• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Har Khusi Pe Haq Hai Aapka, Khushyaon Bhara Safar Ho Aapka, Gam Kabhi Karwat Na Badle Aapki Taraf Sada Mushkurata Rahe Chehra Aapka.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo purani dosti ke rishtey kaise kaise ho gaye, Kabhi hum aapke dost the, ab aise waise ho gaye, Agar ab bhi sms na kiya to samjhenge humse pyaare kuch paise ho gaye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • lafzo ki tarah mujhe kitaabon me milna banke mahak mujhe gulaabon me milna jub bhi mujhe Aapki yaad Aaye to banke sapne mujhe raaton me milna !!...Bharat...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • जीने की ख्वाहिश में हर रोज़ मरते हैं, वो आये न आये हम इंतज़ार करते हैं, झूठा ही सही मेरे यार का वादा है, हम सच मान कर ऐतबार करते हैं ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Suno,tum Mera Dil Na Tod Jana Raste Me Khi Sath Na Chhod Jana Mere Dil Pe Zakhm H Aansuo Me Lipte Dekho Smbal K Khi In Me Ulajh Na Jana..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pass Jab Tu Aati Hain,Kheel Sa Jata Mausam, Bin Uske Jiiyu Ek Pal Bhi,Rab Aisa Na Banaa Dena, Ishq Ke Rahoon Main Gar Wafa Na Nibha Saka, Tu Mout Se Badh Kar Mujhe Koi Aur Sazaa Dena, Teri Ek Pal Ki Bhi Judai Naa Ab Seh Payege Omi, Meri Khawabo Se Jakar Mujhe Shayar Na Banaa Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar Ho Waqt To Mulakaat Dijiye, Dil Kuchh Kahna Chahe To Baat Kijiye, You To Mushkil Hai Humse Door Rahna, Par Ek Lamha Mil Jaye To Humko Yaad Jaroor Kijiye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • चलो आज करते हैं शेर-ओ- शायरी का मुक़ाबला.... तुम ले आओ मीर,ग़ालिब, फ़राज़ की किताबें , मैं सिर्फ अपने बेवफा यार की कहानी सुनाऊंगा...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pal pal ne kaha 1 pal se... Pal bhar ke liye tum mere sath raho...... Pal bhar ka sath kuch aisa ho, k har pal tum hi tum yaad Raho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apno ne Zehar ka jaam de diya, Gairon ne Bewafa naam de diya. Wo jo kehte they bhul na jana hume, Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda kisi ko kisi pe fida na kare kare to qayamat tak juda na kare mana ki koi marta nahi judai me par jee bhi to nahi pata tanhaai me
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanha Hai To Kya Gam Hai Juda Hue To Kya Gam Hai, Zinda Hai Hum Isi Ummeed Se Wo Ayenge Hamsha Milne, Ye Taqdeer Hogi Hamari Shayad Unke Dil Mein Bhi Tasveer Hogi Hamari.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mana ki tumko humse mohabbat nahi hai, Par hum toh tumhe dil se chahate hai. yakeen humse itne bhi dur nahi hai, par hum to apane dil ke pass lana chahte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek pal bhi bhula na paya hu jise, wo bas gayi he man me ye batau kise, log kehte he pyar jindagi me ek hi bar hota he, mujhe har bar hua he ye samjhau kaise...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Poori Botal Na Sahi Ek Jaam To Ho Jaye Mulaqat Na Sahi Dua Salam ToHo Jaye Jin K SMS K Intzaar Me Ho Gaye Hum Beemar Un Ko Bukhaar Na Sahi Zukaam To Ho Jaye......
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apka muskrana har roz ho. Kabhi chehra "kamal" TO kabhi "ROSE" ho, 100 Pal kushi to 1000 pal mouj ho, bas aisa hi din mere Dost ka har roz ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar ke ujalo me gum ka andhera kyun aata hai jisko hum chahe wahi kyo rulata hai mere khuda agar wo mera nasheeb nhi to aise logo se tu kyun milata hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazron ko nazaron ki kami nahi hoti, Phulon ko baharo ki kami nahi hoti, Phir kyun hamein yaad karoge aap, Aap to asmaan ho aur asmaan ko to sitaron ki kami nahi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS