• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tere dil ko sjayenge apne arman dekar, Tere labo ko hasayenge apni muskan dekar. Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge, Tere sharir me apni jaan dekar...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majboor mohabbat jata na sake, Zakhm khate rahe kisi ko bata na sake.. Chahato ki had tak chaaha use. Sirf apna Dil nikaal kar use dikha na sake..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bichadte Hue Yaad De Jayenge, Khud Rone Se Pehle Har Khushi De Jayenge. Tumhe Gila Hai Hum Baat Nahi Karte, Vada Raha Sans Rukne Se Pehle, Har Baat Keh Jaayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Ka Rang Holi Se B Gehra Hota Hai, Un Pe Khuda Ka Pehra Hota Hai, Pyar Ka Dhaga Ek Bar Toot Jaye, To Unko Dobara Jodna Namumkin Hota Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम आये तो लगा हर खुशी आ गई यू लगा जैसे ज़िन्दगी आ गई था जिस घड़ी का मुझे कब से इंतज़ार अचानक वो मेरे करीब आ गई ………
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Banane wale ne ye aankhe kitni ajeeb banayi hai.... jab ye khulti hai to Duniya ise rulati hai... Par jab ye band hoti hai to ye Duniya ko rulati hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Duniya Khuda Ne Pyar Mohabbat Ko Banai Hai, Tu Is Dharti Pe Jaanu Mere Liye Hi Aai Hai, Gairo Se Agar Miloge Hamara Dil Phat Jaayega, Kadam Mohabbat Ka Aage Tha Pichhe Hat Jaaayega, Meri Wafa Par Tune Saq Kiya Hai Jaanu, Teri Wafa Par Bhi Koi Saq Kare Toh Kya Ho…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Samne Thay Aur Hum Palke Utha Na Sake.. Chahte Thay Par Pas Unke Ja Na Sake.. Na Dekh Le Wo Apni Tasveer Meri Ankho Me.. Bas Yahi Sochkar Hum Unse Nazre Mila Na Sake..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar “INSAN” Se Karo Uski “Aadat” Se Nahi “Rutho” Unki “Baato” Se Magar Unse Nahi “Bhoolo” Unki “Galtiya” Par Unhe Nahi Kyuki “Rishto” Se Badhkar Kuch Bhi Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jisne Haq Diya Mujhe Muskuraane Ka, Use Shauk Hai Ab Mujhe Rulaane Ka, Jo Lehro Se Cheen Kar Laaya Tha Kinaaro Par, Intezaar Hai Use Ab Mere Doob Jaane Ka..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Baatein Kehne Ko Dil Karta Hai Dard-E-Judai Ko Sehne Se Dil Darta Hai Kya Karein Kismat Mein Hain Dooriyan Warna Humara To Aapke Dil Mein Rehne Ko Dil Karta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Tadpata Raha Or Woh Jane Lage…

    Sang Guzre Har Lamhe Yaad Aane Lage…

    Khamosh Nazro Se Dekha Jo Usne Mud Kar…

    Yu Bhingi Palko Se Ham Bhi Muskurane Lage…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek larkee paydal jaa rai thee, Larka bola- aye deewani peechay murh kr dekh tayra dupatta zameen se ghisaa ja raha hy, Larki boli- aye deewanay tu kya janay yh bhee apna farz nibha rahaa hy, koee chum na ly mayry Qadmon kee mitti ko isi liye nishaan mitataa jaa rha hy.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ashiq ne pucha khuda se "tune Duniako Pyaar ka dushman kyu bana diya", khuda hansa aur bola "ashiqo ne kaun sa mere sath achcha kiya hai, unhone to Yaar ko hi khuda bana diya."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Nafrat B Karte Hai Pyar K Liye Inkar B Karte Hai Ikrar K Liye Ajib Hote Hai Ye Ishq Karne Wale ANKHEIN Band Bhi Karte Hai To Didar K Liye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haqikat Jaan Lo Juda Hone Se Pahle Meri Sun Lo Apni Sunane Se Pahle Ye Soch Lena Bhualane Se Pahle Bahut Royi Hai Ye Aankhen, Muskurane Se Pahle.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hum uski yaad me barso khote rahe bewafaa woh the aur hum rote rahe bekhudi ka Aalam to dekho dhool chehre p thi aur hum aiena dhote rahe....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na hum khafa hen tum se meri jaan Na koi faryad karte hai Hum Sms bheje ya na bheje Ye jan lo tum Hum tumhen har pal YAAD karte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS