• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tute dil se phucho dard kya hota hai, Koi pass hokar bhi door hota hai, Hum nahi kehte k uss ka kasoor hai, Kasoor apna tha isliye dil majboor hota hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jeete The Kabhi Hum Bhi ShanSe Mehek Uthi Thi Fiza Kisi Ke Naam Se Guzre Hain Hum Kuch Aise Makam Se Ke Nafrat Ho Gayi Hai Muhabbat Ke Naam Se…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aakhen band krun to chehra tumhara ho, Ankhe kholu to nazaara tunhara ho, Tum mujhme aisi samayi ho, Hum tumhare ye dil tumhara hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi itne dard deti fribhi dil me umeed rahti hai, dil kehta hai wo nahi yaad karte hoge, par wo yaad karte honge meri umeed kehti hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Umr bit jayegi u teri yado me tdpte tdpte Aanshu b sukh jayege u behte behte Tuje b ahesash ho jaye is mahobbt ka rehte rehte To hm b ji uthe is pyar me hr gm ko sehte sehte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ज़िन्दगी में सारा झगड़ा ही ख़्वाहिशों का है
    ना तो किसी को गम चाहिए…
    ना ही किसी को कम चाहिए..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge aakhon se aansu nikalte rahenge aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo hum to mom bankar pighalte rahenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ke Paas Aane Me Waqt Lagta Hai, Kisi Ko Apna Banane Me Waqt Lagta Hai, Jab Maanga Maine Aapko Khuda Se, To Usne Kaha Anmol Chiz Paane Me Waqt Lagta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Majburio Ko Hm Ankho MaiChupa Lete H,Hm Kaha Rote Hai Halat RulaDete H,Hm To Har Pal Yad Krte HAapko,Par Aap Na Yad Krne Ka IlzamLga Dete He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gum Me Hasne Valon Ko Rulaya Nahi Jata Lehron Se Paani Hathyaya Nahi Jata Hone Vale Ho Jate Hain Khud Hi Apne Sahbi Ko Kehkar Apna Bnaya Nahi Jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard hain dil Me per uska ehssas nahi hota , rota hain dil jab woh pass nahi hota barbad ho gaye ham unki mohabbat main, aur woh kahte hain is tarha pyar nahi hota K.k
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur Jakar Bhi Ham Dur Na Ja Sakenge, Kitna Roenge Ham Bata Na Sakenge, Gam Iska Nahi Ki Aap Mil Na Sakenge, Dard Is Bat Ka Hoga Ki Ham Aapko Bhula N Sakenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske Sath Rahte Rahte Hame Chahat Si Ho Gayi, Usse Baat Karte Karte Hamein Aadat Si Ho Gayi, Ek Pal B Na Mile To Najane Becheni Si Rehti Hai, Dosti Nibhate Nibhate Hume Mohabbat Si Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apko Kabhi Ruth Ke Jaane Na Denge, Naraz Ho Aap Aise Halat Na Paidana Hone Denge Yakeen Karo Humare Har Baat Pe Hum Tumko Kabhi Apni Zindagi Se Door Jaane Na Denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni Taqdeer Mein To Kuchh Aise Hi Silsile Likhe The, Ae Dosto; Kisi Ne Waqt Guzarne Ke Liye Pyaar Kar Liya; To Kisi Ne Pyaar Kar Ke Waqt Guzaar Liya!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskan Ka Koi Mol Nahi Hota, Kuch Rasmo Ka Koi Tol Nahi Hota, Dost Mil Jate Hai Har Raste Par Lekin, Har Koi Aapki Tarah Anmol Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab Log Kahte Hain Ki Tum Lout Gaye Ho, Tum Sath The Tum Saath Ho Tum Sath Rahoge, Kya Ankahi Gajlon Ki Kitab Hain Woh Aankhe, Jab Padh Nahi Sakte Ho Toh Kya Khak Likhoge, Khusbu Ki Haweli Hai Mere Dil Ki Jamin Par, Wada Karo Ek Roj Mere Sath Chaloge, Dehli Ho Ki Lahore Koi Fark Nahin Hai, Sach Bolo Ke Har Sahar Mein Rahoge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS