Zindgi ek rail gadi hai, kabhi naa rukne wali
Har rah par milte hain musafir, naa rukne ke liye
Kabhi kabhi thoda ka saath dekar yeh kafilaa aksar
Kisi anjaan rah par chor dete , naa rukne ke liye…
Muskil is duniya me kuch bhi nhi Fir bhi log apne irade tod dete h
Agar sache dil se bnaya ho rishta
To sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai
pyar karna koi gunah nahi hota,
pyar se jyada pavitra koi rista nahi hota,
pyar ka rista isliye 6upana padta he,
q ki saccha pyar logo se bardast nahi hota...
Tumhari Yaado Ki Mehak In Hawaao Me Hai..
Pyar Hi Pyar Bikhra In Fizaao Me Hai..
Aisa Na Ho Ki Dooriyan Dard Ban Jaye..
Ab To Aa Jao Sanam Ki Intezaar In Nigaaho Me Hai..!
Navak andaz jidhar dida-e-janan honge
nim-bismil kai honge kai bejan honge
tab-e-nazara nahi aaina kya dekhane dun
aur ban jayenge tasvir jo hairan honge
tu kahan jayegi kuch apna thikana kar le
hum to kal khvab-e-adam mein shab-e-hijaran honge
Gustakhi ye hai hamari.. Har kisi se rishta jod lete hai.. Log kehte hai mera dil pathar ka hai.. Lekin.....aye dost... Kuch log aise bhi hai jo ise bhi tod dete hai.
mere sang-e-mazar par farahad
rakh ke tesha kahe hai ‘ya ustad’
hum se bin marg kya juda ho malal
jan ke sath hai dil-e-nashad
fikr-e-tamir mein na reh munim
zindagi ke kuch bhi hai buniyad
khak bhi sar pe dalane ko nahi
kis kharabe mein hum huye aabad
sunate ho tuk suno ki phir mujh bad
na sunoge ye nala-o-fariyad
har taraf hain asir ham-avaz
bag hai ghar tera to ae sayyad
hum ko marana ye hai ke kab hove
apni qaid-e-hayat se aazad
y: Sneha In: Shayari SMS
Har Khwaab Mohabbat Kaa Kehne Ko Salona Hai
Door Hai To Mitti Hai Qareeb Hai To Sona Hai
Viraniyaan Chubhti Hain Tanhaiyaan Dasti Hain
Ye Hamara Muqaddar Hai Yaa Koi Jaadu Tona Hai
Takraaya Hai Patthar Se Shishe Kaa Ye Dil Mera
Naadaani Kaa Ye Maatam Bewaqufi Kaa Rona Hai
Jo Zakhm Hai Maazi Kaa Naasur Hai Aur Isko Jeena Hai
Hamen Jab Tak Ashqon Hee Se Ise Dhona Hai
Humse To Teri Yaad Ninden Hee Le Gayee Ab
Jab Tak Ye Rahengi Hamen Kaanton Hee Pe Sona Hai
Hum Ishq Ke Maaron Kee Qismat Shuru Hee Se Ro Kar
Kabhi Hansna Hai , Hans Kar Kabhi Rona Hai
Oos Bedard Ke Jalwon Kaa Iss Dil Mein Simat Aana
Aisa Ke Samandar Ko Haathon Mein Samona Hai...