• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Na Chand Hoga Na Taare Rahnge Kya Hum Hmesa Kunware Rahnge Dunia Me Kitno K Nikah Ho Gaye H Kya Mere Nasib Me Sirf Nikah K Chuware Rahnge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne K Baad, Ab Kisiko Dekna Nhi Tumhe Dekhne K Baad, Dunia Chod Denge Tumhe Pane K Baad, Khuda Maff Kre Itna Jhoot Bolne Ke Baad.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गीले काग़ज़ की तरह है ज़िंदगी अपनी, कोई लिखता भी नहीं और कोई जलाता भी नहीं, इस क़दर अकेले हो गये हैं आज कल, कोई सताता भी नहीं और कोई मनाता भी नही...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum Chale Gaye Ho Jabse Aaye Mere Sanam Ussi Raah Pe Ruk Gaye Hain Mere Khadam Tum Milo Kabhi Haal Apna Sunaen Tumhen Tumhare Bina Yeh Zindagi Adhoori Hai Tumhari Khasam… `
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere milane ko bekal ho gaye hain magar ye log pagal ho gaye hain baharen leke aaye the jahan tum wo ghar sunsan jangal ho gaye hain yahan tak badh gaye aalam-e-hasti ki dil ke hausale shal ho gaye hain kahan tak tab laye natavan dil ki sadame ab musalsal ho gaye hain nigah-e-yas ko neend aa rahi hai musarda purashk bojhal ho gaye hain unhen sadiyon na bhulega zamana yahan jo hadase kal ho gaye hain jinhen hum dekh kar jite the ‘nasir’ wo log aankhon se ojhal ho gaye hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kisi ke Jaane Se Saanse Kabhi rukti nahi kisi ke Na Laut aane Se Jindagi Kabhi thamti nahi khwaish har Waqt Rehti Hai Dil Mein Usse Pane ki Har Khwaish Poori ho Par Yeh bhi to Jaroori nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ankho Se Aankhe Milakar To Dekho Humare Dil Se Dil Milakar To Dekho Saare Jaha Ki Khushiyan Tere Daaman Me Rakh Denge Humse Pyar Ka Izhaar Karke To Dekhoooo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jazbaat Behkate Hain, Jab Tumse Milta Hun, Armaan Machalte Hai, Jab Tumse Milta Hun, Saath Hum Dono Ka Koi Bardasht Nahi Karta, Sab Humse Jalte Hai Jab Tumse Milta Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kis ne keh diya Tum se ”jiya” K Ishq Ki Bazi Haar Bethe Hum? Mohabbat’ me “Lutaane” ko abhi to”Jaan”bhi baqi hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • LOG PUCHHTE HAI TUM KYU APNI MOHABBAT KA IZHAR NAHI KARTE,????. HUMNE KAHA = JO LOFZO ME BAYA HO JAYE SIRF UTNA HI HUM KISI SE PYAR NAHI KARTE
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ladte ho dosto se par jeetna nahi chahte, Doston se kabhi bichadna nahi chahte, Haqiqat hai ki juda karegi zindagi ek din, Par haqiqat mein ham woh din dekhna nahi chahte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bachpan k dukh itne achchhe the, Tab dil niii khilone toota krte the, Aaj ek aansu ruswa Kr jaata h, Bachapan me to jee bharkar roya krte the.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Likha Tha Teri Yaad Mein Mere Aansuo Ne Mita Diya.. Dosto Se Chhupai Thi Dil Ki Baat Mere Chehre Ne Sab Kuch Bata Diya.. Meri Chahto Ka Bhi Kya Sila Mila Mene Jise Toot Ke Chaaha.. Aj Usne Mujhko Bhula Diya...(
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mit Jaye Ye Duri Agar Tum Chaho...... Na Koi Ho Majburi Agar Tum Chaho...... Hume To Hai Chahne Wale Bahut..... Magar Humari Ye Tamanna Hai K Hume Tum Chaho......!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • abaad raheNge veeraane, shaadaab raheNgi zanjeereN jab tak deewaane zindaah hai.n, phuuleNgi phaleNgi zanjeereN aazaadi kaa darwaazaa bhii Khud hi kholeNgi zanzeeren tukRe tukRe ho jaayeNgi jab hadd se baRheNgi zanzeereN jab sabke lab sil jaayeNge, haathoN se kalam chhin jaayeNge baatil se lohaa lene kaa, ailaan kareiNgi zanjeereN
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nas Nas Main Tera Pyar Besa Hai, Khayalo Main Tera Chehra Rehta Hai, Meri Dua Le Aayege Tujhe Ek Din Paas Mere, Mere Aankho Se Girta Har Aansoo Ye Kehta Hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chahe Jane Ki Hasrat Kise Nahi Hoti, Magar Har Kisiki Aisi Kismat Nahi Hoti, Koi Ek Hota H Jo Sama Jata H Dilme, Har Kisi se Ye Mohabbat Nahi Hoti!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaadon Se Aapki Hum Pyar Karte Hain.. Sau Janam Bhi Aap Par Nisaar Karte Hain.. Fursat Mile To Mera Haal Puch Lena.. Din Raat Hum Aapke Phone Aur Msg Ka Intezar Karte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj apni Mohabat ko naya morr diya usne, Chhat se Dhakka de ke hath chorr diya usne.... Pehle hansta tha main ab bus muskurata hun, Maar ke Mukka aage ka daant tor diya usne ......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Eh Mere Khuda Tu Itna Jarur Karna, Do Chahne Walon Ko Kabhi Bhi Na Door Karna, Bas Woh Likhana Ki Log Sagar Ko Na Bhool Paayein, Kisi Ko Thhes Na Pahunche Yeh Dua Kabool Karna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS