• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Vada Karke Nibhana Bhool Jate Hain; Lagakar Aag Bujana Bhool Jate Hain; Ye To Aadat Ho Gayi Hai Unki; Rulate To Hai Par Manana Bhool Jate Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss Aangan Sey Uss Anjaney Aangan Tak Ek Raasta Jata Hai Iss Aangan Ko Kaisey Choodu? Uss Aangan Ko Chooodhdun Kaisey!! Iss Aangan Kay Ek Kooney Mey Nahi See Ek Kyaree Mey Mere Kuch Sapney Khilley Hain Kya Een Ko Phir Sey Uss Anjaney Aangan Mey Boona Hoga? Ya Chood Dunn Enhey Yunhe Aakela! Een Phoolon Ko Uss Angan Tak Lejaoon Kaisey? Ess Angan Mey Ek Ghana Peedh Hai Jo Mamta Aur Prem Ke Thandi Chaaoon Deta Hai Jab Thaak Jatey Hain Paaoon Taap Jatey Hain Tou Sehlataa Hai, Ess Chaaon Ko Uss Aangan Tak Lejaoon Kaisey? Ess Aangan Mey Aur Bahut Kuch Hai Mere Aapna Per Ess Sabko Sameet Ker Lejaaon Kaisey?? Dil Mere Aab Mujhey Ek Raasta Dikhlata Hai Ke Uss Unjaney Aangan Ko Main Aapnaoon,Sajaaoon Aasisey Mere Babul Ka Angan Ho Jaisey!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लड़कियाँ तो सिर्फ दिल देती है, लड़को को दिल के साथ बील भी देना पड़ता है !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Jeene Ki Khushi Na Marne Ka Ghum Unse Milne Ki Dua Karte Hai Hum Jeete Hai Isiliye Ke Wo Ek Din Aayenge Marte Isiliye Nahi Ki Wo Akele Reh Jayenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Me Nami Hogi, Yahi Bas Meri Ek Dastan-E-Zindgi Hogi, Bharne Ko Toh Har Zakham Bhar Jayega, Kese Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • lamho mein jo kat jae wo kya jindagi aansuo mein jo beh jae wo kya jindagi jindagi ka to falsafa hi kuch aur hai jo har kisi ko samajh aae wo kya jindagi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Aur Rauz Meri Jaan Faqat Kuch Hi Rauz Zulm Ki Chaaon Main Dum Lene Pe Majboor Hain Hum Aur Kuch Dair Sitam Seh Lain Tarap Lain Ro Lain Apne Milan Ki Raatein Hain Aur Majboor Hain Hum Jism Par Qaid Hai Jazbaat Pe Zanjeerein Hain Fikr_E_Mehboob Hai Aur Dil Main Aarzooyein Hain Apni Himmat Hai Ke Hum Phir Bhi Jiye Jaate Hain Lekin Ab Zulm Ki Miyaad Ke Din Thore Hain Ik Zara Sabar Ke Faryaad Ke Din Thore Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaan Nahi Sirf Sath Chahiye Sacchi Dosti Ka Ehsas Chahiye Jaan To Ek Pal Me Di Jaa Sakti Hai Pr Hume Aapka Sath Apni Aakhri Saas Tak Chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna pyaar paya hai aap se, Uss se zyada pane ko jee chahta hai, Najane woh kaun si khobi hai aap mein, Ki aap se dosti nibhane ko jeechahta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pakar unhe kho diya humne, magar kho kar dubaara pa na sake. khud ko yaadon me unki mita diya humne, magar yaadon ko unki mita na sake hum......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Jane Waqt K Sath Bat Kya Ho Jati H Kbi Hasti Khelti Zindgi b Aam Ho Jati H 1 Sawera Tha Jb Has Kr Uthte The, Aj Bina Muskraye Sham Ho Jati H
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waade Pe Woh Mere Aitbaar Nahi Karte Hum Zikare Mohabbat Ka Saare-Bazaar Nahi Karte Darta Hai Dil Unki Ruswai Se Aur Woh Soachte Hai Ki Hum Unse Pyaar Nahi Karte k.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum samjhte ho ki hum pathar dil h,aapko thoker mar jayege,ek bar kahdo ki hme tumse nafrat h,ye wada raha hmara ki pathar to kya kabhi ful banke bhi raste me nahi aayege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab barish hoti hai , tum yaad aate ho ..... jab kali ghata chaye, tum yaad aate ho...... jab bhigate hai hum, tum yaad aate hoo..... BATAO MERI AMBRELLA KAB WAPISS KARTE HO........
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Youn toh tera ghar mere ghar se dur naa tha, Logon ko tera milna manjur naa tha. utha late tujhe tere ghar se, par ye mere ghar ka DASTUR naa tha...iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathar ke khuda vahan bhi paye hum chand se aj laut aaye divaren to har taraf khadi hain kya ho gaya meharaban saye jangal ke havayen aa rahi hain kagaz ka ye shehar ud na jaye laila ne naya janam liya hai hai qais koi jo dil lagaye hai aj zamin ka gusal-e-sahat jis dil mein ho jitana khoon laye sehra sehra lahu ke kheme phir pyase lab-e-furat aaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe koi jeene ki hasrat nahi hai, Agar tumko mujhse mohabbat nahi hai… Bhula do yeh rangish ki baatein, Mujhe gam uthane ki aadat nahi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hazar gham the meri zindagi akeli thi khushi jahan ke mere vaste paheli thi wo aj bach ke nikalate hain mere saye se ki main ne jin ke liye gham ke dhup jheli thi juda hui na kabhi mujh se gardish-e-dauran meri hayat ke bachpan se ye saheli thi chadha rahe hain wo hi aj aastin mujh par ki jin ke pith pe kal tak meri hatheli thi ab un ke qabr pe jalta nahi diya koi ki jin ke dahar mein roshan bahut haveli thi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • meri nazar ki talash hai wo, mene jo chaha wo pyar hai wo, wo hai to dunia hai meri, kaise kahu sirf pyar nahi meri jaan hai wo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS