Rat San’natay Mai Kamrey Ki Khuli Khirki Sey,
Hansty Ek Chand Ko Dekhogi To Yaad Aonga,
Khak Sey Lipti Kitaboo Ke Har Ek Kaghaz Par,
Naam Likha Mera Dekhogi To Yaad Aongaa,
Ab Jo Har Ek Khushi Mujhko Suna Ney Ke Liye,
Door Tak Mujh Ko Na Paogi To Yaad Aonga,
Neely Kaprey Jo Pehan Kar Tum Khuly Baalo Ko,
Khud Hi Hatho Sey Sanwarogi To Yaad Aonga,
Yaad Karty Hui Ye Sans Jo Tooteygi Meri,
Phir Meri Kabar Pa Aogi To Yaad Aongaa
Juda Hoka Humse
Kabi Khush Wo Reh Na Payega..
Qki
Humne Har Duao Me Uski Hi Talab Ki Thi..
Mil Bhi Gaya Agar Humse Behtar Koi Use..
Firbi
Yaaden Hamari Kabi Apne Dilse Wo Nikaal Na Payega..
Mohabbat chahat hai wafa
kuch bhi nahi
..
Zindagi gum ke siwa kuch
bhi naih
..
Aapke pass mere siwa sab
kuch hai
..
Par mere pass aapke siwa
kuch bhi nahi......
Log Kehte Hain Har Rishta Nibhana Mushkil Hai
Dil Mein Jo Bas Jaye Use Bhul Pana Mushkil Hai
Hum Kehte Hain Pyar To Sirf Ek Ehsaas Hota Hai
Par Us Ehsas Ke Saath Zindagi Gujarna Mushkil Hai.
Zindagi sirf ek pal hai...
isme na aaj hai.
Na kal hai...
Jee lo isko is tarah.
Ki jo bhi tumse mile wo kahe Bas yahi meri zindagi ko behtareen pal hai !
Jeene Ki Khwaish Me Har Roz Ham Marte Hain
Wo Ayen Na Ayen Ham Intezar Har Roz Karte Hain
Jhutha Hi Sahi Mere Yaar Ka Vada
Ham Sach Mankar Aaj Bhi Unke Lautne ka Intezar Karte Hain.
Koi ata hai yaad soney se pehle,jo chheen leta hai ansoo mere roney se pehle,ab neend bhi aaye to mein sona nahi chahta,kisi qeemat pr bhi mein us ko khona nahi chahta,ho jaye wo kaash mera mujhe khoney se pehle,jo aata hai yaad bohat mujhe soney se pehley.Good Night
मां--
मां तो जन्नत का फूल है,
प्यार करना उसका उसूल है ,
दुनिया की मोह्ब्बत फिजूल है ,
मां की हर दुआ कबूल है ,
मां को नाराज करना इंसान तेरी भूल है , मां के कदमो की मिट्टी जन्नत की धूल है..........
Unki Nigahe Kya Kamal Karti He
Kabhi Haqiqat To Kabhi Afsane Bayan Karti He
Tham Si Jati He Us Pal Dhadkane
Jab Unki Jhuki Palke Mohobbat Ka Izhaar Karti
Hai .
sweet
Teri Sanso Ki Khushbu Se Madhosh Hone Laga,
Teri Chahat Me Ab Mashoor Hone Laga.
Aa Tumhe Apni Banho Me Chhupa Loo,
Kyo Ki Teri Ek Pal Judai Bhi,
Mere Dil Ko Namanjoor Hone Laga.
Log Kehte Hain Ki Mohabbat Ek Baar Hoti Hai..
Par
Ye Kaise Ho Sakta Hai..?
Mai Jab Jab Us Ajnaabi Ke Bare Me Sochti Hu..
Tab Tab Mujhe Us Se Mohabbat Ho Jaati Hai..!