• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Jab bhi khayal aaya to aapka aaya. Aakhen band kiya to khayal aapka aaya. Socha yaad karlu bhagwan ko ek pal. Par hoth khola to naam aapka aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • A Simple Bye Make Us Cry, A Simple Joke Make Us Laugh, Simple Care Make Us Fall In Love. I Hope My Simple Sms Make You Think Of Me...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazrein Meri Kahin Thak Na Jaayein, Bewafa Tera Intezaar Karte Karte, Yeh Jaan Yun Hi Nikal Na Jaaye, Tum Se Ishq Ka Izhaar Karte Karte…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Jab kisi doraahe par laati hai, Ek Ajeeb C kashMkash me pad jaati hai, Chunte hai hm kisi 1 raah ko. Par Dusri Raah Zindgi bhar yaad aati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ABTAK NARAAZ HAIN WO. DOOR HOKAR PHIR BHI PAAS HAIN WO. KE ABTAK RO RAHE HAIN HUM. AUR DOOR KHADE HAS RAHE HAIN WO. SKT
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aankho Ki Thi Khata, Saza Dil Ne Payi Hai, Pyar Mein Hume Mili Yaar Se Sirf Ruswayi Hai, Tanhaiyo Ka Hai Daur Aur Dard Se Aankh Bhar Aayi Hai, Lamho Ki Thi Khata, Sadiyo Ki Saza Payi Haiii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri dosti ki inteha dekhna chahta hun Ek tera dil jeetna ke liye is zindagi se haarna chahta hun Dooba hun apne aansuo ke samandar me fir bhi shayad Wo tera pyaar hi hai jisse apni pyaas bujhana chahta hun..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unki Tasviron Ko Sine Se Lga Lete H, Ish Tarha Judai Ka Gum mitaa Lete H, Kisi Tarha Kbhi Jikr Ho Jaye Unka, Hans Kr Bheegi Palkey Jhuka Lete H…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • भूल कर आपको जायेंगे कहाँ एक पल भी ज़मी पर जी पाएंगे कहाँ आपसे ही मुस्कराहट है ज़िन्दगी में बिना आपके हम खुश रह पाएंगे कहाँ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hm Pagal Chand Ko Pany Chaly Thy, Humain Kia KhabR Thi Khud Ko Rulany Chaly Thy, Ab To Daman Ma Bs Yadain Hi Pari Han, Bawafa Ho Kr B Bewafa Kehlwany Chalay Thy, Humain Thukra Kr Rota To Wo B Hoga, Jis Sy Hm Sachi mhbt Nibhany Chlay Thy, Ab Jo Khuwab Tootay Han To Ye Ehsas HUa, Hm Samandar Kinary Mehal Bnany Chalay thy, Dil Dukhaya Ha Tm Ny Pr Sada Khush Rho SAQI, Hm TEri Rahon Ma Phool Bechany Chlay Thy.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ho Nahi Sakta Mujhe Teri Yaad Na Aaye Bhul Ke Bhi Tujhe Bhulu Wo Ehsaas Na Aaye. Tu Bhule To Tujhe Koi Aanch Na Aaye Mai Bhulu To Mujhe Agli Saans Na Aaye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nikalta chand sabko pasand aata hai Doobta suraj kaun dekhna chahta hai Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Tamanna Ka Raazdar Khuda Hota Hai Har Baat Ka Andaz Juda Hota Hai Chand Ko To Chahne Wale Hain Sabhi Per Chand Kis Per Fida Hota Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naa palat kar dekha, naa laut kar aaye, Mohabbat ke saare ilzaam mere sar aaye, Mere bistar se aati hai tumhari hee khushbu, Mujhe neend aaye toh kaise aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar vyar toh ek bahana hai, dil mile na mile lips ko milana hai, yeh style hai sab Ashiko ka, kya kare yaar yeh Dilip Kumar ka nahi Imran Hasmi ka Zamana hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS