisi ke gaal pe thappad seke gum hai is baat ka shayari k naam par kitno k ghar phoonke. Sorry dosto. Ye to maine hai dialogue pheken. Aap is pakde aur like thoke.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ho Raat Akely Pichlay Pehr Aur Chand Aangan Mein Aa Jaye Tum Chand Ki Manind Tanha Ho Ye Baat Tum Ko Tarpa Jay Kuch Khawab Saja Ka Palkon Py Tum Chand Se Batain Kar Lena Hum Yaad Tumhain Hi Kartay Hai Tum Yaad Humain Bhi Kar Lena Kuch Baat Na Ho Aesy Main Num Aankh Tumhari Ho Jaye Tum Baat Kaheen Pay Karta Ho Dil Or Kaheen Pay Kho Jaey Jazbaat K Aisy Aalam Main Muskan Labon Pay Bakher Lena Hum Yaad Tumain He Kartay Hai Tum Yaad Humain Bhi Kar Lena
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaage hain der tak, humein kuchh der sone do Thodee see rat aur hai, subah toh hone do Aadhe adhure khwab jo pure naa ho sake Ek bar phir se neend me woh khwab aane do..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har AAINE ki KISMAT me TASVIR nahi hoti, Har KISIKI ek jaise TAQDIR nahi hoti, Bohat KHUSHNASIB hai wo, Jinke HATH0 me MILNE k baad BICHADNE ki LAKIR nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitabo K Panno Ko Palat K Sochta Hu U Palat Jaye Mri Zindagi To Kya Baat H Khwabo Me Roz Milta Hai Jo Shaks Hakikat Me Aa Jaye To Kya Baat H
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon Ke Is Bhawar Me Ek Pal Mera Ho.. Phoolon Ke Is Chaman Me Ek Gul Mera Ho.. Khuda Kare Aap Aur Hum Mil Jaaye.. Aur, Jab Mile To Ye Pal Kabi Alvida Na Ho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhool kar aapko jayenge kaha, ek pal zameen par jee payenge kaha, aap se hi muskurahat hai jindgi me, bina apke khush reh payenge kahan…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Rishte Anjaane Me Hi Ho Jaate Hai, Pehle Dil Fir Zindagi Se Door Jaate Hai, Kehte Hai Us Door Ko Pyar Jisme Log Zindagi Se Bhi Pyare Ho Jaate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu ja raha hai to to tanhaiyan bhi leta ja Ye tallukat ki parchaiyan bhi leta ja Najar ke chrche,ghari ki kahaniya bhi samet Gali me gunjati ruavaiyan bhi leta ja Gai ruton ka har ek lamha mujhko lauta de Phir apni yadon ki purvaiyan bhi leta ja Kabhi jo toot ke barsi thi meri aankhon se Jo ho sake vo khamoshiyan bhi leta ja.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskan ke dayre mein dil hmesha khush nahi hota, Ansuo ke naseeb mein hamesha gam nahi hota, Bad jae faasle chahe jitne, Kuch apno ke liye pyar kabhi kam nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khule Ankho Se Sari Umar Dekha, Ek Aisa Khwab Jo Apna Nahi Tha, Aaj Tak Wo Shaks Dilme Hai, Jo Us Waqt Bhi Mera Nahi Tha..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar karne ka hunnar hame nahi aata, isliye pyar ki baazi ham haar gaye, hamari zindgi se unhe bahut pyar tha, shayad isliye wo hame zinda hi maar gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Bikhre Sapno Se Aankho Me Nami Hai, Ek Chhota Sa Aasma Aur Umeedo Ki zami Hai, Yu To Bahut Kuch Hai Zindgi Me, Sirf Jo Door Hai Bas Unhi Ki Kami Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS