Kabhi To Pyar Bhari Najaro
Se Dhekhoge Kabhi To Hame
Sapno Me Sochoge Jindagi Us
Din Jannat Ho Jayegi.. Jis Din
Ap Apni Jindagi Ka Haseen Pal
Hamare Sath Bitane Ki Sochoge.
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Kuch Iss Tarah Aapke Paas Aa Chuke,
Khud Ko Aapka Hissa Bana Chuke,
Ab To Humare Dard Ki Koi Dawa Karo,
Hum To Aapko Apna Bana Chuke..
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Dard Sahne Se Nhi Darte Hm
Pr Us Dard K Khtam Hone Ki Koi As To Ho
Cahe Dard Kit Na B Dardnak Q Na Ho
Lekin Dene Wale Ko Uska Ehsas To Ho.
..
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Hamne tho apna dil unke hath me thama tha,
Mohabbt karte hai unse ye ehsaas dilaya tha,
unhone b kya koob natak nachwaya tha,
tod k dil bazar me dande se tookwaya tha!!ii
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
...Takleef Tab Nahi Hoti
Jab
Koi Apna Door Chala Jata
Hai...
...Takleef To Tab Hoti Hai
Jab Koi Apna Paas Hokar
Bhi Duriya Bana Leta hai..
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Ye PaL Judaai Ke Guzrte Q Nahi?
Mai Tut Gya Hu To Bikharta Q Nahi?
Tere Sath Saanso Ki Tarah Tha,
A-Jaanu Tu Sath Ab Nhi To Mai Mrta Q Nhi.?
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Humesha Yaad Aati Hai
Unke Aur Mann Ho Jaata Hai
Kharab, Tab Humesha Lekar
Bait He Hai Hum, Ek Haath
Me Kalam Aur Ek Haath
Me Sharab....!
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Mehfil Na Sahi,Tanhai To Milti Hai,
Milna Na Sahi,Judai To Milti Hai.
Kaun Kehta Hai Ki Pyar Mein Kuchh Nahi Milta,
Wafa Na Sahi,Bewafai To Milti Hai...ii
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Palke jhuke to pyar ho jata h..
palke uthe to izhaar ho jata h..
na jane kya kashish h chahat meaisi ke..
koi anjan bhi is zindagi ka haqdarho jata h..
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
कुछ उलझे सवालो से डरता हे दिल
जाने क्यों तन्हाई में बिखरता हे दिल
किसी को पाने कि अब कोई चाहत न रही
बस कुछ अपनों को खोने से डरता हे ये दिल
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Mere Dil K Kone Se Ye Awaz Ai Hai
Sham Ko Tere Ane Ki Khabar Lai Hai
Maire Aangan K Phool Bi Y Sun Kar Khel Uthe
To Mara Sajan Nai, To Maira Bhai Hai
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Aaj Phir Mujhe Woh Khayal
Aya Dard Mein Maine Jise
Apna Paya Tadap Utha Paaney
Ko Takdeer Apni Hosh Hua To
Khudko Tumse Juda Paya.
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Aapki Pooja Karte Hain Hum,
Aap Par Hi Bas Marte Hain Hum,
Sagar Ko Aapse Bahut Pyar Hai,
Aapko Kahne Se Darte Hain Hum…
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Nigaho mein manzil thi.
gire aur gir kar sambhalte rahe.
hawao ne bahut koshish ki.
magar chirag aandhiyo mein bhi jalte rahe…
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Hr kisiki takdir achi nai hoti
hatho me mohbat ki lakir nai hoti
Mohbat mile to kadar kr lena
warna unse puchho jinki mohabat unke karib nahi hoti.
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Unhein Kehna Yeh Tum Hi
The
Jis Se Humein Muhabbat Ho
Gayi
Warna Hum Khud Hi Gulaab
Hain
Kisi Khushbu Ki Tamanna Nahi
Karte.
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Bin bole tumhare dil ki awaaz mere dil tak pahunch jati hai
pyar mein dooriyan bhi mit jati hai
bas aisehi mujhe tumhare dil mein samhaye rakhna
pyar ka ye karava hamesha banaye rakhna.
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Tera Hath Mere Hath Me
Ho To Safar Hi Asle Hayaat
Hai... Tere Har Kadam Pe
Hai Manzil Tera Pyaar Agar
Jo Mere Sath Hai....
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS
Zindagi Se
Nafrat Kise Hoti Hai, .
Marne Ki Chahat
Kise Hoti Hai, .
Pyar Bhi Ek
Ittefaq Hota Hai, .
Warna Aansuo Se
Mohabbat Kise Hoti Hai..!
10 years ago
Copy
Tags :
Love Shayari SMS