Tujhay Chahatay Hain Be Inteha Pr Chahna Nhi Aata
Ye Kaisi Muhabbat Hai K Hamain Kehna Nhi Aata ...!
Zindagi Mein Aa Jao Hamari Zindagi Ban Kar
K Teray Bin Hamain Zinda Rehna Nhi Aata ..
Har Pal Tujhay Bus Tujhay Duaon Mein Mangtay Hain
Kiya Karain K Tumharay Siwa Kuch Mangna Nhi Aata ...!
Main Ne Samjha Khel Jisay Wo Pyaar Tha,
Main Ne Chaha Jisay Us K Dil Mein Kisi Aur Ka Muqam Tha,
Tora Hai Dil Jis Ka Main Ne ,
Shayed Yeh Usi K Pyaar Ka Imtehan Tha .
Khulta Nahi Hai Haal Kisi Par Kahe Bagair, Par Dil Ki Jaan Lete Hain Dilbar Kahe Bagair. खुलता नहीं है हाल किसी पर कहे बग़ैर, पर दिल की जान लेते हैं दिलबर कहे बग़ैर।
Saari Dunia Ki Muskaan Tere
Pas Hai, Ye Zameen Aur
Aasman Tere Pas Hai, Gam Na
Karna Ki Tujhe Yaad Nahi
Karte, Aye Sanam
Meri To Jaan Bhi Tere Pas Hai!
I Like SMS - Like:
Aarju ke diye dil me jalte rahainge meri aankhon se aansu nikalte rahainge dil main roshni toh karo tum shama ban ke mon ke tarah yu he piglhate rahainge .
By HARERAM
Akele Rahna Bhi Kitna, Muskil
Hota Hai, Kisi Ko Pa Kar
Khona Kitna Muskil Hota
Hai, Aksar Chheen Leti Hai
Duniya Usi Ko, Jiske Bina
Jee Pana Muskil Hota Hai.
Kya Pata Uski Zuban Se Bhi Izhaar
Nikle, Kya Pata Unke Dil Mein
Bhi Pyar Nikle Sach Hai Uske
Bina Ji Nahi Sakte Hum, Kya Pta
Uske Dil Se Bhi Yahi Baat Nikle!
kaash wo nagme humein sunaye na hote,
aaj unko sunkar ye aansu na aaye hote,
agar is tarah bhul jaana hi tha,
to itni gehrai se dil mein samaaye na hote..
Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai,
Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai,
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai,
Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai… Hushain2
Is shart pe khelongi piya pyar ki bazi ..
JEton to tujhe paon ,haaron to piya teri..
Har lehza khyal tera rakhongi sirf itna ..
Beth jaon to bi teri ,uth jao to bi teri ..
Kuch karlongi haal apna aisa humsafer..
Ankh lage tO bi teri,Ankh khuley to bi teri ..
TEri har Aahaat pe paa loongi tabeer Aisi ..
Hans jao to bi teri ,Rooth jao to bi teri ..
Mein Saath doon tera kuch aesy Jaan -E- jahannn..
Zinda rahon to to bi teri ,MaaR jaoon to bi teri ...!!!
Hum Tumhare Pyar Mein Kuch Aisa Kar Jaenge ,
Ban Kar Khushboo Hawaa Mein Bikhar Jaenge ,
Bhulana Chaho To Saanson Ko Rok Lena ,
Saans Logee Toh Main Dil Mein Utar Jaunga ...!!!
Mai Khwab Koi Sazau To Kis K Liye,
Mai Duniya Apni Basau To Kis K Liye,
Khawab Tut Gye Sare Sazne Se Pahle,
Duniya Uzad Gyi Meri Basne Se Pahle,
Mai Raah-E-Kadam Badau To Kis K Liye,
Ashak Mere Thamte Nhi Yaad Me Teri,
Asar Khatam H Ab Friyaad Me Meri,
Mai Haath Dua Me Uthau To Kis K Liye,
Wo Kahte H Bhool Ja ‘Kumar’ Muzhe Yaad Krke
Hasil Kya,
Mai Puchhta Hu Mila Meri Khushiyon Ka Katil Kya,
Mai Khuda K Kahar Se Use Bachau To Kis K Liye.
jab woh hmare paas the tab toh hme unki fikar nhi thi
aaj woh hmse door chale gye h
toh hme unki yaad pal pal jalla rhi h aurunki khi baat yaad aa rhi h ki...
Yaad Aaoonga
Har Us Lamhe Me Yaad Aaoonga
Jab Tum Tanhayee Me Roya Karogi
Jagte Jagte Thak Kar Soya Karogi
Ankh Ke Band Hote Hi Yaad Aaoonag
Jab Kisi Chahane Wale Ki Taraf
Dekhogi To Yaad Aaoonga
Kisi Mohhabath Karnewale Ko Dekhogi
To Yaad Aaoonga
Saans Jab Tak Chalegi Tumhari Tab Tak Bhi
Yaad Aaoonga