• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Unhone apna kabhi bnaya hi nhi, jootha hi sahi pyar dikhaya hi nahi. Galtiyan apni hum maan bhi jaate, par kya kare kasoor hamara hume btaya hi nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bachpan k dukh itne achchhe the, Tab dil niii khilone toota krte the, Aaj ek aansu ruswa Kr jaata h, Bachapan me to jee bharkar roya krte the.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ka Dard Jab Panno Pe Aata Hai.. Ek Ansoo Bhi Dariya Ban Jata Hai.. Dil Ke Tootne Ki Awaaz Nahi Hoti.. Aur Sara Dard Shayari Me Dhal Jata Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कब तक वो मेरी होने से इंकार करेगी, खुद टूट कर वो एक दिन मुझसे प्यार करेगी, इश्क़ की आग में उसको इतना जला देंगे, कि इज़हार वो मुझसे सर-ए-बाजार करेगी।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere pyaar ko bewafai ka inaam de gai, Mere dil ko yaado ka paigam de gai, Maine kaha mere dil mai dard hai, To kambhakhat jaate jaate jhandubaam de gai…..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Payar kamjor dil se kiya nahi jata, Zeher Dushman se kabhi liya nahi jata, Dil mein basi hai ulfat jispyar ki, us dilruba ke bina ek pal bhi jiya nahi jata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Katilana Ada Se Jab Woh Mujhe Dekhti Hai Sar Se Aasman Aur Paaon Se Zameen Khiska Deti Hai Sochta Rahta Humse Wo Mil Sakegi ya Nahi Woh Mehrbaan Roz Mujhko Dilasa Deti Rahti Hai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhe Dilme Basaaye Rakhti Hu Aur Dunia Ko Bhulaaye Rakhti Hu.. Koi Dekh Na Le Tumhe Meri Ankho Me.. Isliye Nazre Jhukaaye Rakhti Hu..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushiya milti nahi mangne se, Manzil milti nahi raah par ruk jane se, Bharosa rakhana apne aap par aur us RAB par, Sab kuchh deta hai wo sahi waqt aane par.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek lamha men ek manzar guzar jata hai. Jab koi apna begana nazar aata hai. Yu to awaz aati hai har shishe ke tutne ki. Par Kabhi Kabhi bina awaz ke bhi sab kuch toot jata hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushnaseebi se dost milte hain, Badnaseebi se bichad jaate hain, Ek umar lag jaati hai jab Kisi ko apna banane mein woh zara si baat par bighad jaate hain...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phir chupke se yaad aa gaya koi, meri aakhon ko phir rulaa gaya koi, kaise uska shukria aada Karen, mujh naachiz ko “shayar ” bana gaya koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat Ko Raat Ka Tohfa Nahi Detay Dil Ko Jazbat Ka Tohfa Nhi Detay Denay Ko Tu Hum Tmhay Chand Bhi Dy Dain Magar Chand Ko Chand Ka Tohfa Nhi Dete
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Shabdo Ka Mohtaj Nahi Hota, Dil me Har Kisi K Raaj Nahi Hota, Kyo Intzar Krte Hai Sabhi Valentine Day Ka, Kya Saal Ka Har Din Pyar Ka Haqdar Nahi Hota?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mahekta Hua Jism Tera Gulaab Jaisa Hai, Neend K Safar Mein Tu Khwaab Jaisa Hai, Do Ghoo.Nt Pee Lene De Aankhon Ki Mastiya, Nasha Teri Aankhon Ka Sharab Ke Jaam Jaisa Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • zindgi itne dard deti he dil me fir bhi umeed rehti he dil kehta hal ki koi yaad nhi karega par aap to yaad karoge ye umeed rehti he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • NA Koi Pal Subah hai Na Koi Laamha Sham hai Har Pal har Lamha aap k Naam hai ise Sirf Sms na samaj Lena ye hamari taraf se aapko Miss U ka Pegam hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS