Apni zindagi ke har lamhe ko tera mohtaj kar liya
hai
azadi nahi milte meri rooh ko
jab tak tere har ang ke tadap mere ander baqi hai
tere tasveer ko dosron ke nazar se dekho ye meri
majal nahi
dua mangta hu mera pyar tere liye meri sooch se
zyada wasee ho
har noor ka shukar guzar ho jisne tujhe roshan
kiya mere liya ,
wajood main lane ke liye us noor se naraz raha
jis ne tere wajood ko zahir kiya mere liye magar
dusron ke noor se anjan rakha.
Pyar Me Tere Hum Kuchh Is
Kadar Kho Gye Hain, Jmane
Se Bekhabr Hum Tere Dil
Me So Gye Hain, Mat
Uthana Hume Ab Apne Dil
Ki God Se, Hum Sada K
Liye Ab Tmhare Ho Gye Hain.
Chehre Par Marne Wale Hazar Mil Jayenge.
Kuch Log Har Zarurat Puri Kar Jayenge.
Khawahish Hai Us Ki Jo Dil Se Samjhe Humein.
Hum To Zindagi Bhi Us Ke Naam Kar Jayenge.
Ankhe ro padhi unka na paigam
aaya,
Chale gaye humein akela chhod ke ye
kesa mukam aaya,
Meri tanhai Hansi mujhpe
Aur boli Bata
Aakhir mere siva tere kon kaam
aaya…...
Kabi Kisi Ke Liye Raasta Mat Bano..
Qki
Aksar Log Manzil Milte Hi Raaste Ko Bhool Jaate Hain..
Bano To Manzil Bano..
Taaki
Log Aapko Paane Ki Tamanna Rakhe..!
जब उसकी धुन में रहा करते थे,
हम भी चुप चुप जिया करते थे
लोग आते थे गजल सुंनाने,
हम उसकी बात किया करते थे
घर की दीवार सजाने के खातिर,
हम उसका नाम लिखा करते थे,
कल उसको देख कर याद आया हमे,
हम भी कभी मोहोब्बत किया करते थे,
लोग मुझे देख कर उसका नाम लिया करते थे
band rakhten hai juban, lab khola nahi karte,
chand ke samne sitare bola nahi karte,
yad karte hai tumko har pal lekin,
ye raj honton se kabhi khola nahi karte.
Dukh De Kar Sawaal Karte ho,
Tum B GHAALiB ! Kamaal Karte ho..
Daekh Kar Pooch Liyaa haal meraa,
Chalo Kuch toh Khayaal Karte ho..
Shehar -e- Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi ??
Ye B mujh se Sawaal Kartay ho ???
Marnaa Chaahain toh mar nahe Saktay,
tum Bhe Jeenaa muhaal Karte ho..
ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko ?
her Sitam Be-misaal Kartay ho.
Apni Nazar Me Meri Nigaah
Phir Kyon Dhoondhte Ho..
Apni Tanhai Me Meri Kami
Kyon Mehsoos Karte Ho..
Apne Ahsaason Me Meri
Chhuuan Kyon Talashtey Ho..
Apne Lafzon Se Aksar Yeh
Faasley Kyon Taye Karte Ho.
suna hoga bohat tum ne ….
kahiN aankhoN ki rim jhim ka
kahin palkoN ki shabnam ka…
parha hoga bohat tumne ….
kahiN lehjay ki barish ka
kahiN sagar ke aansoo ka…
magar tum ne kabhi humdam …
kahin daikhay? kahin parkhay?
kisi tehreer ke aansoo??…!!
mujhe teri judaai ne …
yehi mairaaj bakhshi hai…
ke main jo lafz likhta hooN …
woh saray lafz rotay hain
ke main jo harf bunta hooN …
woh saray bain kartay hain
mere sang is judaai main