• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Hanstay Hansty Bhe Ab To Ro Deta Hun Hr Wqt Us Ki Yaad Mai Bechain Rehta Hun Pr Usay Is baat Ka Ilm Nae Hai Kahi Baar Usay Apnay Dil Ka Haal Sunana Chaha Lakin Is Baat Ka Dar Rehta K kahien Wo Door Na Ho Jaye Kasay Sunaon Mai Apnay Dil Ka Haal Kasay Bataon K Kitna Chahta Hun Usay Jo hai Her Waqt meray khyalon Mai Usay Mai Apna Banaun Kasay��
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na shikayaten na gila kare koi aisa shakhs hua kare jo mere liye hi saja kare mujh hi se baten kiya kare kabhi roye jaye wo bepanah kabhi betahasha udas ho kabhi chupke chupke dabe qadam mere piche aa kar hansa kare meri qurbaten meri chahaten koi yaad kare qadam qadam main tavil safar mein hun agar meri vapasi ke dua kare
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazron ke saath nazare badalte hai, Har aashiq ke sitare badalte hai, Yu to samandar mein kastiya bahut hai par Waqt ke saath kashti aur kinare badalte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • हर शाम से तेरा इज़हार किया करते है.. हर ख्वाब मे तेरा दीदार किया करते है, दीवाने ही तो है हम तेरे, जो हर वक़्त तेरे मिलने का इंतज़ार करते है...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kab Thi Raah Mein Teri, Fikre Beshikam Maula Har Qadam Tha Wirde Zubaan, Dam Hamadam Dam Maula Kab Hamare Bas Mein Thi Baria Bhi Is Dar Ki Aap Ne Bulaya To Aa Gaye Hain Hum Maula Jeeteji Na Bhulega Humko Tera Dastarkhan Nematein Do Aalam Ki Thi Jaha Baham Maula Tere Mehe Maabankar Chumkar Tera Sang-e-Dar Ho Gaye Hain Dunya Mein Hum Bhi Mohtaram Maula Aap Jisse Raazi Hon Wo Khushi Ataa Keeje Aur Bajuz Gham-e-Sarwar Ho Na Koi Gham Maula
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaghaaz Hum Ne Kiya Ikhtetaam Tum Kar Do, Jab Chaaho Mere Jazbon Ko Be Naam Tum Kar Do, Baat Agar Zarf Ki Hay To Yuon Karo, Tum Jeet Jaao Har HAAR Mere Naam Kar Do.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Chahta Hai Teri Ankhon Per Kuch Aur Likhon Har Tarha Likh Chuka Hoon Ab Kis Tor Likhon Ab To Har Koi Inhain Jaan Lewa Kehta Ha Main Bhi Tasdeeq Karon Ya Zmaney Ka Shoore Likhon Ab Muje Chahiye Ke Teri Awaz Ko Rabab Kahon Aur Sochta Hoon Khubsorti Ko Masal Moor Likhon Teri Nazuk Klaiyon Per Bhi To Kuch Likhna Chahoon Andaz_e_bayan Ko Bhi Chahta Hoon Kabl_e_gor Likhon Kabi Baith Jaoon Jo Mian Pencil Kagaz Ley Kar To Apni Aur Tumhari Mohabbat Ka Tamam Door Likhoon
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Ibaadat Hai Khone Mat Dena, Bewafaai Gunah Hai Hone Mat Dena.. Agar Karte Ho Pyar Humse To Kasam Hai Tumko, Hume Kabi Tum Roone Mat Dena..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khusiya milti nahi magne se, manzil milti nahi rah par ruk jane se, bharosa rakhana uprvale par, sabh kuch dete hai woh sahi waqt aane pe…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pyar kiya usse mene pyar pane ke liye... usne kiya pyar apna matlab ajmane ke liye... chod diya usne muje viraniyo me tadpane ke liye... me fir bhi karta hu usse pyar ,pyar pane ke liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hujum-E-Shaher Se Nafrat Si Hogai Tanhayyo Se Jaise Mohabbt Si Hogai Palke Utha K Tumko Hi Dekha Kiye He Hum Aankho Ko Jaise Teri Aadat Si Hogai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq wale ankho ki baat samajh lete hai, Sapno me mil jaye to mulakat samajh lete hai, rota to aasma bhi hai Pyaar k liye, par log use barsat samajh lete hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat har insan ko aajmati hai, kisi se ruth jati hai aur kisi pe muskurati hai, mohabbat khel he aisa hai, kisi ka khuch nahi jaata hai, aur kisiki jaan chali jati hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajeeb Hunar Hai Mere Haath Me.. Ye Shayari Likhne Ka.. Dosto.. Mai Apni Barbaadi Likhti Hu.. Aur.. Log Waah Waah Karte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab Honge Yaha Magar Hum Na Honge,,, Hamare Na Hone Se Log Kam Na Honge,,, Aise To Bohot Milenge Payer Karne Wale,,, Hum Jayse V Milenge¡ Magar Wo Hum Na Honge...¡
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sham ke sanvale chehare ko nikhara jaye kyon na sagar se koi chand ubhara jaye ras aaya nahi taskin ka sahil koi phir mujhe pyas ke dariya mein utara jaye meharaban teri nazar, teri adayen qatil tujh ko kis naam se ae dost pukara jaye mujhko dar hai tere wade pe bharosa karake muft mein ye dil-e-khushafaham na mara jaye jisake dam se tere din-rat darakhshan the “qateel” kaise ab us ke bina waqt guzra jaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna to Mer y haal par Ahsaan kia kar, Ankhon se Mera Dard pehchan li y a kar. Koi sath de safar mai bohat thak Ga y a hon mai, Kuch pal hon tere sath Meri Maan li y a kar. afsana-e-muhabat ko Adhura na chhor tu, Jurm-e-Wafa ka Mujh se harBa y aan li y a kar. Muddat hui is Aas par tehra hua hon mai, Bhule se kabhi tu b Mera Naam li y a kar. Tu Apni zaat se Wabasta kar Mujhe, Ho kar KHAFA na mujh s y meri Jaan li y a kar
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS