• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Aap ko dekh kar ye nigah jhuk jayegi, khamoshi ab har baat keh jayegi, padh lo in aankhon mein apni mohabbat, aapki kasam sari kaaynaat wahin tham jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasaata He Mujko Or Fir Rula B Deta He . Kar K Wo MujSe Wade Aksr Bhula Bhi Deta He . Ajab Mizaj He UsKa Pyar ka andaz . kabhi palko pe bithata He Kabhi Nazro Se Gira Bhi Deta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek Na Ek Din Mil Jaane Ka Waada Karo, Meri Zndgi Me Fir Aane Ka Waada Karo, Bahut Tanha Hu Mai Tumhare Bina, Mujhe Gale Se Lagaane Ka Waada Karo, Choom Kar Mere Hontho Ko Tum Meri Sanso Me Bas Jaane Ka Waada Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Najar Na Lag Jaaye Kahin Aapko Kisi Ki, Sari Duniya Se Chhupakar Aa Rakh Lu Tujhko, Bas Itni Si Aarju Hai Hamari Toh Jeevan Mein, Har Janm Mein Pyar Milta Rahe Aapka Mujhko…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mukar Jate Hai Wo Vada Karke, Rok Lete Hai Kadam Aane Ka Irada Karke, Ab Hum Bhi Pyaar Kam Karenge Yaro, Dekh Liya Anjam Pyaar Zyada Karke...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapke Dil Pe Ek Din Raj Karenge Kabhi Hum Is Baat Per Naaj Karenge Aapke Liye Us Khuda Se Saari Khushiyan Maang Kar Aapko Ek Aansoo Ke Liye Mohtaj Karenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Kya Na Saha Tere Pyar Ke Liye, Tu Bhool Gaye Mujhe Begaane Yaar Ke Liye, Bitaaye The Lamhe Saath Milkar Kbhi, Tareste Hai Aaj Tere Deedar Ke Liye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Jeena Aasaan Nahi Hota, Bina Sangharsh Ke Koi Mahaan Nahi Hota, Jab Tak Na Pade Hathode Ki Chot, Pathar Bhi Bhagwaan Nahi Hota!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jubaa Agar Ashkon Ki Samjho Toh, Yeh Sab Kuchh Kah Jaate Hain Yaaro, Dil Ke Bojh Ko Karte Hain Halka, Khud Sabke Gham Sah Jaate Hain Yaaro Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Badal ki tarah awara hain hum" "Aap bhula na sakoge wo nazara h hum" "Jo toot k fana ho jaye apki ek khwaish k liye" Aasma ka wo sitara hai hum..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitnon ki takdeer badlni hai tumhe. Kitnon ko raste pe lana hai tumhe. Apne haath ki lakiron ko mat dekho. In lakiron se aage jana hai tumhe…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Parchhayi Meri Bhi Maine Tere Naam Kar Rakhi Hai Har Saans Meri Tere Naam Kar Rakhi Hai Tere Inkaar Ne Itna Paagal Bana Diya Hai Duniya Ne Meri Zindagi Badnaam Kar Rakhi Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aag Ho To Jalney Main Der Kitne Lagtee Hai Barf Key Pighalney Main Der Kitne Lagtee Hai Chahey Koi Ruk Jaye,Chahey Koi Rah Jaye Qafloun Ko Chalney Main Der Kitne Lagtee Hai Chahey Koi Jase Bhee Hamsafar Ho Sadyoun Sey Rasta Badalney Main Der Kitne Lagtee Hai Ye To Waqt Key Bass Main Hai Ke Kitne Mohlat Dey Warna Whakt Dhalney Main Der Kitne Lagtee Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Che Sa De Okral Baba Kha De Okral, Jaram Pa De Akhir Pa Sa De Okral. Ma 6 Daa Taa Ta Eazy Load Karay Wo, Daa Me Pradi Pati K Goad Karay Wo. Ta Kho Ve Tala Nokari Darkawam, Ghata Kursay Ao Afsari Darkawam. Ta Kho Sa Der Zyat Daroghjan Okhate, Khoga Baba Gwaray Tagjan Okhate, Za IMDAD KHIYAL Sa Punjabai Ho Na Yam, Ghat Kat Pukhtoon Yama Sinday Ho Na Yam. Da Khuday Da Para Zan Ta Zan Owaya, De Pukhtano Ta Musalman Owaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log kehte hai zami pe khuda nahi milta, Unhe shayad koi aap jaisa nahi milta, Kismat walo ko hi milti hai kisi k dil main panah, Har shaks ko jannat ka pata nahi milta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apne Dil Mein Armaan Koi Rakhna Duniya Ki Bheed Mein Pehchan Koi Rakhna Acche Nahi Lagte Jab Hote Ho Udaas In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS