Tere nisar saqiya jitani piyun pilaye ja
mast nazar ka vasta mast mujhe banaye ja
tujh ko kisi se garaz kya bijli kaheen giraye ja
dil jale ya jigar jale tu yun hi muskuraye ja
samane mere aa ke dekh rukh se naqab hata ke dekh
khilaman-e-dil hai muntazair barq-e-nazar giraye ja
‘wafa’-e-badanasib ko bakhsha hai tune dard jo
hai koi is ke bhi dawa itna zara bataye ja
Hum Aa Ke Tere Shaher Se Wapas Na Jaye
Yeh Faisla Kiya Hai Tughe Dekhne Ke Baad
Kahte Hai Tum Ko Log Maseeha Magar Yaha
Ak Shaks Mar Gaya Hai Tumhe Dekhne Ke Baad
Tum Chale Gaye Ho Jabse Aaye Mere Sanam
Ussi Raah Pe Ruk Gaye Hain Mere Khadam
Tum Milo Kabhi Haal Apna Sunaen Tumhen
Tumhare Bina Yeh Zindagi Adhoori Hai Tumhari Khasam…
`
Maut mangte he to zindagi
khfa ho jati hai
Zaher lete he to wo bhi dawa
ho jati hai
Tu hi bata aye dost kya karun.
jisko b chahte he to wo bewafa ho jati hai!
Har pal Aapse milne ko dil karta hai,
Aapki sab nadaniyon ko dil maf karta hai,
Kaise reh sakte hai ham Aapke bina,
Jab ye dil Aapko dilo jan se pyar karta hai.
Apko Pane Ki Khwahish Jine Se
Zyada,
Apko Khone Ka Dar Marne
Se Zyada,
Apse Bichadne Ka Dard
Har Dard Se Zyada,
Kyu ke Hum
Apko Chahte Hai Khud Se Zyada.
Har Waqt Honto Par Aapki Hasi Ho
Har Pal Dilme Aapki Khusi Ho..
Sitaare Bhi Zameen Par Aakar Aapko Gher Lo..
Aisi Chaand Ki Tarah Chamakti Aapki Zndgi Ho.
हाल अपने दिल का,
मैं तुम्हें सुना नहीं पाती हूँ..
जो सोचती रहती हूँ हरपल,
होंठो तक ला नहीं पाती हूँ..
बेशक बहुत मोहब्बत है,
तुम्हारे लिए मेरे इस दिल में..
पर पता नहीं क्यों तुमको,
फिर भी मैं बता नहीं पाती हूँ..
Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi Yaadein
Hamse Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Ham Tumse Ye Dost Teri Baatein
Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti Chhoti Baatein.
woh peyar youn krta hai sanbhalne nahi deta..
phir dukh k samundar main ubbharne nahi deta..
uski jafa bhi mashroot ha wafa k saath..
woh dard to deta hai magar rone nahi deta..]
karta hai waar marham ko khanjar pe laga ker..
woh zakham to deta hai magar marne nahi deta..
jo torta hai dil to ansoo bhi bhata hai..
barbaad to kerta hai magr ujardne nahi deta..
mahboob mila hai ham ko ajeeb se
MOHSIN
woh aag to lagata hai magar jalne nahi deta..
Jisse Dil mai basaye phirte the jamaane mai …
Usse bhul jana asaan na tha…
Koi toh majboori jarur hogi uski …
“Mjhe bhul jana’
ye kehna unka andaz na tha..
Ibtidaa-E-Ishq Hai Rota Hai Kya
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya
Qaafile Main Subah Ke Ik Shor Hai
Yaani Gaafil Ham Chale Sota Hai Kya
...
Sabz Hoti Hi Nahi Ye Sar-Zameen
Tukhm-E-Khwaahish Dil Main Tu Bota Hai Kya
Ye Nishaan-E-Ishq Hain Jaate Nahi
Da
Dil Me Bhi Wohi Hai Mere Dil Me Bhi Nahi Hai
Wo Shaks Jo Mera Bhi Hai Mera Bhi Nahi Hai
Kuch Ajeeb Hai Yeah Meri Andaz-E-Mohabbat
Panna Bhi Nahi Hai Ussay,Khona Bhi Nahi Hai..
Kisi ki yadoon mein khona achha nahi lagta humein
kisi ke liye tanha jeena achha nahi lagta humein
hum to kaat chuke hain bohut phele tanha zindagi
ab phir se kisi ke liye marna achha nhi lagta hume
Dil Me Beshumar Pyar Hai Aap Ke Liye
Duwao Me Manga Hai Aap Ko Rab Se
Har Lamha Aap Ke Khayalon Me Hi Guzara Hai
Har Pal Aap Ki Yaad Saatati Hai
Kabhi Aake Hamare Dil Se Pucho
Kitna Tadapta Hai Dil Aap Se Milne Ke Liye
Kaash Aap Hamare Paas Hote
Tabbi Yeh Bekarari Thodi Kaam Hoti
Jaha Bhi Ho Aap Yeh Zarur Yaad Rakhiye
Ek Deewani Hai Is Duniya Mein
Jo Aap Se Bepanah Pyar Karti Hai.
Ehsaas Duriyo Ka Waqt Ke Sath Bhi Hoga...
Gujarte Lamho Me Yaado Ka Khwab Bhi Hoga...
Ham Honge Ya Na Honge Unke Zindagi May...
Magar Hamare Na Hone Ka Asar Hamare Baad Bhi Hoga...
Meri zindgi ko ek tamasha bana diya usne
bhari mehfil mein tanha bitha dia usne,
Aisi Kya Thi Nafrat Usko Mere Masoom Dil Se
Khushiyan Chura Kar Gham Thama Dia Usne….