• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Bohut dur ho mager bahut pass rahty ho… Aankhon se dur sahi… Mager dil ka pass rehty ho… Mujhe bas itna batao … Kya tum bi mera bina udas rehty ho…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Arz kiya he........ Gaur Farmaiyega... . Jab dekha unhone tirchi nazar se, Kasam khuda ki madhosh ho gaye hum, . Par jab pata chala nazar parmanant tirchi hai, . To wahi khade-khade behosh ho gaye hum. . Ek aur...... Ankho main nami thi, Aur vitamin ki kami thi.. . Wah Wah, . Jis se raat bhar chatting ki woh girl friend ki mummy thi.. . Ek aur.... . Koi pathar se na maare mere dewaane ko. . Nuclear power ka jamaana hai, bomb se udaa do saale ko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pane Ki Khushi Aur Khone Ka Hai Ghum, Kaise Kahe Usse Ki Kaise Hai Hum, Bas Use itna Samajha Do, Kal Bhi Akele The, Aur Aaj Bhi Akele Hai Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj b unki aankho me khwab wahi tha Mukda hasi aur mukde ka rang wahi tha Kaisa kah du unko bewafa main yaro Unka to dekne ka aadaaz aaj b wahi tha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "वक़्त बदलता है हालात बदल जाते हैं, ये सब देख कर जज़्बात बदल जाते हैं ये कुछ नही बस वक़्त का तक़ाज़ा है दोस्तो, कभी हम तो कभी आप बदल जाते हैं." Ayaan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek khamosi izhar ban jati hai. Ek khamosi se halaat badal jati hai. Kisi se pyar karo to khamos mat rahna, Kyoki us khamosi se Puri jindagi INTZAR ban jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sahil Par Khade Humne Shaam Kar Di, Apna Dil Aur Duniya Tumhare Naam Kar Di, Ye Bhi Na Socha Kaise Guzregi Zindagi, Bina Soche Har Khushi Tumhare Naam Kar Di.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दिल के सागर मे लहरे उठाया ना करो, ख्वाब बनकर नींद चुराया ना करो, बहुत चोट लगती है मेरे दिल को, तुम ख्वाबो में आ कर यू तडपाया ना करो….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Paakar Tumhe Sapne Sach Lagne Lage, Ajnaabi Se Thay Jo Kabi Aaj Apne Lagne Lage, Hota Nahi Yakeen Khud Ki Kismat Par, Dharkano Me Bas Kar Wo Ab Hamari Jaan Lagne Lage..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Humara Dil Savere Ka Sunhra Jaam Ho Jaye Chiragon Ki Tarah Aankhein Jalein, Jab Sham Ho Jaye Main Khud Bhi Ehtiyatan Us Gali Se Kam Gujrata Hoon Koi Masoom Kyon Mere Liye Badnaam Ho Jaye Ajab Halaat The Yun Dil Ka Sauda Ho Gaya Aakhir Mohabbat Ki Haveli Jis Tarah Neelam Ho Jaye..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch PhooL Hum Par Ghir Rahe The, Kuch PhooL Un Par Ghir Rahe The, Fark Sirf Itna Tha Ki Wo Duniya Basa Rahe The, Aur Hum Duniya Se Jaa Rahe The.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayari By Heart - Uski aankhoin mein kuch ajeeb sa nasha tha Jane kyo mera dil uspe fida tha Milta tha sukoon uski har baat me Aisa lagta jaise vo sirf mere liye bna tha....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek "AAH" jo "DIL" ko rula de; Ek "WAAH" jo "MANN" ko bahela de; Ek "RAAH" JO "MANZIL" Ko mila de; Aur... EK "S.M.S" jo apno ki " "YAAD" " Dila De.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aye Sanam Teri Chahat Ka Wo Sila Mila.. Jo Kabi Na Tha Mera Wo Jahan Mila.. Ankhe Band Karke Doobe Rahe Teri Yaad Me.. Yu Laga Ki Sari Kaynaat Sara Jannat Mila..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • INDIA :- Kabhi Noto ke liye mar gaye, . Kabhi Voto ke liye mar gaye.. . . Kabhi sheela ki Jawaani ke liye mar gaye.. . Kabhi Jalebi bai diwaani ke liye mar gaye.. . Kabhi Fb par Like Share k liye mar gaye.. . Ajabhi Jaati..Paati ke naam par mar gaye.. . Kabhi Sarkaar ke kaam par mar gaye.. . . Kabhi ham Aapas me do gaz zamino ke liye mar gaye.. . . . hote Aaj Veer BHAGAT SINGH to kehte.. Yaar SUKH-DEV . RAJGURU , Ham bhi kin kamino ke liye mar gaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Patter Se Pyar Kiya Nadan The Hum... Galti Humse Hui Insaan The Hum... Aaj Jinhe Humse Baat Krne Main Takleef Hoti Hai... Kbhi Wo Kehte The Unki Jaan Hai Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi ilzam laga kr saza di hoti. Phir meri laash sare bazar jala di hoti. Itni nafrat thi to pyar se dekha kyu tha. Muje pehle hi meri aukat bata di hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS