• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya, Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya, Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi, Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Jis Ko Mujh Main Hazaroon galtiya Nazaar Aati Hain...!! . . Kabhi Wo B Kehti thi ki TUM Jaisi Bhi Ho Sirf Mere ho...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Muskura Rahe Hai HumeTanha Chod Kar, Kiye Huye Saare Waado Ko Tod Kar. Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi, Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Kar
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj kal ki mohabbat ki taaqat to dekho.... . . . . . . . . Band car ko bhi hila deti hai... Jisko Samajh me aaya woh Like Thoko :
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Hame Rulado Hame Ghum Nahi, Aap Hame Bhulado Hame Koi Ghum Nahi, Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya, Smaj Lena Is Duniya Mai Hum Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki chahat hamari kahani hai, yeh kahani hi waqt ki maherbani hai, hamari maut ka pata nahi, per hamari yeh zindagi sirf aapki dosti ki deewani hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kabhi kabhi kuch sun ne ko dil karta hai kabhi kabhi kuch samjhne ko dil karta hai jeene nahi deti ye waqt ki dheemi raftar har waqt aapse milne ko dil karta hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दोस्ती उन से करो जो निभाना जानते हो, नफ़रत उन से करो जो भूलना जानते हो, ग़ुस्सा उन से करो जो मानना जनता हो, प्यार उनसे करो जो दिल लुटाना जनता हो..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap, Ab Aaye Ho Zindagi Mein Hamari, Jab Hum Sabko Aajma Chuke Hain, Aap, Ab Kahte Hain Ki Pyar Karein, Jab Hasino Se Dokha Kha Chuke Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohbbat ko mohbbat se mohbbat ho gyi mohbbat hi mohbbat pr fida ho gyi jb mohbbat ko mohbbat ki mohbbat na mili Mohbbat apni mohbbat pr fannah ho gyi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zakhmo Ko Hawa Doge Meri Yaad Aayegi.. Kisi Ko Bhi Daga Doge Meri Yaad Aayegi.. Bechain Hoke Yaado Se Meri Kabi Kabi.. Chahoge Na Bhuloge Meri Yaad Aayegi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aziz Itna Hi Rakho K Jee Sunbhal Jaye Ab Is Qadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaye Muhabbatoon Main Ajab Hai Dilon Ko Dherka Sa K Janay Kon Kahan Raasta Badal Jaye..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waade To Hazaaro Kiye Thay Usne Kaash Ek Waada To Unse Nibhaaya Hota.. Maut Ka Kis Ko Paata Kab Aayegi.. Kaash Yu Zinda Usne Mujhe Na Maara Hota..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main nay ussay poocha tha, Kya dhoop main barish hoti hai?? Wo hanstay hanstay ronay lagi Aur dhoop main barish honay lagi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jhoom k gaon main sharabi hon Raqs farmao main sharabi hon Ek sajda baname khana Dosto aao main sharabi hon Log kehte hain raat beet chuki Mujh ko samjhao main sharabi hon Aaj in reshmi ghataon ko Yun na bikhrao main sharabi hon Haadse roz hote rehte hain Bhool bhi jao main sharabi hon Mujh pe zaahir hain ap ka batin Moun na khulwao main sharabi ho By -SKT
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humane Bhi Kabhi Kisi Se Pyar Kiya Tha. Thora Nai Besumar Kiya Tha. Humari To Duniya Hi Badal Gai Tab. Jab Usne Kaha Are O Pagal, Humane To Time Pass Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS