Khushiya milti nahi mangne se,
Manzil milti nahi raah par ruk jane se,
Bharosa rakhana apne aap par aur us RAB par,
Sab kuchh deta hai wo sahi waqt aane par.
Woh to deewana tha mujhe tanha chhor gaya,
Khud na ruk saka to Apna saaya chhor gaya,
Dukh nahin Gham is baat ka hai,
Aankho se kar k waada baaton se toar gaya..iii
Maray Chara Gar Tujhay Kya Khabar
K Ajab Hain Ishq K Mamlay
Na Hi Mari Basat Hy Iss Qarar
K Main Us Ko Dil Sy Nikal Kar
Kisi Aur Dar Ka Gada Banon
Na Yeh Taray Bass Ki Hi Bat Hey
K Maray Dard Ki Tu Dava Kary
K Maray Dard Ka Jo Ilag Hy
Tari Puhach Tari Basat Sy
Tari Sooch Sy B Hy Mawra
Ek Ajnabi Se Baat Kya Ki Qayamat Ho Gayi
Sare Shaher Ko Is Chahat Ki Khabar Ho Gayi
Kyun Na Dosh Du Dil-E-Nadan Ko
Dosti Ka Irada Tha Aur Mohabbat Ho Gayi
Dil Ki Dhadkan Aur Dil
Ki Sadha Ho Tum, Meri Pehli
Aur Aakhri Arzoo Ho Tum,
Chahunga Tumhe Chahat Se
Badh Kar, Meri Chahat Aur
Chahat Ki Inteha Ho Tum....!
Koi Mera Bhi To Ho Sath
Nibhane Ke Liye, Mujhe Mange
Khuda Se Apna Banane Ke Liye,
Mere Aansu Meri Palko Se
Churane Ke Liye, Bas Aisa Koi
Chaiye Zindagi Bitane Ke Liye.!
Zakam Mera Hai Dard Mujhko Hota Hai,
Is Zamane Me Kaun Kiska Hota Hai,
Unhe Neend Nahi Aati Jo Mohabat Karte Hai,
Jo Dil Ko Todte Hai Wahi Chain Se Sote Hai.
Tere Mere Pyar Pe Is Zamane Ka Pehra Hai..
Zamana Nahi Jaanta Hamara Pyar Kitna Gehra Hai..
Teri Har Saans Se Milti Hai Zndgi Mujhe..
Dharakta Hai Jo Tere Seene Me Wo Dil Mera Hai..!
Mohabbat har Insan ko ajmati hai,
Kisi se ruth jati hai kisi pe muskurati hai,
Mohabat khel hi aisa hai,
Kisi ka kuch nahi jata aur kisi ki jaan hi chali jati hai…
Khan
Wo Ansu jo Palko ki Zinat Nhi Bante
Wo Chupke Se Dil Me Utar Jaya krte H
kuch Log Dukho ki Numaish Nahi karte
Bas Khamoshi Se Hi Bikhar Jaya karte Hai.
3. बोतलें शराब की है अँखियाँ जनाब की
लब थरथराते से पंखुड़ी गुलाब की ।
माशा अल्लाह नूर तेरा लागे कोहेनूर का
करूँ तारीफ़ क्या इस हुस्न लाजवाब की।
काली अंधियारी रातें जुल्फों की छाँव है
कैसे ये गोरे -गोरे ,गोरी तेरे पाँव हैं ।
चाहत नहीं है इन्हें किसी भी ख़िताब की
,माशा अल्लाह नूर ......चंदा की चाँदनी सा
चम-चम रूप हैचेहरे पे हरदम खिली -खिली धूपहै ।लाई कहाँ से छवि तुम आफ़ताब की,
माशा अल्लाह नूर ...बैठो करीब थोडा दिल को करार दोचाहे ये दिल इसे जी भर के प्यार दोमस्ती लुटाओं जरा अपने श़बाब की,