Wada Humne Kiya Tha Nibhane
Ke Liye, Ek Dil Diya Tha Ek
Dil Pane Ke Liye, Unhone
Mohabbat Sikha Di Hume Or
Kaha, Humne Toh Mohabbat Ki
Thi Tumhe Aazmane Ke Liye!
हल्की सी आहट पे भी ये दिल धड़क जाता है
तेरी खामोशी का शोर मुझ तक चला आता है
तु कुछ ना कह मुझ से मे सुनती हूँ तेरी हर सदा
मेरे शहर का हर परिंदा अब तेरी खबर लाता है
ise sun lo sabab is ka na pucho
mujhe tum se mohabbat ho gai hai
suna hai ik nagar hai aansuon ka
usi ka dusara naam aankh bhi hai
wohi teri mohabbat ke kahani
jo kuch bhuli hui kuch yaad bhi hai
tumhara zikr aaya ittefaqan
na bigado baat par baat aa gai hai
Us Ke Sath Rehte Rehte Hamein Chahat Si Ho Gayi,
Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat Si Ho Gayi,
Ek Pal Bhi Na Mile To Najane Bechaini Si Rehti Hai,
Dosti Nibhate Nibhate Hamein Mohabbat Si Ho
Gayi.
kk
Koi Es Tarha Mujhse Pyaar Karti Hai Ki,
Main Jhhut Bhi Bolun To Aitbar Karti Hai,
Apni Chahat Ka Bhi Mujhse Izhaar Karti Hai,
Jaan Wo Jaan E Adda Mujhpe Nisaar Karti Hai,
Wo Mujhe Chahe To Toot Kar Chahe,
Pyaar Wo Mujhse Beshumaar Karti Hai ..!!
Mehfil Me Hasna Mera Mizaaz Ban Gaya..
Tanhaaiyo Me Roona Ek Raaz Ban Gaya..
Dil Ke Dard Ko Chehre Se Zaahir Na Hone Diya..
Yehi Mere Jeene Ka Andaaz Ban Gaya..!
Milta nahi hai pyaar aasani se zindagi me,
Mera nasib bhi kabhi khola tha khuda ne,
Par ab to dil mein Patjhad hi hain,
Fir bhi aisa lagta hai ki tum aaye tha zindagi me bahar banke…
Jab tutne lage haosle to bas ye yad rakhna, bina mehnat ke hansil takhto taj nhi hote !
Dhundh lena andhere me manjil apni, jugnu kabhi roshan ke mohtaj nhi hote !!
By Ankit singh
तू बेबफा है तेरा दिल नही तेरे बस मेँ,
तू जानती ही नही मेरे प्यार की रस्मे ।
कहाँ से सीख लिया झूठ बोलना,
ये खोटा सिक्का है जो चलता नही आपस में ।
मुझे फरेब की आदत नही तो तू बतला दे,
कहाँ गै तेरे वादे कहाँ गई तेरी रस्मे ।
Kehte Hai Ki 7 Phere 7
Janmo Ka Bandhan Hota
Hai, Mgr F.R.I.E.N.D.S.
Ye 7 Words Agar Mil Jaye
To, Bus Ek Janam Me Hi,
7 Janam Jine Ka
Ehsaas Ho Jata Hai.