• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Call Karne Wale Sirf Apne Hote Hain Miss Call Karne Wale Sirf Time Pass Hote Hain Kuch Na Karne Wale Gareeb Hote Hain Aur SMS Karne Wale Dil Ke Kareeb Hote Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itne bhi haseen khwaab na dikhao mujhe Ki khwaabon ko to ek din toot jana hai Mana ki akhiri saans tak tum saath ho magar In saanson ko bhi humse rooth jana hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गरूर जब भी हो जाता है अपने आप पे मुझे। जा कर जलते हुए श्मशान देख आता हूँ॥
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aj kisi ne baton baton men, jab un ka nam liya dil ne jaise thokar khai, dard ne badakar tham liya ghar se daman jhad ke nikale, vahashat ka saman na puch yani gard-e-rah se hamane, rakht-e-safar ka kam liya divaron ke saye-saye, umr bitai divane muft mai tanasani-e-gam ka apne par ilzam liya rah-e-talab mai chalate chalate, thank ke jab hum chur huye zulf ke thandi chanv mai baithe, pal do pal aaram liya honth jalen ya sina sulage, koi taras kab khata hai jam usi ka jisane ‘taban’, jur’at se kuch kam liya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ko Khareed Na Mere Bas Mein Nahi, >Ae Dosto, Meri Saadgi Dekh Kar Log Khud Hi Bik Jaate Hai.!! :-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dar roj koi svapnu tuti jay 6e, Dar roj koi potanu rosay jay 6e, Na jane mara nasibma su 6e, Jemne yad karu 6u Ej loko mane bhuli jay 6e...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khareed sakte unhein toh apni zindagi bech kar bhi khareed lete, Par kuch log Keemat se nahi, Kismat se mila karte hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Vishwas Ban Ke Log Zindagi Me Aate Hai, Khwab Ban Ke Aankho Me Samaa Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Karke Bewafai.. Aankho Se Aansu Bankar Nikal Jate He
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishta hmara is jahan me sabse pyara ho, Jaise zindgi ko saanso ka sahara ho, Yaad rkhna hme us pal me bhi, Jab hum akele ho or sara jahan tumara ho…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya Aapki Muskuraahat Ne Behoosh Kar Diya Hum Hosh Me Aane Hi Waale The Ke Aapne Phir Se Muskuraa Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Din lambe, Raaten bhi lambi hein.. Yaad mein hosh bhula bethe hein.. Talaash ki justujo kise nehi Din lambe, Raaten bhi lambi hein..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har sapna khushi pane se pura nahi hota, Koi kisi k bina adhora nahi hota. Jo chand roshan karta hai rat bhar sab ko sweet Har raat woh bhi to poora nahi hota
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Dosti Ne Diya Sukoon Itna, Ke Tere Baad Koi Acha Na Lage.. Tujhe Karni Hain Bewafai To Is Ada Se Kar, Ke Tere Baad Koi Bewafa Na Lagey..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log aksar dua karte hai ki " Khuda pyar karnewalon ko kabhi juda na karwaye" ..♥ par hum to humesha kahenge ki jo na ho kismat mein khuda usse pyar kabhi na karwaye..♥ abhilove9648933206 lonelyheartboy
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Taron ko ginne wale hum na the, Akele gungunane wale hum na the, Ye to apki Dosti ne aadat laga di Warna kisi ko itna yaad karne wale hum na the.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Mohbbat bezuban hoti Rahi Dil ki dhadkan apna wajud khoti rahi koi nahi Aaya mere Dukh ke karib Ek Barish hi thi jo Sath Roti Rahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phir aasuo k kuch fasane nikle, Maikhane se sharab k peimane nikle, Jo dil ka hal samajh hi na paye, Kyun usko hum apna zakham dikhane nikle
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barish Ka Ye Mousam Kuch Yaad Dilata Hai. Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai. Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai. Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS