• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Raat Yun Dil Mein Teri Khoyi Hui Yaad Ayi Jese Werane Mein Chupke Se Bahar Ayi Jese Sehraon Mein Hole Se Chlae Bad-e Naseem Jese Beemar Ko Bewaja Qarar A Jaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ehsaas Bohat Hoga Jab Chor Ke Jaingay Roengay Bohat Magar Aansu Nahi Aaengay Jab Saat Na De Koi To Awaz Hamain Dena Aasman Per Bhi Hongay To Lout Ke Aaengay
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh Mousam Pyar Ka Eh Mere Dost, Na Jaane Kyu Hardam Yaad Aata Hai, Jab Bhi Hota Hai Akela Kabhi Sagar, Na Jaane Kyu Isko Bahut Rulata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ne Kiya Majboor Kuch Is Tarah Ke Khwaboon Me Bhi Tum Aane Lage Raat Toh Kaate Nahi Kat Ti Thi Aur Ab To Dharkano Me Bhi Tum Samane Lage
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi, Mohabat me insaan kabhi jukta nahi, Hum chup hai kisi ki khushi ke liye, aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi… wa re,,,,tu
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pasand Karta Hun Har Haseeno Ko, Magar Dil Mein Basane Ke Liye Jagah Nahi, Thukra Dete Hain Begane Samajhkar, Uski Hoti Koi Thukraane Ki Vajah Nahi Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जब आपका नाम ज़ुबान पर आता है, पता नही दिल क्यों मुस्कुराता है, तसल्ली होती है हमारे दिल को, कि चलो कोई तो है अपना, जो हर वक़्त याद आता है.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere Hi Dam Se Zinda Hun Yaar, Sirf Tumhi Se Karta Hun Main Pyar, Jaan Ho Meri Tum Ho Mera Karar, Sirf Tumhi Se Karta Hun Main Pyar…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna Chhota Nahi Rista Hamara Kaise Soch Liye K Aa Gaya Kinara Lo Fir Ho Gayi Aap K Aangan Me Rosni Ek Baar Fir Badnaam Ho Gaya Naam Hamara
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab Bhi Hum Aapse Baat Karte Hain.. Dilme Ajeeb Si Khusi Mehsoos Karte Hain.. Jab Bhi Aapki Hassi Ko Dekhte Hain.. Aye Dost Dilme Ek Sukoon Sa Mehsoos Karte Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Apni Deewangi Se Jaane Jaate Hain Wo Apni Berukhi Se Pehchaane Jaate Hain Roz Miltey Hai Lekin, Kuchh Kehte Sunte Nahi Mere Saamne Wo Meri Dhadkan Badhaane Aate Hain Shab Bhar Intzaar Mein Hum Taare Dekhaa Karte Hai Sabera Hone Se Pehle Wo Chand Bujhane Aate Hain Bas Ek Nazar Ke Liye Hum Din Bhar Taraste Hain Wo Shaam Ko Gamalon Ko Paani Pilaane Aate Hain Mere Is Haalaat Pe Hansanaa Nahi Musafir Too Ishq Main Sabke Saame Aise Zamaane Aate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • इतनी अहमियत तो दोस्तो में बना ही ली है... कि... "मेला लग जायेगा उस दिन शमशान में, जिस दिन "मैँ" चला जाँऊगा आसमान में..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jeene Ka Maqsad Maine Pyar Me Paa Liya, Jiska Bhi Gam Mila Use Apna Bana Liya, Tum Rookar Bhi Gam Ko Halka Na Kar Sake, Maine Muskuraahat Ki Odh Me Gam Ko Chupa Liya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khamosh Se Tum Rehne Lage Ho Intezaar Kisika Karne Lage Ho ? Yakinan Kisise Hui Hai Mohabbat Bina Baat Ke Hi Muskurane Lage Ho…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Tu Insaan K Ziada Kareeb Hoon Tu.Sun Mere Maalik ! Meri Qismat Ki Siyaa Bakhtii Par Tere Karam Ki Baarish Kab Hogi Meri Tu Sirf Itni Faryaad Hai K.Aaj Ki Shab.. Ya Meri Manzil Ka Pata Bata Ya Phir Hamesha K Liay Faryaad Karne Wali Zabaan Khamoosh Karde Kion K. Ab Asi Hayat Ki Mujhay Aarzoo Nahin Jis Main Mohabbat Meri Manzil Na Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Udaas Hoon Par Tujhse Naaraz Nahi, Tere Dil Mein Hoon Par Tere Pass Nahi.. Jhoot Kahun To Sab Kuch Hai Mere Pass, Aur Sach Kahun To Ek Tere Siwa Kuch Bhi Khaas Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Subah Chai Ke Cup Se Nikalti Bhaap Me.. Aapki Tasveer Nazar Aati Hai.. Bas Aapko Dekhne Ke Chakkar Me.. Hamari Chai Thandi Ho Jaati Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aub toh gham sehne ki aadat si ho gayi hai raat ko chhup chhup rone ki aadat si ho gayi hai tu Bewafa hai….khel mere dil se ji bhar ke hamein toh ab chot khaane ki aadat si ho gayi hai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohbat Aisi Thi Ki Unko Sikhayi Na Gyi, Chot DiL Par Thi isLiye Dikhayi Na Gyi, Chahte Nahi The Unse Kabhi Door Hona, Par Dooriya itni Thi Ki Mitayi Na Gyi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS