• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • इस तरह मिली वो मुझे सालों के बाद, जैसे हक़ीक़त मिली हो ख़यालों के बाद, मैं पूछता रहा उस से ख़तायें अपनी, वो बहुत रोई मेरे सवालों के बाद|
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Aawaz Unhe Sunayi Nahi Deti, Ab To Koi Ummind Bhi Dikhai Nahi Deti, Parwaah Thi Unhe Sari Duniya Ki, Bas Ek Meri Hi Tanhai Unhe Dikhai Nahi Deti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hui Hum Se Yeh Nadani, Kay Teri Mehfil Mein Aa Baithe Ho Kay Zameen Ki Khakh Aasman Se Dil Laga Baithe Dil Si Cheez Hai, Dene Ko Hai De Day Magar Koi Qabeel Bhi To Ho Hum To Jaan De Kay Bhi Khush Hain Magar Koi Qateel Bhi To Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bari muskhil se log basate hai sapne! Par ye sishe ki tarah tut kar lagte hai rone! Use kho kar bhi jeevan basaye hai humne! Ab jo laga hai dhere dhere khone!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badi ummid thi unko apna banaane ki, tamanna thi unke ho jaane ki, kya pata jiske hum hona chahte the, unhe aadat hi nahi thi kisiko apna banaane ki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar pata hota ki kal rat tum aaogi khuwabo me mere to tere kasam apni palko me gulab ki pankhudhiya saja k sota...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Na Milegi Dobara-$ Sapne saare tod kar baithe H Dil ka armaan chhod kar baithe H Na kijiye humse wafa ki baatein Abhi-abhi dil ke tukde jod kar baitheH
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Ke Geet Gayenge Hum; Apni Ek Nayi Duniya Basaayenge Hum; Jo In Hawaaon Se Diya Bujh Gaya; Unhe Bech Kar Philips Ke Bulb Layenge Hum..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • jahan ped par char dane lage hazaron taraf se nishane lage hui sham yadon ke ik ganv mein parinde udasi ke aane lage ghadi do ghadi mujhko palkon pe rakh yahan aate aate zamane lage kabhi bastiyan dil ke yun bhi basin dukanen khulin, karakhane lage waheen zard patton ka kalin hai gulon ke jahan shamiyane lage padai likhai ka mausam kahan kitabon mein khat aane-jane lage
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske dur hone se koi khaas farak nahi pada mujh par... . . Bas uss jagah dard sa rehta hai jahan kabhi ♥ Dil ♥ hua karta tha....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bechain Hai Dil Bekarar Bhi Hai Chahat Bhi Aur Pyar Bhi Hai Judai Ka Gam Bhi Hai Aur Milne Ka Intezaar Bhi Tumhe Milne Ke Liye Itna Bekarar Kar Dunga Kabhi Bhula Na Sakoge Main Itna Pyar Dunga Agar Jana Hai Door Hamse Sauk Se Jaiye Par Jab Bhi Akele Baithoge Main Phir Se Bekarar Kar Dunga…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lagta Hai UsKo Mujh Se Mohabat Nahi Rahi, Wo Pyar Wo Ishq Wo Chahat Nahi Rahi, Mere DiL Ka Bharam Toot Sa Gya, Log Kahte Hai Ab Use Teri Zarurat Nahi Rahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sapne Saare Tod Kar Beithe Hai Dil Ka Armaan Chod Kar Beithe Hai Na Kijiye Humse Wafa Ki Baatein Abhi-abhi Dil Ke Tukde Jod Kar Beithe Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Na Aaye Unki Yaad Aakar Wafa Kar Gai, Un Se Milne Ki Tamanna Sukun Tabah Kar Gai. Aahat Hui Socha Asar Dua Kar Gai. Darwaja Khol Kar Dekha To Mazak Humse Hawa Kar Gai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Sunhare kal me har khusi aapki ho, Zindgi k safar me har manjil aapki ho, Ek pal me hasa de jo sare jahan ko khuda kare Woh muskurati hui hasi aapki ho...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Taqdeer ke khel se kabhi mayoos nahi hote, Zindagi mein aise kabhi udaas nahi hote, Hathon ki lakeeron par vishwas mat karna dosto Taqdeer to unki bhi hoti hai jinke hath nahi hote.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gulazar-e-hast-o-bu na beganavar dekh hai dekhane ke cheez ise bar bar dekh aaya hai to jahan mein misal-e-sharar dekh dam de najaye hasti-e-napayedar dekh mana ke teri did ke qabil nahi hun main tu mera shauq dekh mera intazar dekh kholi hain zauq-e-did ne aankhen teri to phir har rahaguzar mein naqsh-e-kaf-e-pay-e-yar dekh
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon Key Zakham Badey Azeeb Hotey Hain, Apne Pyar Ke Sath Bitaye Lamhe Kuch Azeez Hote Hain, Sada Yaadein Taza Rehti Hai Unki, Jo Ankhon Ke Nahin Dil Ke Karib Hotey Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS