Kisi veerane se dhuan sa utha to socha dekhen kaun rehta hai is veerane me,
jakar kareeb dekha to Dil jal raha tha kisi ka aur Aansu lage the bujhane me..
Khuda Ne Mujhse Kaha
"Tu Chahe Lakh Sajde Kr"
Na vo Tera Tha
Na Hai
Or Na Hi Hoga...!!
Humne Bhi Dil Se Kaha
"Aye Khuda"
Vo Mera Ho Chahe Na Ho...!!
Muje To Usi Se Ishq Tha
Usi Se Ishq Hai
Or Usi Se Ishq Rhega..!!
Jaane Kyu Log Mohabbat Karte Hain..
Dil Ka Sauda Yu Khule Aam Karte Hain..
Pata Hai Ki Hote Hain Ladke Bewafa..
Firbi
Hum Apna Dil Kisi Bewafa Sanam Ke Naam Karte Hain..
Kyu..?
Pass Akar Sabhi Door Jate Hai
Hum Akele The Akele Reh Jayege
Dil Ka Dard Kisse Dekhai
Marhum Lagane Wala Zakham De Jata Hai
Waqt To Humhein Bhula Chuka Hai
Muqaddar Bhula Na De
Dosti Dil Se Hum Is Liye Nahin Karte
Kyun Ke Darte Hai Koi Phir Se Na Rula De
Zindagi Main Humesha Naye Log Milege
Kahiin Zeyaada To Kahiin Kaam Milege
Log Kis day ka virodh kar rhe h.
Kis day manao lekin apna tarik badal kar.
* किसी अनाथ बच्चे के गाल को चूम कर तो देखो
* सारे दिन काम करती माँ के हाथो को चूम कर तो देखो
* जिसको पैदा होते ही फेँक दिया उस 6साल की मासूम सी बच्ची को चूमकर तो देखो
*उस 8 साल के बच्चे को चूमो जो तुम्हारे जागने से पहले तुम्हारेघर
मेँ newspaper रखकर चला जाता है
अरे चूमना है तो उसे चूमो , जिनको कभी प्यार ना मिला हो
बचपन मेँ जिनके माँ बाप गुजर गये हो।
sirf premi premika ko kiss karna Kis day nhi hota. PA1
Khuda Kare Ki Pyar Me Kisi Ka Dil Na Toote
Jaise Rutha Mera Sanam Kisi Aur Ka Na Ruthe
Rota Hai Dil Aur Toot Jate Hain Sapne
Ankhon Ke Aansoo Bhi Nahin Hote Hain Apne..ii
zindagi -
Kuch log waqt ke saanche me dhal jate hai,
Kuch waqt ko saanche me dhaal lete hai,
maana ki waqt kisi ki nahi sunta,
fir bhi kuch log waqt se bhi aage nikal jate hai!
Jab jab chali khusiyon ki hawayein….
Na jane kyo Tanhaiyon ke badalon negehra hai mjhe …
Jab mangi khusiya maine…
Kyo mili tanhaiyaa mjhe…
Maine kabi jaada na manga tjhse oh khudaa…
Phr kyo mayus hua har dum mai…
aaj tak phir raha hu mai khusiyon ki taalash mai..
ab toh yakin ho chala hai mjhe…
kushiyaa likhi hi nahi mere naseeb mai…
Ajj is pyar ki dhimi Hawa ka rukh meri taraf hai,
Lagta hai Apne mujhe dil se yadd kiya hai,
Khuda kare yeh pyar ki Hawa dhimi hi chale,
Nufrat ki tez hawa ne mera jaise lakho phulon ko
Barbad kiya hai…iii
Har Koi jo keh sake ye wo ehsas nahi
Pyaar karte hain apse iska aur koi naam nahi
Mumkin hai baatein hamari alag ho zamane se
Khayal apka hai unme is baat se hame inkaar nahi
Tujhay Mujh Se Mujhay Tujh Se Jo Bohot He Pyaar
Hota
Na Tujhay Qarar Hota Na Mujhay Qarar Hota
Tera Har Marz Ulajta Meri Jaan-E-Naatwaan Se
Jo Tujhay Zukaam Hota Tu Mujhay Bukhar Hota
Jab Mai Tujhay Yaad Karta Tujhay Cheenkna Bhi
Parta
Meray Sath Bhi Yakeenan Bar Bar Hota
Kissi Chowk Pe Lagaatay Churion Ka Khoka
Teray Sher Mai Bhi Apna Karobaar Hota
Ranj O Ghum Ashiqana Nahi Calculaterana
Uss Mai Shumar Karta Jo Na Baishumar Hota
Tumhara Nam Likhnay Ki Ijazat Chin Gai Jab Se
Koi B Lafz Likhta Hu To Ankhe Bheeg Jati H
Hazaron Mausmon Ki Hukmarani Hae Meray Dil Par
Main Jab B Tanhha Hon Tou Aankhain Bheeg Jati Hai.