kaash wo nagme humein sunaye na hote,
aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote,
agar is tarah bhul jaana hi tha,
to itni gehrai se dil mein samaaye na hote..
Armaano Ki Ginti To Mujhe Nahi Aati..
Par
Dil Ka Ek Khayaal Aap Se Keh Du..
Agar Paani Ki Har Ek Boond Pyar Ban Jaaye..
To
Tohfe Me Aapko Saara Samundar De Du..!
Zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai hamen
ye zamin chand se behatar nazar aati hai hamen
surkh phoolon se mahak uthati hain dil ke rahen
din dhale yun teri aavaz bulati hai hamen
yaad teri kabhi dastak kabhi saragoshi se
raat ke pichale pahar roz jagti hai hamen
har mulaqat ka anjam judai q hai
ab to har waqt yahi baat satati hai hamen
Duwa karna yaro juda ho rahe hai,
Rahi zindagi to fir aaker milenge..
Ager mergaye to duwa karte rehna,
Aansun bahane ki koshish na karna..
`
A duniya badi bewafa hai samajhna,
Kahin dil lagane ki koshish na karna.
Mere doston zindagi ek safer hai samajhna,
Kahin thaher jane ki koshish na karna.
`
Danishon ki duniya hai sari,
Alfazon ka mydan hai sara.
Zer aur zaber ko pehechan na pao,
To mydan me aane ki koshish na karna.
Bin bole tumhare dil ki awaaz mere dil tak pahunch jati hai
pyar mein dooriyan bhi mit jati hai
bas aisehi mujhe tumhare dil mein samhaye rakhna
pyar ka ye karava hamesha banaye rakhna.
Aye Zindagi tu mujh se dagha naa kar,
Mein Zinda rahu yeh dua naa kar,
Koi dekhta hai meri jaan ko tohoti hai jalan,
Aye Hawa tu bhi usse chua naa kar.
Yaad Aata Hai Aksar Wo Gujra Zamana
Tera Mithi Si Aawaz Me Jaanu Keh Ke Bulaana..
Wo Subah Me Chaay Ke Saath Mujhko Jagaana
Aur Roz Dono Ke Liye Bas Ek Hi Cup Banaana..
Guzar Jayenge Tumhare Bhi Wo Pal
Acche, Jinhe Hum Intezar Aur
Tum Waqt Kehte Ho, Kya Pata Kon
Bhool Jaaye Ye Mohabbat, Jise Hum
Zindgi Aur Tum Ek Lafz Kehte Ho.
Is Duniya Se Tumse Pahle Main Chala Jaaonga
Aasmaan Par Jakar Ek Aashiyana Banaunga
Jahan Chand Aur Taare Tumara Kahna Manega
Wahan Main Tumahare Pyaar Ka Jahan Sajaunga
marate hain tere pyar se hum aur ziyada
tu lutf mein karta hai sitam aur ziyada
den kyon ki na wo dag-e-alam aur ziyada
qimat mein badhe dil ke diram aur ziyada
kya hovega do char qadah se mujhe saqi
main lunga tere sar ke qasam aur ziyada
wo dil ko churakar jo lage aankh churane
yaron ka gaya un pe bharam aur ziyada
kyon main ne kaha tujh sa khudai mein nahi aur
magarur hua ab wo sanam aur ziyada
lete hain samar shakh-e-samaravar ko jhukakar
jhukate hain sakhi vaqt-e-karam aur ziyada
jo kunj-e-qana’at mein hain taqadir pe shakir
hai “zauq” barabar unhen kam aur ziyada
Sharab Jissm Ko Khatam Karti Hai
Sharab Samaj Ko Khatam Karti Hai
Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Karte Hai
Ek Botal Tum Khatam Karo Ek Hum Khatam Karte
Ha