Duniya mein hun duniya ka talabgar nahi hun
bazar se guzra hun kharidar nahi hun
zinda hun magar zist ke lazzat nahi baqi
har chand ki hun hosh mein hoshiyar nahi hun
is khana-e-hasti se guzar jaunga belaus
saya hun faqat naqsh-e-divar nahi hun
afasurda hun ibarat se dawa ke nahi hajat
gham ka mujhe ye zauf hai bimar nahi hun
wo gul hun khizan ne jise barbad kiya hai
uljhun kisi daman se main wo khar nahi hun
Kadam Kadam Par Jo Saath De Usse Khudayi Hehte Hain..
Pal Pal Jo Tardhpaye Toh Usse Judai Kehte Hain..
Nafrat Ho Jaye Kisi Se Toh Usse Rusvayi Kehte Hain..
Waffa Me Mil Jaye Dhokha Toh Usse Bewaffayi Kehte Hain..
Main Hairaan Hoon Is Milne, Bichdne, Ruswayi, Bewaffayi Se Dosto..
Kya Isse He Khuda Ki Khudayi Kehte Hain..!
Jabdill Udas hota hai, Dard khuch khaas hota hai, Hersoch, Her yad, Her Baat, Har pal bara be-ass hota hai, Bas ek awaz c hoti hai, Na koi apna sa lagta...
Ae khuda khusiyan to leli par dard tu wapas leta nahi
Meri mohabbat se bhi muje tu mila deta nahi
Kaisi kashmakash mai phas gaya hun mai"Raj"
Jeene ki waja nahi khuda aur marne tu deta nahi...
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले!
जहाँ भी जाये खुश रहे तु सदा,
दिल से दुआँ सदा ये ही निकले!
मेरे हाँठो की हँसी तेरे हाँठो से निकले,
तेरे गम का दरियाँ मेरी आँखोँ से निकले!
ये जिन्दगी तुमहेँ सदा हसती हुई निकले,
अगर चाहे तो हमेँ रुलाती हुई निकले!
अगर जिन्दगी मे जीना पडे तेरे बिन,
तेरी डोली से पहले अर्थी मेरी निकले!
आरजु थी तेरी बाँहोँ मेँ दम निकले,
कसुर तेरा नहीँ बद- नशीब हम निकले...!
Har Pal Pe Apka Hi Naam Hoga,
Apke Har Kadam Pr Duniya Ka Salam Hoga,
Muskilon Ka Samna Himat Se Krna Ae Dost,
Dua H Meri 1 Din Waqtbhi Aapka Gulam Hoga.
Dil Unke Liye Hi Dhadakta
Hai. Thokar Khata Hai Fir
Sambhalta Hai. Kisi Ne Is
Kadar Kar Liya Hai Is Dil
Pe Kabja. Dil Mera Hai Par
Unke Liye Hi Dhadakta Hai...
Kahan Koi Aisa Mila Jis Pe Dil Luta Dete,
Har Ek Ne Dhoka Diya Kisko Bhula Dete…
Apne Dil Ka Dard Dil Hi Mein Dabaye Rakhe Hain,
Karte Bayaan To Mehfil Ko Rula Dete….
Aaj kuch Beete huye lamho Se MULAQAT
hui Kuch Bhule Huye SAPNO Se Baat hui,
"I Miss You" Bolna chaha sbhi Doston Ko,To
aap ki hi YAADO Se Shuruvaat hui.