• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tumhari Har Taqleef Me Ummid Banungi.. Koi Gam Aaye To Mai Nazdeek Rahungi.. Wada Raha Dungi Muskurahat Har Ansoo Ke Badle.. Dunia Me Rahu Na Rahu Tumhare Dilme Hamesha Rahungi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhai Mere Dil Me Samati Chali Gayi, Kishmat Bhi Apni Khel Dikhati Chali Gayi, Mehki Huyi Fiza Me Jo Dekha Pyaar Ko kisi Ki Yaad Aayi Aur Rulati Chali Gayi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gam dena magar aansu na dena, Khamosh rahena magar khafa na hona Nazrein churana magar bhool na jana, Dur rehna magar kbhi alvida na kahna
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • इधर ज़िंदगी का जनाज़ा उठेगा, उधर ज़िंदगी उनकी दुल्हन बनेगी, क़यामत से पहले क़यामत है यारों, मेरे सामने मेरी दुनिया लूटेगी.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sath Chalne Ke Liye Sathi Chahiye, Aansu Rokne Ke Liye Muskan Chahiye, Zinda Rahene Ke Liye Zindagi Chahiye, Aur Zindagi Jine Ke Liye Aap Chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khayal-o-khvab hue hain muhabbaten kaisi lahu mein nach rahin hain ye vahashaten kaisi na shab ko chand hai acha na din ko mehar acha ye hum pe bit rahi hain qayamaten kaisi azab jin ka tabassum savab jin ke nigah khinchi hui hain pas-e-janan suraten kaisi hawa ke dosh pe rakkhe hue charag hain hum jo bujh gaye to hawa se shikayaten kaisi jo bekhabar koi guzra to sada ye di hai main sang-e-rah hun mujh par inayaten kaisi jo aa rahe so wo bhi ab sang-o-khisht lata hai faza ye ho to dilon ke nazakaten kaisi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ka Dard Jab Panno Pe Aata Hai.. Ek Ansoo Bhi Dariya Ban Jata Hai.. Dil Ke Tootne Ki Awaaz Nahi Hoti.. Aur Sara Dard Shayari Me Dhal Jata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kashish honi chahiye kisi ko yaad karne ki, lamhe to apne aap mil jayenge, waqt hona chahiye kisi ko milne ka, bahane to apne aap hee mil jayenge. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur nighaon se bar bar jaya na karo, Dil ko iss kadar tadpaya na karo, Tum bin ek pal bhi jee na sakenge hum, Yeh ehsas bar bar dilaya na karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Chahte Huye Bhi Tumse Pyar Kiya, Humne Toh Sada Tumhara Aitbaar Kiya, Is Se Badkar Pyar Ka Du Kya Saboot, Aakhiri Sans Tak Tumhara Aitbaar Kiya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mai aaj khus hu to bas tumhare liye, chahta hu mai jina to bas tumhare liye, khusiya raas nhi aati mujhe ab, agr mai hasta hu janam, to bas tumhare hotho k muskuraht k liye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Me Aksar Judai Hi Likhi Hoti Hai, Mohabbat Ho Sachchi To Khuda Ki Aankhain Bhi Roti Hai, Par Kismat Ajeeb Khel Khelti Hai Yaron, Jise Pana Ho Mushkil Mohabbat Usi Se Kyon Hoti Hai ???
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kajal Banke Teri Ankho Me Samane Ki Tamanna Hai, Dawa Banke Tera Dard Mitane Ki Tamanna Hai.. Yu To Haasil Hai Zamane Ki Har Cheez Mujhe, Sirf Tujhe Hi Apna Banane Ki Tamanna Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saza pyar ki aashiq ko na mile, wafa aisi ho usme koi bewfai na mile, A khuda guzaris he jisne kiya he pyar, unhe kabhi darde judai na mile.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar wo ehsaas hai jo mitata nahi, Pyaar wo parwat hai jo jhukta nahi, Pyaar ki keemat kya hai humse pucho, Pyaar wo anmol hira hai jo bikta nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chupke Se Jo Mangi Hai, Un Duao Me Tum Ko Pana Hai, Tum Rooth Ke Mujse Na Jao, Muje Sath Tumhara Pana Hai, Tum Laut Ke Wapis Aa jao, Muje “Hamsafar” Tumhe Bnana Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Zindagi Bhar Rulate Gaye Mere Dil Ko Jalaate Gaye, Hum Kitne Unki Baato Me Aate Gaye. Bulate The Tanhai Me Apne Matlab Ke Liye Hume, Hum Kitne Naadan The Ki Unke Pass Jaate Gaye. Roz Milne Ki Kasam Humko Dete The, Hum Unki Har Zid Ko Seene Se Lagate Gaye. Unki Aankho Ko Dekhe Tamanna Hamari Bhi Hoti Thi, Hardam Bas Is Majboori Ka Fayda Wo Uthate Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Me 2 Chize Hamesha Tutne Ke Liye Hi Hoti Hai, Saans Or Saath, Sans Tutne Se To Insan 1 Hi Baar Marta Hai, Par Kisi Ka Saath Tutne Se Insan Palpal Marta Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aisa Bhi Kya Kasoor Humne Kar Diya Ke Aapne Iss Tarha Gair Hume Kar Diya Maaf Karna Humari Galtiyo Ko Jinki Wajah Se Aapne Hume Yaad Karna Hi Chhod Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS