• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Bhale Kitne Hi Khafa Hote Ho Tum Hamse, Magar Paas Hote Ho Toh Sab Achha Lagta Hai, Baaki Saari Kaynat Lagti Hai Jhooti Si, Bas Ek Aapka Pyar Sachha Lagta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapko Har Pal Dil Yaad Karta Hai.. Dharkaan Ban Ke Seene Me Dharaakta Hai.. Bas Aapko Hi Ye Ankhe Dekhe Ye Fariyaad Karta Hai.. Aap Na Aaoge Ye Jaanta Hai Dil.. Firbi Aap Se Milne Ki Dua Karta Hai.. Qki Pyar To Pyar Hota Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 1 raat wo mile khwab mei, humne pucha kyuon thukraya aapne, jab dekha to unki aankho mei bhi aansu the, fir kaise puchhte kyuon rulaya aapne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj teri yaad ko seene se laga kar roye, Apne khuwabo me tujhe paasbula kar roye, Haazaro baar pukara tujhe tanhaiyo me, Aur har baar tuze paas na pa kar roye!! ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab tak dil ke khair manayen, kab tak reh dikhaoge kab tak chain ke mohalat doge, kab tak yaad na aaoge bita did umeed ka mausam, khak udati hai aankhon mein kab bhejoge dard ka badal, kab barkha barasaoge ahad-e-vafa aur tark-e-muhabbat jo chaho so aap karo apne bas ke baat hi kya hai, hum se kya manavaoge kis ne vasl ka suraj dekha, kis par hijr ke raat dhali gesuon wale kon the, kya the, un ko kya jatalaoge ‘faiz’ dilon ke bhag mein hai ghar basana bhi lut jana bhi tum us husn ke lutf-o-karam par kitne din itaraoge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Naraz H Humse K Hum Kuchh Likhte Nahi Kahan Se Laye Lafz Jab Wo Milte Nahi.......... Dard Ki Zubaan Hoti To Bata Deta .............. Wo Zakhm Kese Dikhaye Jo Dikhte Nahi......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जिस दिन तुम्हारा सबसे करीबी साथी तुम पर गुस्सा करना छोड़ द.े तब समज लेना चाहिये कि तुम उस इंसान को खो चुके हो..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Khushbu Ye Hawa Apke Naam Kr Di, Mausam Ki Hr 1Ada Apke Naam Kr Di, DiL Ne Chaha Aaj Kuch Khas Tohfa De Apko To DiL Se Nikli Hr Dua Apke Nam Kr Di.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhare Gum Bhi Hum Apne Sine Mein Chhupa Lenge Tumhare Aansu Bhi Hum Apni Aankho Se Baha Lenge Bas Ek Baar Tum Humpe Aitbaar Karke Dekh Lo Sanam Khuda Ki Kasam Tumhe Apne Sine Mein Basa Lenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe kamil yaqeen hai tum meri ban jaao gi ek din tumhare dil mai utroon ga mohabbat ki sada ban kar Mere josh-e-janoon par sari khalqat mujhko takti hai zara tum bhi nazar dalo na bethoo yun Khuda ban kar Tumhain yeh raaz batla doon k aksar chand ratoun main teri aangan mai aata hun sitaroun ki zeeya ban kar Jigar ka khoon laya hoon tere singhaar ki khatir hatheli par racha leyna ye mehkey ga Hina ban kar
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi na mila jispe jaan luta dete, har ek ne dhoka diya kisko bhula dete, dard dil me rakha hai, agar karte bayan toh mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi se jo lamha mile use chura lo… zindgi pyar se apni saja lo… zindgi yuhi gajar jayegi aaram se… bus kabhi khud hasho or kabhi rote huye ko hasa do…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mene DUSHMAN Ke GURUR Ko Toda H, . Mene RANJ_o_GAM Ki Hr ZANJIR Ko Toda H, . Mili KHUSHI Har Baar Mujhe, . Jab Koi FAISLA Maine Khuda Par Chhoda H.@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat sabko mil jaye zaroori to nahi, Wo bhi humen chane zaroori to nahi, kuch log bahut yaad aate hain dil ko, hum bhi unki yaad ban jaye zaroori to nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 1bar Subse Khafa Hona Chahta Hu 1bar apne saye se b juda hona chahta hu uski yade muje jgati h sari raat bus 1bar use bhul k sona chahta hu...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sacchi Dosti Bezubaan Hoti Hai Ye To Aankhon Se Bayan Hoti Hai Dosti Mein Dard Mile To Kya Dard Me Hi To Apno Or Parayon Ki Pehchan Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard Ki Bazaar Bhari Padi Hai, Wo Cheez Na Lo Jo Andar Se Jali Padi Hai, Wafa Ki Talash Chod Do Nadan, Ye Duniya Bewafai Se Bhari Padi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt Guzrega Hum Bikhar Jayenge, Kaun Jane Ke Hum Kidhar Jayenge, Hum Apki Parchayi Hain Yaad Rakhna, Jahan Tanhai Mili Wahan Hum Nazar Ayenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS