• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • उलझी शाम को पाने की ज़िद न करो; जो ना हो अपना उसे अपनाने की ज़िद न करो; इस समंदर में तूफ़ान बहुत आते है; इसके साहिल पर घर बनाने की ज़िद न करो..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khayal-e-kaba-o-taiba main kis tarah bhulun ye zindagi ka sahara main kis tarah bhulun gunahagaron se ahakaron kam nasib sahi gulam hun dar-e-aka main kis tarah bulun bahar-e-subah-e-haram kyon na mujhe yaad aayen sawad-e-sham-e-madina main kis tarah bhulun maze uthaye hain izahar-e-dard-e-dil ke jahan wo ashk-o-ah ke duniya main kis tarah bhulun hazar bekhudi-e-shauq hon magar ‘taskeen’ khud apne dil ka fasana main kis tarah bhulun
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ke Kagaz Par Maine Ye Paigaam Likha Hai Kuchh Panne Bhar Ke Tera Naam Likha Hai. Bana Julfo Ko Chandni Raat Aur Aanchal Ko Baadal, Tere Jism Ko Sitaaro Se Saja Aasmaan Likha Hai. Baha Lu Meri Hamnafas Tujhe Mehka Du Duniya Apne Aangan Ka Maine Tumhe Gulistaan Likha Hai. Tere Shabnami Hotho Ke Tabbsaum Ko Chura Kar, Apne Dil Mai Chhupe Khuda Ki Muskaan Likha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya Baat Kahiye Duniya Ki Har Shakhs Ke Apne Afsaane Hain Jo Saamne Hai Usse Log Bura Kehte Hain Jisko Dekha Nahi Kabhi Usse Khuda Kehte Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ne Hume Rulaya To Kya Bura Kiya? DIL Ko Mere Dukhaya To Kya Bura Kiya? Hum To Pahle Se Hi Tanha The KiSine "EhSaaS Dilaya To Kya Bura Kiya?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere Dil Ka Haal In Aankhon Se Pooch Lijiye Inme Hum Aapki Tasveer Chupaye Baithe Hai Shayad Ho Jaye Aapko Bhi Humse Pyar Isi Ummeed Main Palke Bichayen Baithe Hai !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Hum Kisi Ki Bhi Tamannaa Na Karenge Ab Raah Bhi Kisi Ki Dekha Na Karenge Mere Dard Se Vaakif Na Ho Jaye Mera Saya Ab Is Andhere Dil Mein Ujaala Na Karenge Aakhen Jali, Rooh Jali, Dil Jla, Jism Jla Deeya Umeed Ka Palkon Par Jalaaya Na Karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab bi aate hai samne mera hal bura ho jata hai mera , Dara sa sahma sa rahta hai dil mera , Kahte kahte lave ruk jate hai na jane kya hoga mera , Intejar hai unke ijhar ka hum se to aaj tak kuch na hua
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil mera tod diya tumne. Dil me ye jhkm diya tumne. Phir bhe na jane kyo ye dil tumari hi yaad me rota h. Tumare liye hi marne ko dil cahta h. Chandu kumawat
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri nazaro ko aaj bhi talash hai teri Binaa apke khushi bhi udaas hai meri Khudaa se mangaa hai to sirf itnaa Marne se pehale apse mulaakat ho meri.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Is jahan me mohabbat kash na hoti, To safar-e-zindagi me mithas na hoti! Agar milti BEWAFA ko sazae maut To diwano ki kabre u udas na hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein,Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein,Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main,Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein by:-rjtanweer
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sans chalna hi zindgi nahi hoti. sanso ka thamna maut nahi hoti. khudko bhi dafan karna padta he dosti ke liye, dost ko dost keh denese hi dosti nahi hoti
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhen kisne kaha pagli Mujhy tum yad aati ho Bohat khush faham ho tum b Tumharai khush gumani he Meri ankhon ki surkhi me …Tumhari yad ka matlab? Mere shab bhar k jagnay me Tmharay khwaab ka matlab? Ye ankhien to hameesha se hi Meri surkh rehti hen Tumhin malom hi hoga Is shahar ki faza kitni aloda he Tu yah sozish,ussi fiza k bayes he
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kal khud hi apni mehfil se nikala tha aaj hue se deewaane dhundte hai. Musafir be-khabar hai teri aankhon se, tere shahar mei maikhaane dhundte hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise Kati Raatein Bata Nahi Sakte Guzra Hua Pal Ginwa Nahi Sakte Pyar Apna Bhula Nahi Sakte Bas Tera Hi Intezar Hai Ab Aa Jao, Is Dil Ko Aur Tadpa Nahi Sakte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi Bhi Kabhi Aasu De Jati He Najre Bhi Kabhi Dhokha De Jati He Gujre Hue Lmho Ko Jb Yad Krte He To Tanhai Bhi Kabi Sukun De Jati He.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye PaL Judaai Ke Guzrte Q Nahi? Mai Tut Gya Hu To Bikharta Q Nahi? Tere Sath Saanso Ki Tarah Tha, A-Jaanu Tu Sath Ab Nhi To Mai Mrta Q Nhi.?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kachchey Bakhiye ki Tarah Rishtey Udhad Jaatey hain, Har naye Mod Pe Kuchh Log Pichhad Jaatey hain! Yoon Hua Dooriyaan Kam Karney Lagey they Dono, Roz Chalney se to Rastey Bhi Ukhad jaatey hain! Chhaanw Mein Rakh ke Hee Pooja Karo Yeh Mom Ke But Hain, Dhoop mein Achchhey Bhaley Naqsh Bigad Jaatey hain! Bheed Se Kat Ke Na Baithaa Karo Tanhaai mein, Be-Khayaalee mein Kai Shar Ujad Jaatey Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS