• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • किसी ने मुझ से कहा बहुत खुबसूरत लिखते हो यार,मैंने कहा … खुबसूरत मैं नहीं वो है जिसके लिए हम लिखा करते है
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Aane Ki Aahat Par Shayad Shama Jalaee Hogi, Kabhi Judai Ke Gham Se Aankh Bhar Aayi Hogi, Fikar Na Kar Mere Hamdum, Rab Ne Milne Ki Koi Shaam Zarur Banayi Hog..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Aawaz Usay Sunai Nahi Deti. Ab To Door Tak Koi Umeed Bhi Dikhai Nahi Deti. Ehsas Usay Aur Sab Logon Ka Hai, Bas Meri Hi Tanhayi Usay Dikhai Nahi Deti..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DEAR CUSTOMER: Assalam-o-Aliakum, Aapki mohabbat ki validity khatam ho rahi hai, Baraye meharbani forun 1 pyara sa SMS kar k recharge karen, FROM: LOVE CARE CENTER
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ajj wo modat bad aii thi Buss ye kehne Janna…. Mere sare khat lota do Sab tasveren kalam kitaben Wapis kar do sare tohfe Mujh se sub kuch mangane wali Jate jate Mere kamare ki chokhat par Chor gai hai ”APANA APP”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gile shikwe na dil se laga lena, Kabhi maan jana to kabhi manaa lena, Kal ka kya pata hum ho na ho sweet Jab mauka mile thoda has lena aur hasaa dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske seene pe sar rakh ke so jaane ka intezaar... Raat bhar uski pyaari baaton ko sunke jaagne ka intezaar... Jo guzar gaye hain un lamhon ke laut aaneka intezaar... Usko apna banake sang jeene ka intezaar..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • “Mohabbat naam hai mera” “Agar Chaho Gay Tum Mujh Ko” Tumahri sans se pehly Tumhari jan ban jaon “Ager Dekho GayTum Mujh Ko” Tumhari ankh se pehly Tumhary khuwab ban jaon “Agar Socho Gay Tum Mujh Ko” Tumhary Paon Se pehly Tumhari rah ban jaon “Mohabbat Naam Hai Mera. Mujhe TUM Soch k Dekho sweet”
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nice Relationships Are Like The Breathing Air.. U Will Never See Them.. But, U Will Always Feel Their Presence.. Thats The Beauty Of Love..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Nafrat B Karte Hai Pyar K Liye Inkar B Karte Hai Ikrar K Liye Ajib Hote Hai Ye Ishq Karne Wale ANKHEIN Band Bhi Karte Hai To Didar K Liye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zara si zindagi hai arman bahut hai. Humdard nahi koi insaan bahut hai... Dil ka dard sunaye to sunaye kisko... jo dil k kareeb hai wo anjaan bahut hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhko Fir Vahi Suhana Nazara Mil Gaya Nazron KO Jo Deedar Tumhara Mil Gaya Aur Kisi Cheej Ki Tammana Kyon Karun Jab Mujhe Teri Baahon Ka Sahara Mil Gaya Mere Labon Per Simat Aaye Tere Labon Ke Saaye Doobti Kishti Ko Jaise Kinara Mil Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Mohbat to hazaro karte he Gum aur judai se sabhi darte he hum to na Ishq karte he na mohbat bus DOST ki ek SMILE k liye SMS karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch rishte iss jahan mein khas hote hai, Hawa ke rukh se jinke ehsaas hote hai, Yeh dil ki kashish nahi toh aur kya hai, Door reh kar bhi woh dil ke kitne paas hote hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jise ishq ka tir kari lage use zindagi kyon na bhari lage na chode mohabbat dam-e-marg lag jise yar jani son yari lage na hoye use jag mein hargiz qarar jise ishq ke beqarari lage har ik waqt mujh aashiq-e-pak kon piyare teri baat piyari lage “wali” kon kahe tu agar ek bachan raqiban ke dil mein katari lage
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naya Dard Ek Dil Mein Jaga Ker Chala Gya, Kal Phir Woh Mere Sheher Mein Aa Ker Chala Gya, Jise Dhoondta Raha Main Logon Ki Bhid Mein, Mujh Se Wo Apne Aap Ko Chupa Kar Chala Gya, Main Uski Khamoshi Ka Sabab Puchta Raha, Wo Kissey Idhar Udhar Ke Suna Kar Chala Gya, Ye Sochta Hoon Ke Main Kaise Bhulaaoon Ga Ab Use, Us Shakhs Ko Jo Mujh Ko Kuch Palo Me Bhula Kar Chala Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskuraate Palko Pe Sanam Chale Aate Hain, Aap Kya Jaano Kaha Se Hamare Gam Aate Hain, Aaj Bhi Us Mod Par Khade Hain, Jaha Kisi Ne Kaha Tha Thero Hum Abhi Aate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Bharosa h Zindagani ka, Insan Bulbula h Pani ka G rahe hain Kapde Badal-Badal kr, 1 Din 1 Kapde me le jayeinge Log Kandhe Badal-Badal kr
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chiraag Yakinan Bhuja Kar Sote Honge, Magar Naseeb Ki Shama Jala Kar Sote Honge, Woh Roz Khwaab Me Jannat Dekhte Honge Jo Maa Ke Pair Daba Kar Sote Honge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS