• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • दस्तूर के लिखें पर टिकना, मुनासिब नहीं दोस्तों.. ये अक्सर मौके कम.. और धौके ज़्यादा देता है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulab to toot kar bikhar jaata hai, Par khusbu hawa me barkarar rehti hai, Jaane wale to chod ke chale jaate hain, Par ehsaas to dilon me barkarar rehte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rab chahe de do jitne bhi hume gum Rab chahe kar lo kuch khushiyaan bhi humari kum Rab chahe dalo is dil pe kitne bhi sitam Par bas unka pyar nasib ho de do ye kasam.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naraaz hona aapse galti kehlayengi, Aap hue naraaz toh yeh saase tham jayengi, Aap haste rahe uhi zindagi bhar, Aapki hasi se hamari zindagi sawar jayengi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jiske Liye Sab Kuchh Luta Diya hamne Wo Kahte Hai Unko BhuLa Diya Hamne..... Gaye The Ham Unke Aanshu Pochhne ilzaam De Diya Ki Unko Rula Diya Hamne....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muje tumhari talash hai, Muje tumhara intejar hai, Tumhe ek baar dekhne ke liye, Maim laakho baar janam leta rahungaa, Tumhare liye main har baar janam letaa rahungaa,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल के सागर मे लहरे उठाया ना करो, ख्वाब बनकर नींद चुराया ना करो, बहुत चोट लगती है मेरे दिल को, तुम ख्वाबो में आ कर यू तडपाया ना करो….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Abhi Hum Zinda Hai Peene Ke Liye, Chotasa Dil Chahiye Jeene Ke Liye Gum Bahot Hai, Khushi Ka Thikana Nahin, Thodi Khushi Chahiye Gum Seene Ke Liye, Chahta Tha Tumko, Chahta Rhunga, Tum Na Mili To Bas Teri Yad Hi Kaafi Hai Jeene Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaman Se Bichadra Hua Ek Gulaab Hu.. Mai Khud Apni Tabaahi Ka Jawaab Hu.. Ye Nigaahe Na Fer Mujhse Mere Sanam.. Mai Teri Chahato Me Hi Hui Barbaad Hu..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Rooth Jao Muj Se, Aesa Kabi Na Karna. Main Ek Nazar Ko Tarsoon, Aesa Kabi Na Karna. Main Pooch Pooch Haroon, So So Sawal Kar K. Tum Koi Jawab Na Do, Aesa Kabi Na Karna. Muj Se Hi Mil K Hansna, Muj Se Mil K Rona. Muj Se Bichhar K Jee Lo, Aesa Kabi Na Karna. Tum Chand Ban K Rehna, Main Dekhta Rahon Ga. Kisi Roz Tum Na Niklo, Aesa Kabi Na Karna. Tum Chaley Jao Jab Bhi, To Dekhon Tumhara Rasta. Tum Lot K Na Aao Aesa Kabi Na Karna...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum To Ye Soch Kar Hi Khush Reh Lenge Ki.. Kabi Tumne Humse Mohabbat Ki Thi.. Wade Aur Kasme Nibha Na Paye To Kya Hua Kuch Din Apne Dilme Rehne Ki Jagah To Di Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hanskar Dekh Liya Rokar Dekh Liya. Kisi Ko Pakar-Khokar V Dekh Liya. Aur Samjh V Liya. Jindgi Wahi Ji Skta Hai Jisne Jina Sikh Liya Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jana Kaha Tha Aur Kaha Aa Gaye Duniya Me Bankar Ek Mehman Aa Gaye Abhi To Zindagi Ki Kitab Padhi Bhi Nahi Aur Na Jane Kitne Imtehan Aa Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisiko kya hasil hoga mujhe yaad karne se ""ae-jaan"" main to ek aam insan hoon aur yahan to har kisiko khas ki talash hai. khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sirf Chahne Se Koi Bat Nahi Hoti, Suraj Ke Samne Kabhi Rat Nahi Hoti, Hum Chahte He JinHe Jan Se Bhi Jyada Woh Samne He Par Bat Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai...ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tammana se nahi tanhai se darte hain, pyaar se nahi ruswaai se darte hain, milne ki to bahut chahat hai par milne ke baad judaai se darte hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kaash wo nagme humein sunaye na hote, aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, agar is tarah bhul jaana hi tha, to itni gehrai se dil mein samaaye na hote..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS