Hum tu tere dil ki mehfil sajany aay the
Tere kasam tujhy apna banany aay the
Kis baat ki saza di tony hum ko bewafa
Hum tu tere dard ko apna banany aay the...iii
Hamare pass aapki dosti ka nazrana hai,
lekin dil to aapki dosti ka deewana hai, naye dost mile to bhula na dena hume,
kyunki ye dost aapka purana hai.
Ye Meri Zindagi Yu Mujhse
Daga Na Kar, Use Bhul Kar
Zinda Rahu Ye Dua Na Kar,
Koi Dekhta Hai Use To
Hote Hai Takleef, Ae Hawa
Tu Bhi Use Chua Na Kar..!
♥••♥ Yu mujhko satane ki jarurat kya thi ♥••♥
♥••♥ Dil mera jalane ki jarurat kya thi ♥••♥
♥••♥Jo ni tha ishq to kahe diya hota ♥••♥
♥••♥Dil thodkar jane ki jarurat kya thi ♥••♥
♥••♥ Malum hota agar ye khawb tut jayega ♥••♥
♥••♥ Neend me aakar uthane ki jaruratkya thi ♥••♥
♥••♥ Ishq par lagti rahengi har dour me pawandiya ♥••♥
♥••♥ Humko majbur banane ki jarurat kya thi ♥••♥
♥••♥ Maan lu agar ye ek tarfa mohobbat thi ♥••♥
♥••♥ Mujhko dekhkar muskurane ki jarurat kya thi ♥••♥
mujhe yakeen to nahi magar yahi sach hai,
mai tere vaste apni umar guzar sakta hu,
yahi nahi ki tujhe jitne ki khayish hai,
mai tere vaste khud ko bhi har sakta hu.
Swee2
Samne ho manzil to raaste na modna,
Jo bhi mann mein ho wo sapna na todna,
Kadam kadam pe milegi mushkil aapko,
Bas sitare chun-ne ke liye kabhi zameen mat chodna…
Nice Lines By Gulzaar Saab....
Paani se tasveer kahan banti hai, Khwabo se taqdeer kahan banti hai. Kissi bhi rishte ko sachche dil se nibhao,
Kyunki ye zindagi phir wapas kahan milti hai.
Kaun kissi se chah kar dur hota hai, Har koi apne halaton se majbur hota hai.
Hum to bus itna jante hai har rishta Moti aur har dost Kohinoor hota hai...
kis se puchen hum ne kahan wo chehara-e-roshan dekha hai
mehfil mehfil dhundh chuke hain gulshan gulshan dekha hai
kis ko dekhen kis ko na dekhen, phul bhi hain kaliyan bhi magar
jis se lagayi aankh usi ko dil ka dushman dekha hai
rang-e-bahar-e-subah-e-gulistan kya dekhe wo diwana
jis ki nazar ne ek hi gul mein sara gulshan dekha hai
ahl-e-wafa ke khoon ke chinten dur tak udakar jati hain
mera tadapana dekhane wale apna bhi daman dekha hai?
aj unhen jo chahe samajh lo warna yahi ‘taskin’ hain jinhen
kal tak hum ne ku-e-butan mein khakbadaman dekha hai
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai…