Charag dil ke jalao ki id ka din hai
tarane jhum ke gao ki id ka din hai
gamon ko dil se bhulao ki id ka din hai
khushi se bazm sajao ki id ka din hai
huzur us ke karo ab salamti ke dua
sar-e-namaz jhukao ki id ka din hai
sabhi murad ho purihar ek savali ke
dua ko hath uthao ki id ka din hai
Sagar se dosti to kinaare bhi nhi karte
Aajkat to wafa humse hamare bhi nhi karte
Ek tumse thi ummeed,
So wo bhi aaj toot gayi..
Chup-chap beh jaate hain,
Kisi se sikayat mere aansu bechaare nhi karte...
Tumhe dehkti hoon to lagta hai tum mere liye banaaye gaye ho,
Tum yaad karti hoon to lagta hai ke tum sirf mere khwab banaaye gaye ho,
Tumhe paane ke liye jaan dene ko mann karta hai,
Tumhari yaad mein dil baar baar aahe bhartaa hai,
Tut jaye khwab to judne ki aashkya
rakhna,
Palko ke bhigne ka hisab kya rakhna,
Bas isliye muskura dete hai hum,
Ki apni udasi se kisi ko udas kya
rakhna.
Kis liye itni saza detay ho., Kabi karty ho yaad to kabi bhula detay ho, Ajeeb teri mohabbat ka silsala Dekha, Kabi khushi to kabi apni yaad may rula Dety ho.
Chand behka to bahut magar raat ki syahi na gayi,
ghat gayi umar magar maut bhi chahi na gayi,
magar ek uljhan thi jo iss mann mein chubhan
bann baithi,
uske aansu na gaye meri tabahi na gayiiii
Ruth Mat Yar Mujhe Manana Nhi Aata,
Dur Mat Ja Dil Ko Samjhana Nhi Aata,
Tum Mujhe BhooL Jao Ye Tumhari Marzi,
Magar Hum Kya Kare Hume To Thik Se Bhulana Bi Nhi Aata.
Tujhay Mujh Se Mujhay Tujh Se Jo Bohot He Pyaar
Hota
Na Tujhay Qarar Hota Na Mujhay Qarar Hota
Tera Har Marz Ulajta Meri Jaan-E-Naatwaan Se
Jo Tujhay Zukaam Hota Tu Mujhay Bukhar Hota
Jab Mai Tujhay Yaad Karta Tujhay Cheenkna Bhi
Parta
Meray Sath Bhi Yakeenan Bar Bar Hota
Kissi Chowk Pe Lagaatay Churion Ka Khoka
Teray Sher Mai Bhi Apna Karobaar Hota
Ranj O Ghum Ashiqana Nahi Calculaterana
Uss Mai Shumar Karta Jo Na Baishumar Hota
Waqt Ki Dhoop Ya Ho Taiz Aandiaan
Kuch Kadmoun K Nishan Kabhi Nahi Khotey
Jinhain Yaad Kar Ke Muskura Dain Ankhain
Wo Log Dor Ho Kar Bhi Door Nahi Hotey