• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • अब तेरा नाम हथेलियों पर नहीं लिखते, कारोबार में सबसे हाथ मिलाना पड़ता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera AANA Muje Satana, Sapno Me NEENDE Udana, Palko Ko CHOOM Kar Baaho Me Lena, Muskurau Mai To DIL Tham Lena, Shayad Isi Ko PYAR Kehta Hai Zamaana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Thukra De mujko Koi To Dil Tut Jata Hai , Tod Deti Hai Yaaden ,Jab Koi Apna Samjh Hi Nahi Pata Hai , Sach Kehte Hai Duniya Wale Ae Mere Doston, Insaan Dusron Se Nahi Balki Khud Se Haar Jata Hai…!!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naraaz Naa Ho Humse Hum NaReh Payenge.., Itna Bada Sadma Na Seh Payenge.., Deti Hai Gum Zindagi Pal Pal humein .., Tune Diya To Jeene Se Pehle Hi Mar Jayenge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Baat Samjhane Ke Liye Nahi Hoti, Zindagi Aksar Kuch Paane Ke Liye Nahi Hoti, Yaad Aksar Aati Hai Aapki, Par Har Yaad Jatane Ke Liye Nahi Hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tune Chaha Hi Nahi Warna Sawar Gaye Hote. Gul Apne Pyaar Ke B Khil Gaye Hote, Agar To Kadam Bhi Badah Deti Mere Tarf, Khuda Kasam Ham Had Se Gujar Gaye Hote.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kb aaoge laut ke ye sawal pu6te rhte h, Apke intjar me udas rhte h, Apki yaado me to hosh gwa baithe h, Kya kre apse bepanha pyaar jo krte h..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Pal Pal Jale Wo Shama, Jo Pal Pal Mehake Wo Khushbu, Jo Pal Pal Chamke Wo Suraj, Jo Kabhi Kabhi Yaad Karein Wo Aap, Jo Har Pal Yaad Karein Wo Ham..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Parwa karo uski jo aapki parwa kare Zindagi me kabhi aapko ruswa na kare JAAN banke utar jao uski jan me Jo JAAN se bhi zyada apko pyar kare
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ghar usne kya banaya Masjid k samne, Chahat ne Uski hume namazi bana diya Sweet socho, Smart socho, Acchasocho, Saccha socho, Pyara socho i know its difficult,So i have a shortcut sirf hamare bare me socho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raho me Jab Nikle to rasta Veeran Tha Ek Taraf Abadi Thi 1Tarf Qubristan Tha, Har Veeran Qabr Ka Yehi Bayan Tha Dekh Ke Chal Musafir Kabhi Mai Bhi Insan Tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aansu Tab Nahi Aate, Jab Aap Kisi Ko Kho Dete Ho, Aansu To Tab Aate He Jab, Aap Khud Ko Kho Kar Bhi, Kisi Ko Pa Nahi Sakte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Par Kisi Ke Yu Aitbaar Na Karo, Dilse Kisi Ka Intezaar Na Karo, Kaante Hi Kaante Hain Is Raah Me, Hadd Se Bhi Jayada Kisi Se Pyar Na Karo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • khareed sakte unhe toh apni zindagi dekar bhi khareed lete,,, Par kuch log “KEEMAT” se nahi “KISMAT” se mila karte hain…!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maan Tab V Roti Thi Jab Beta Khana Nahi Khata Tha, Aur Maan Aaj V Roti Hai Jab Beta Khana Nahi Deta. Iss Ko Itna Forward Karo Ki Koi Maan Kabhi Bhooki Na Soye. If You Love Your Mother.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Karte Hai Baat Ishq Ki, Par Ishq Ke Dard Ka Unhe Ehsaas Nhi, Ishq Wo Chand Hai Jo Dekhta Hai Sabko, Par Use Pana Sab Ke Bas Main Nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushiyon ka ek sansaar leke aayenge, Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge, Jab bhi pukaroge pyaar se hame, Maut se bhi saansen udhaar leke aayenge!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • PURI RAAT NA SOYE HUM...RAATO KO UTH UTH KAR ROYE HUM...EK BAAR MERA KASUR TO BATA DE RABBA...ITANA PYAAR KAR KE BHI KYUN NA KISI KE HUYE HUM....! Neet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash hamari nazar ko didar tumhara hota, Meri taqdeer mein bhi pyar tumhara hota Tumne bhi kiya hota gar aane ka wada, Khawabo mein bhi hume intezar tumhara hota, Ishaq mein to aisa hota hain aksar Dhadkane meri aur dil bekarar tumhara hota, Hume intezar hain ab talak us waqt ka , Jab pyar hamara aur izhar tumhara hota....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS